Aaj Dil Kii Har Baat Kahii To Tera Zikr Aaya,Guzri Mohobat Kaa Har Lamha Yaad Aaya…Hui Mud_dat Aaj Tak Mujhme Kuchh Nahii Badla,Mere Khayaal Mein Teri Adaaon Par Naya Rang Aaya…Teri Yaadon Kii Aahat Ko Batorne Mein Hoon Juta,Bas Tera Karam Hai Yeh Jo Khud Ko Naa Samjha Paaya…Saakib Zindagi Mein Ab Aur Kaya Raha,Ik Khayaal Tak Naa Usko Tera Aaya…Jee Raha Hoon Bas Issi Soch Mein Doobh Kar,Vaada Kiya Tha Usne, Phir Kyu Nahii Aaya…Aaj Dil Kii Har Baat Kahi To Tera Zikr Aaya,Guzri Mohobat Ka Har Lamha Yaad Aaya..
Like (0)Dislike (0)
Fulo ki tarah hansti raho,Kaliyo ki tarah muskurati raho,Khuda se mangta hu itna ki Tum mujhe hamesa yad aati raho.Dil se teri yaad na jaye to me kya karu,Tasvir me tu hi tu aaye to mai kya karu,Lene ko to le aau tumhe khwabo me,Par nind hi na aye in to mai kya karu.Kisi ki chahat pe jinda rehne wale hum na the,Kisi pe mar mitne wale hum na theAadat si pad gayi tumhe yaad karne ki,Warna kisi ko yaad karne wale hum na the.Ek adaa apki dil churane ki,Ek adaa apki dil mein bas jane kiEk chehra apka chand ke jaisa,Ek zid hamarie chand ko pane ki.
Like (0)Dislike (0)
Dosto agar koi galti ho jaye to plz mujhe maaf kar dena..koshish ki hai kuch likne ki usse ek baar jarur pad lena.aur agar ho gai ho khata to maaf kar dena.Kisi se shikayat nahi na hi hai koi gilaNasseb main jo tha wahi hume milaJo bhi mila aapse hume usse dil main basa liyaJo wade kiye the apne humse usse sar aankho pe rakh liyaTab pata chala ke humne to appko apni jindgi bana liyaNa thi khabar ke jindgi aur maut main hai koi farakBas tumne hume maut ko samajna sikha diyaKaise tadpte hai log aapni jindgi ke liye ye hume pyaar ne sikha diya..
Like (0)Dislike (0)
Yun hairani se na dekh bigri surat koMain bhi kabhi mahfil ki shan hua karta thaBat sirf aapki nahi jo gam na karuHar dil ka kabhi mehman hua karta thaAfsurda chehra se ab log kyon na katrayeMuskan hi meri pahle pahchan hua karti thiMere gulshan ko khija kar diya jisne wahiChaman kabhi mera bagwan hua karta thaAb bhi mujhe yad hai judai ke dinDidar hi dildar ki jan hua karti thiKhanjar laye hai wah aastin main chhupakarJan meri jinke liye arman hua karti thiMarte hain wo bhi pathar mere diwanepan peJiske liye gamkhor kabhi eman hua karta tha.
Like (0)Dislike (0)
Fulo ki tarah hansti raho,Kaliyo ki tarah muskurati raho,Khuda se mangta hu itna ki Tum mujhe hamesa yad aati raho.Dil se teri yaad na jaye to me kya karu,Tasvir me tu hi tu aaye to mai kya karu,Lene ko to le aau tumhe khwabo me,Par nind hi na aye in to mai kya karu.Kisi ki chahat pe jinda rehne wale hum na the,Kisi pe mar mitne wale hum na theAadat si pad gayi tumhe yaad karne ki,Warna kisi ko yaad karne wale hum na the.Ek adaa apki dil churane ki,Ek adaa apki dil mein bas jane kiEk chehra apka chand ke jaisa,Ek zid hamarie chand ko pane ki.
Like (0)Dislike (0)
Aaj mujhe apna pyar nazar aa gaya,lagta hai ki sara jahan nazar aa gaya,is qadar khushi nahi huyi thi aaj tak,na jane kaisa aaj hamara andaz hi ho gaya.neend hi nahi aa rahi yhi hame kal raat,aapki tasweer dekhi na jana kab main so gaya ,neend me bhi sata rahi thi bechaini hame,khwab aapka aaya,bechaini ka naamonishan kho gaya.yaad aapki is qada aa rahi thi,deedar aapka hua apki ankhon me kho gaya,aa bhi jaao na satap iss qadar hame ,kahin aisa na ho jab aap aao tokoi ye kahe aapse ,aapka sachcha aashiq to abhi abhi janaze pe rawana ho gaya..
Like (0)Dislike (0)
Yun hairani se na dekh bigri surat koMain bhi kabhi mahfil ki shan hua karta thaBat sirf aapki nahi jo gam na karuHar dil ka kabhi mehman hua karta thaAfsurda chehra se ab log kyon na katrayeMuskan hi meri pahle pahchan hua karti thiMere gulshan ko khija kar diya jisne wahiChaman kabhi mera bagwan hua karta thaAb bhi mujhe yad hai judai ke dinDidar hi dildar ki jan hua karti thiKhanjar laye hai wah aastin main chhupakarJan meri jinke liye arman hua karti thiMarte hain wo bhi pathar mere diwanepan peJiske liye gamkhor kabhi eman hua karta tha..
