Duniya mein hun duniya ka talabgar nahi hunbazar se guzra hun kharidar nahi hunzinda hun magar zist ke lazzat nahi baqihar chand ki hun hosh mein hoshiyar nahi hunis khana-e-hasti se guzar jaunga belaussaya hun faqat naqsh-e-divar nahi hunafasurda hun ibarat se dawa ke nahi hajatgham ka mujhe ye zauf hai bimar nahi hunwo gul hun khizan ne jise barbad kiya haiuljhun kisi daman se main wo khar nahi hunyarab mujhe mahafus rakh us but ke sitam semain us ke inayat ka talabgar nahi hunafasurdagi-o-jaur ke kuch had nahi “akbar”kafir ke muqabil mein bhi dindar nahi hun

Chupkey Chupkey Ro LenaJub Seena Ghum Se Bojhal HoAur Yaad Kisi Ki Aati HoTub Kamrey Main Bund Ho JanaAur Chupkey Chupkey Roo LenaJub Aankhein Baghi Ho JaeinAur Yaad Main Meri Bhar AaeinPhir Khud Ko Dhuka Mat DenaAur Chupkey Chupkey Roo LenaJub Pulkeen Kerb Se Mondi HoonAur Sub Sumjhein Tum Sotey HoTub Moan Pe Takya Rakh LenaAur Chupkey Chupkey Roo LenaYeh Duniya Zalim Duniya HaiYeh Baat Bohoot Phailaye GiTum Samney Sub Ke Chup RehnaAur Chupkey Chupkey Roo LenaJub Barish Chehra Dho DaleyAur Ashk Bhi Boondein Lagtey HoonWoh Lamha Hergiz Mat KhonaAur Chupkey Chupkey Roo Lena

Chupkey Chupkey Ro LenaJub Seena Ghum Se Bojhal HoAur Yaad Kisi Ki Aati HoTub Kamrey Main Bund Ho JanaAur Chupkey Chupkey Roo LenaJub Aankhein Baghi Ho JaeinAur Yaad Main Meri Bhar AaeinPhir Khud Ko Dhuka Mat DenaAur Chupkey Chupkey Roo LenaJub Pulkeen Kerb Se Mondi HoonAur Sub Sumjhein Tum Sotey HoTub Moan Pe Takya Rakh LenaAur Chupkey Chupkey Roo LenaYeh Duniya Zalim Duniya HaiYeh Baat Bohoot Phailaye GiTum Samney Sub Ke Chup RehnaAur Chupkey Chupkey Roo LenaJub Barish Chehra Dho DaleyAur Ashk Bhi Boondein Lagtey HoonWoh Lamha Hergiz Mat KhonaAur Chupkey Chupkey Roo Lena

Suna Hai K Barish Usey Bhi Pasand HaiWoh Bhi Meri TerhanBarasti Bondon Ko Hathon Mein Sameit Leti Hai ….Suna Hai Phool Usey Bhi Pasand HaiWoh Bhi Meri TerhanGhanton Pholon Se Batein Kerti Rehti Hai …..Suna Hai K Chand Usey Bhi Aacha Lagta HaiWoh Bhi Meri TerhanRaat Raat Bher Usey Takti Rehti Hai ….Suna Hai Tanhaee Usey Bhi Bhati HaiWoh Bhi Meri TerhanPer Woh Tanha Baith Ker Kis Ko Sochti HaiSari Batein Sachi Hein MagarYeh Bhi Sach Hai !Mein Jo Us K Barey MeinHer Baat Ki Khabbar Rakhta HonYeh Bhi Janta Hoon K Us KiSoochon Ka Mehwar Mein Nahi ……!!!

Waqt K Agay Sab Nay..Qadam Qadam Pe Pehra Hai Khamosh RahoSach Kehne Mein Khatra Hai Khamosh RahoKis Ne Kis K Ghar Ko Aag LagaiBe Shak Tum Ne Dekha Hai Khamosh RahoApni Apni Soch Mein Sare Galtaan HeinKon Kisi Ki Sunta Hai Khamosh RahoTum Jane Kis Daor Ki Batein Karte HoPiyar Mohbbat Dohka Hai Khamosh RahoKaan Pari Awaz Sunai Kia De GiHar Su Shor Barasta Hai Khamosh RahoApney Paoon Ki Aahat Se Darr Lagta HaiCharo Aor Andehra Hai Khamosh RahoBazaro Mein Sari Chezein Mahngi HeinLeykin Aadmi Susta Hai Khamosh RahoWaqt K Agay Sab Ne Gutne Tek DiyeKon Raees Wadera Hai Khamosh Raho

