Sawal To Bina Mehnat Ke Hal Nahi HoteNaseeb Ko Bhi Magar Imtihan Mein Rakhna

Khuda Ne Bhi To Rakhi Hai Jis Mein AqeedadKe Maa Ke Paroon Talley Hai Jannat

Humara Dard Humari Dukhi Aawaz Se LadeSulgati Aag Kabhi Sirfiri Hawa Se Lade

Fir Iske Baad Nazaare Nazar Ko TarsengeVo Ja Raha Hai Khizan Ke Gulab De Jao

Dhundhli Si Ek Yaad Kisi Kabr Ka DiyaAur, Mere Aas-Paas Chamakta Hua Sa Kuch

Voh Ek Khwab Jo Chehra Kabhi Nahi BantaBana Ke Chaand Use Aasman Mein Rakhna

Sawal To Bina Mehnat Ke Hal Nahi HoteNaseeb Ko Bhi Magar Imtihan Mein Rakhna

Tu Ne Tu Irade Hi Mere Tor Diye HainGuzre Ga Safar Kaise,Khara Soch Raha Hoon

Itna Aasan Nahi Lafzon Pe Bharosha KarnaGhar Ki Dehleez Pukaregi Jidhar Jaoge

Doosri Koi Ladki Zindagi Mein AayegiKitni Der Lagti Hai Usko Bhool Jaane Mein

Waqt Ke Saath Daayra Badh Jata HaiPyar Maa, Patni Aur Bachche Me Bat Jata Hai

Singardan Mein Rehte Ho Aaine Ki TarahKisi Ke Hath Se Girkar Bikhar Gaye Hothe

Andhero Mein Aur Chamkati Hai Dil Ki DhoopSooraj Tamaam Raat Yahan Doobta Nahi

Baatil K Saamne Jo Jhukaye Na Apna SirSamjho K Us K Zehan Ka Malik Hussain Hai

Shaam Ho Rahi Hai Kadam Badh Rahe HaiSaaki Tayaar Khada Hai Jaam Bhar Rahe Hai