Like (0)Dislike (0)
Apni muhabbat ko parwan na chadhaoJitne waqt main tumApni muhabbat koParwan chadhaogeUtni der main tumBahut sari manjil tay karogeApne ghar ki buniyad main lagieito ko durust karogeJitni der main tumApni mahbuba ki lato ko sawarogeUtni der main tumGhar ke gamlo mainLage phoolo ko sichogeJitni der main tum apni mahbuba keNetro ke jhil main khud ko dubaogeUtni der main tumAaine main apna chehra dekhogeShaidai ki chahat koBas Shaidai ki chahat hi rahne do ‘Dost’Warna jindgi tumhare hantho se fisalkarMahbuba ke pairo ki dhul ban jayegi.
Like (0)Dislike (0)
Dil cheej hai kya janam ye jan tumhari haiTeri bahon main dam nikle hasrat ye hamari haiIntejar tera karte karte aankhe thak si gayi haiAaoge wapas lautkar sochkar ye umar gujari haiJaye kahan jahan main koi hai nahi mit apnaMahtab bhi chhip gaya badal main ye rat andhiyari haiJab bhi aankhe kholu samne ho tera hi chehraDil ke aaine main kewal tasvir tumhari haiTeri yadon main palbhar dur raha nahi kabhiSath rahenge umarbhar tamanna ye hamari haiKaise karu ijhar mohababat ka tujhse ‘Sanam’Dil kya cheej hai janam ye jan hai tumhari..
Like (0)Dislike (0)
Hum aapko in aankhon mein yun basaa liya karte hain,Ja sake jahan tak hamari yeh nazar, aap ko har jagah paa liya karte hain.Aap ki yaadon ki mehak se din guzaar liya karte hain,Na mil sakain aapse kabhi to, aapki tasveer ko seene se lagaa liya karte hain.Hum na jaante the ke pyaar mein itni tadap hoti hai,Aap ki yaad mein kabhi tanhai mein, aansu baha liya karte hain.Ab laut bhi aao tum hamaari khatir,Ke aapki aas mein hi har shaam guzaar liya karte hain.Mayusi jab chhaa jaati hai chehre pe,Yaad karke aapko, hum yun hi muskuraa liya karte hain.
Like (0)Dislike (0)
Hum aapko in aankhon mein yun basaa liya karte hain,Ja sake jahan tak hamari yeh nazar, aap ko har jagah paa liya karte hain.Aap ki yaadon ki mehak se din guzaar liya karte hain,Na mil sakain aapse kabhi to, aapki tasveer ko seene se lagaa liya karte hain.Hum na jaante the ke pyaar mein itni tadap hoti hai,Aap ki yaad mein kabhi tanhai mein, aansu baha liya karte hain.Ab laut bhi aao tum hamaari khatir,Ke aapki aas mein hi har shaam guzaar liya karte hain.Mayusi jab chhaa jaati hai chehre pe,Yaad karke aapko, hum yun hi muskuraa liya karte hain.
Like (0)Dislike (0)
Wo to majborioon main lipti hainApney shiddat bharey khyaloon mainApney ander chhupi ek aurat mainWo hamesha hi darti rehti hainNa to jeeti hain na to marti hainLarkiyaan bewafaa nahi hotiPer Hamesha hi darti rehti hainApne reeti or rawajoon seAny waley naye azaboon seZardurat main khily ghulaboon sePyaar kerti hain or chhupati hainLarkiyaan Bewafaa nahi hotKyuon ki majborioon main lepti hainOr her lamha darti rehti hainApney pyaar se apney saye seApney rishton se dil ki dharkan seApni khowahish se apni kushioon seLarkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
Like (0)Dislike (0)
Apni muhabbat ko parwan na chadhaoJitne waqt main tumApni muhabbat koParwan chadhaogeUtni der main tumBahut sari manjil tay karogeApne ghar ki buniyad main lagieito ko durust karogeJitni der main tumApni mahbuba ki lato ko sawarogeUtni der main tumGhar ke gamlo mainLage phoolo ko sichogeJitni der main tum apni mahbuba keNetro ke jhil main khud ko dubaogeUtni der main tumAaine main apna chehra dekhogeShaidai ki chahat koBas Shaidai ki chahat hi rahne do ‘Dost’Warna jindgi tumhare hantho se fisalkarMahbuba ke pairo ki dhul ban jayegi..
Like (0)Dislike (0)
Ankhon se dur ho par dil se nahi,Dil me zarur ho par milte nahi,bus yehi gila hai tumse dost,tum milte zarur ho par dil se nahiAkha vicho v pyar samjeya janda ,Sirf muho kehna hi ijhaar nai hunda ,Yaari ta aukhe vele parkhi jandi ea ,Roz hath milaum wala hi yaar nai hunda .Aisi Dosti hamari ki dil chahye tuhar safar har dagar me mile,mar bhi jau to pyar rahe kayamaur tu sath wali kabar me mile.Andaaz nigaho ka juban per ayega ,Usdin tumhe chehra hamara yad ayega ,Yad karoge shayad usdin tum jis din ,Ye tang karne wala dost kahi dur chala jayega.
Like (0)Dislike (0)
Tumhari is ada ka kya jawab du,Apne dost ko kya uphar du,Koi acha sa phool hota to mali se mangwate,Jo khud gulab hai usko kya gulab du.Rab ne jab tujhe banaya hogaEk surur uske dil mein aya hoga,Sochta hoga kya doonga tohfe mein tujhe,Tab usne mujhe banaya hoga.Kaash ham SMS hote,Ek click mein tumhare paas hote,Bhale tum hame delete kar dete,Par kuch pal ke liye ham tumhara ehsas to hote.!Tanhaion me unko hi yaad karte hain,Wo salamt rahe yahi fariyad karte hai,Ham unke hi mohabbt ka intzar karte hai,Unko kya pata hum unse kitna pyaar karte hai.
Like (0)Dislike (0)