Hamko kyon tumne bhula diyaDekhe hansi hontho pePhir kyon itna rula diyaJin hatho ka tha saharaUnhone hee duba diyaHamko chhod majdhaarKhud sahil pe gayaMere gum kee ye daastaSunta hai zameen ashmmaEk na sune wahiJiske liye jita hoon yahanaHamko mila ye kya silabhulyaa jinke liye sabkoUnhone hee hamko kyon bhula diyaDard hai dil mainAnkho main anshoo mereDin ke ujale mainab bhee sapne dekhoon tereNa hai ab koi manjilMile na kohi rasteLagta hai jese ye jindgiMili hame Gum ke wasteBhula esa kyon diyaJee na paaye chahkar bheeHum to tumko bhula na paayengeshayad ab to markar bhee

Hakikat Hai Yakeen Kar Lo Main Usko Bhool Kar Khush Hun,Mohabbat Mar Chuki Ab To Main Usko Bhool Kar Khush Hun,Badlti Rut Ki Waja Se Tabiyat Kuch Bojhal Si Hai,Yun Mera Haal Mat Poocho Main Usko Bhool Kar Khush Hun,Mere Lehje Pe Mat Chonko Meri Aankhon Mein Mat Jhaanko,Yun Hairat Se Na Dakho Main Usko Bhool Kar Khush Hun,Tumhe Kya Weham Hai Tum Q Mujhse Poochte Ho,Ae Mere Dost Main Usko Bhool Kar Khush Hun,Tum Uski Yaad Se Keh Do Main Usko Bhool Kar Khush Hun,Ab To Udasi Saare Ghar Mein Phelti Jaati Hai Gum Bankar,Dar-E-Deewar Pe Likh Do Main Usko Bhool Kar Khush Hun…!!!

Phir se aaya naya saalAaj raat machaayege dhamaalDaaru sutta khoob peena haiEk Resolution phir se lena haiNaya saal khushiyaan bahut laayeHar kaarya main safalta hum paayeGumon ko bhool, karein nayi shuruwaatShaanti se raheinge, na karein utpaattNaye saal main gilla sikhwaa bhool jaaeinApno ke sang sang dushmanon ko gale lagaaeinPoorani asaaltaaon ko ab bhool jaaaooApne hausalon se unko iss saal dhool chataaooAaapki khushiyon ko char chand lag jaayeinBichare huwe apne is baras laut aayeinAao mil kar karein hum ek nahi shruwaatDil se aap sab ko “Happy new year 2010″

Uske Bin Chup-Chup Rehna Aacha Lagta HaiKhamoshi Se Ek Dard Ko Sehna Aacha Lagta HaiJis Hasti Ki Yaad Mein Aansun Baraste HaiSamne Uske Kuch Na Kehna Aacha Lagta HaiMilkar Usse Bichad Na Jaye Darte Rehte HaiIsliye Bas Dur Hi Rehna Aacha Lagta Hai Jee Chahe Apni Sari Khushiyan Laakar Usko De DuUske Pyaar Mein Sab Kuch Khona Aacha Lagta HaiUska Milna Na Milna Kismat Ki Baat HaiPal Pal Uski Yaad Mein Rona Aacha Lagta HaiUske Bina Sari Khushiyan Ajeeb Lagti HaiRo Ro Kar Uski Yaad Mein Sona Aacha Lagta HaiHumse Mohbbaton Ki Numayaishe Na Ho SakiUsko Chahte Rehna Aacha Lagta Hai

Aj jane ke zid na karoyun hi pahalu mai baithe rahohaye! mar jayege, hum to lut jayegeaisi baten kiya na karotum hi socho zara kyun na roke tumhenjan jati hai jab uthake jate ho tumtum ko apani kasam jan-e-janbat itani meri man lowaqt ke qaid mai zindagi hai magarchand ghadiyan yahi hain jo aazad haiin ko kho kar abhi jan-e-janumr bhar na taraste rahokitana masum-o-rangin hai ye samahusn aur ishq ke aj meraj haikal ki kisako khabar jane-janrok lo aj ke rat kogesuon ke shikan hai abhi shabanamiaur palakon ke saye bhi madahosh hainhusn-e-masum ko jane-janbekhudi mai na rusva karo

