Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai,
Sooraj ne gagan se Salam bheja hai,
Mubarak ho Aapko nayi subhah,
Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai

Faqat Is Aas Par Baithi Rahi Sadia Ki Maan BarsonKeh Beti K Liye Acha Sa Aik Pegham AjayeNa Shaheen Zer-E-Daam Aya To Is Had Tak Utar AayinKoi Dhobi, Koi Mochi, Koi Hajjam Aajaye

Baaghon Mein To Bahaar Darakhton Kee Dekh Lee; College Mein Aa Key Convocation Ko Dekhiye; Leemoo To Kaaghazee Bahut Dekhey Hain Aapney; Ab Kaaghazee Taraqqee-E-Nation Ko Dekhiye

Faqat Is Aas Par Baithi Rahi Sadia Ki Maan BarsonKeh Beti K Liye Acha Sa Aik Pegham AjayeNa Shaheen Zer-E-Daam Aya To Is Had Tak Utar AayinKoi Dhobi, Koi Mochi, Koi Hajjam Aajaye

Tujhe Paane Ke Liye Kuchh Bhi Kar Sakta Hu; Tere Pyaar Mein Jee Toh Kya Mar Bhi Sakta Hu; Phir Bhi Tu Nahi Mili To Koi Mujhe Gham Nahi; Yeh Formula Kissi Dusri Pe Set Kar Sakta Hu

Tujhe Mujhse Mujko Tujse Jo Bohat Hi Pyar Hota; Na Tujhe Qaraar Hota Na Mujhe Qaraar Hota; Tera Har Marz Ulajhta Meri Jaan-E-Natwaan Se; Jo Tujhe Zukaam Hota To Mujhe Bukhaar Hota

Gaa toh hum Bhi sakte hai,Agar awaaz hot toh.Baja toh hum bhi sakte hai,Agar Saaz ho toh.Kaun kehta hai Tajmahal Shahjahan ne Banaya,Bana toh hum bhi sakte hai,Agar Mumtaj ho toh.

Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Yeh to unke bache hee kamine hain,
Jo Mamma-Mamma bulaate hain.

Hotho Se Jo Choo Liya Ehsaas Ab Tak Hai; Aankhe Nam Hai Aur Sanson Mein Aag Ab Tak Hai; Raat to Hum Kat Lenge Jaise Taise; Chinta Hai Subah Ki Jab Yeh Hari Mirch Karegi Aisi Taisi

Yeh jo haseeno ke baal hote hai,
ladko ko fasaane ke jaal hote hai,
na jaane kitno ke khoon piye honge inhone,
tabhi to inke honth laal hote hai

Palkon Se Aansu Bikhar Jate Hein; Aap Kya Jaano Aap Kitna Yaad Aate Hein; Hum Aaj Bhi Usi Moad Pe Khade Hein; Jaha Apne Kaha Tha Tum Yahin Ruko; Hum Daru Aur Namkin Lekar Aate Hein

Pyaar baarish ki bundho ki tarah hai,
Jikso chune ki khwaish mein,
Hatheliyan to gili ho jaati hain,
Par haath hamesha khali hi rehti hain…

Zindgi Ke Safar Ko Lafzo Mein Piroya Hua Hai; Apni Har Ghazal Ko Dard Mein Bhigoya Hua Hai; Aaj Zyada Zor-Zor Se Wah-Wah Na Kehna Kambakhton; Kyunki Andar Mera Khadoos Baap Soya Hua Hai

Koi Chala Gaya Door To Kya Karein,
Koi Mita Gaya Sab Nishan To Kya Karein,
Yaad Aati Hai Ab Bhi Unki Hume Had Se Jyada,
Wo Yaad Na Kare To Kaya Kare.

Ik Muhib-E-Shair-E-Mashriq Say Main Nay Yeh KahaKuch To Farmain Huzoor, IQBAL K Ehwal MainKehnay Lagay Iqbal Say Itni Si Nisbat Hay MujhayMain Nay Banwali Hay Kothi Gulshan-E-Iqbal Main