Woh Samnee Aayee To Nazroon Ko Jhukaa Lon GaDekhon Ga Nahee Phir Bhi Tasveer Bana Loon GaAana Hai To Aajao Ruswayee Nahee Ho GiiiDekhee Ga Nahee Koi Palkon Men Chupaa Lon GaJo Hum Per Guzarni Hai Aik Baar Guzer JayeeeHer Ghum Ki Tarha Tugh Ko Seene Se Laga Loon GaVeeran Ger Dil Ho Aankhon Men Andheera HoYaadon Ke Dyiee Apni Palkon Men Saja Lon GaManzoor Ger Ho Gi Ruswai Teri Mugh KoMen Beth Sahil Se Tofan Uthaa Lon GaNaraaz Ger Woh Hain Meree Nasheman SeMen Nasheman Ke Tinkoon Ko Hata Doon GaKyoun Mugh Se Khafaa Ho Ker Woh Door GayeeBahoon Men Woh Aajayeen Men Un Ko Mana Loon Ga

Wo Intazaar Thaa Jis Kaa, Ye Wo Sehar To NahiinYe Wo Sehar To Nahiin Jis Kii Aarazuu LekarChale The Yaar K Mil Jaayegii Kahiin Na KahiinFalak Ke Dasht Mein Taron Kii Aakharii ManzilKahiin To Hogaa Shab-E-Sust Mauj Kaa SaahilKahiin To Jaa Ke Rukegaa Safinaa-E-Gam-E-DilJawaan Lahuu Kii Pur-Asaraar Shaaharaahon SeChale Jo Yaar To Daaman Pe Kitane Haath PareyDayaar-E-Husn Kii Be-Sabr Khwaab-Gaahon SePukaratii Rahiin Baahein, Badan Bulaatey RaheyBahut Aziiz Thii Lekin Rukh-E-Sehar Kii LaganBahut Qariin Thaa Hasiinaan-E-Nuur Kaa DaamanSubuk Subuk Thii Tamannaa, Dabii Dabii Thii Thakan

nahi thi itni tanha jindagiajj tmana ki hasratoo me bikhargai jindagi..nahi thi itni tanha jindagi .pal do pal jo ye sase chalti haimujhse pucho ye kesi lagti haimene mar kar jina sikha nahifir mujhe mot kyon aati nahinahi thi itni tanha jindagiajj tmana ki hasratoo me bikhargai jindagi..akhoo ne jo sapne dekhe haiwo jhute to nahisath chuta hai sabka par me tuta to nahinahi thi itni tanha jindagiajj tmana ki hasratoo me bikhargai jindagi..tut kar bhi judha se rehate haiakho me jo dard hai kisi ne dekha hi nahinahi thi itni tanha jindagiajj tmana ki hasratoo me bikhargai jindagi..

Bazi e Ishq Kuch Es Tarah Se Harey YarooZakham Per Zakham Lagey Dil Pe Humare YarooKoi To Aisa Ho Jo Ghao Per Marham RakheyYuun To Dushman Na Bunno Sare Ke Sare YarooBazm Main Ser Ko Jhukaye Huye Jo Bethy HainIn Ko Mat Cheroo Yeh Hain Ishq Ke Marey YarooJinn Main Hoty Thy Kabhi Meher O Wafa Ke MotiIn Hi Ankhon Main Sittam Ke Hain Sharary YarooDost Hi Apny Jo Kerny Lageen Nazr E TofaanKaam Nahi Aty Phir Koi Saharey YarooSang Gheroon Ne Jo Marey To Koi Dukha Na HuaMer Gaye Tum Ne Mager Phool Jo Marey YarooWo Jo Raha Dil Geer Tumhari KhatirTum Ne Kya Kya Nahiin Taney Usy Marey Yaroo

1.shaam to roj aayegee, raat mei dhal jaayegeeaaj udaasi hai to kal khushi mei dhal jaayegee2.haathon mei haath hain, tere dil ko hatheli per le rakha haitera pyar hai roshan dil mei, tujhe aankho mei sanjo rakha hai3.dekh kar toot_te taare ko dil se ek aah uthibichura hai koi jaise apne he aashiyaane se4.jeete theh kabhi kisi ke mohabaat ke binatumne jo mohabaat sikhlai to muskurana aa gayanahi milne ki koi umeed es dil koki ab dil ko tere bina bhi rahna aa gaya5.waada nibha diya humne, ek khat likh diya humnenahi koi aihsaan tujh per a sanam, dil ka pyar tum per loota diya humne