Gharon Pe Naam The, Naamo Ke Sath Ohde TheBahut Talash Kiya, Koi Aadmi Na Mila

Khuda Ki Itni Badi Kainat Mein MaineBas Ek Shakhs Ko Manga, Mujhe Vahi Na Mila

Siyah Barf Mein Thithuri Hai KaayNaat MeriKoi Sitara Uthe Tootkar Khla Se Lade

Sir Jhukaoge To Pathar Devta Ho JayegaItna Mat Chaho Usey Voh Bewafa Ho Jayega

Kabhi Hasaati Hai Kabhi Rula Deti HaiSambhal Ke Chalna Badi Natkhat He Zindagi

Bhoolkar Apna Zamana Ye Bujurgan-E-JadeedAaj Ke Pyar Ko Mayoob Samajhate Honge

Kya Yahan Dasht-E-Tammana Me Koi Phool KhilaAb Idhar Roz Kayi Bar Sba Aati Hai

Khushk Patton Ko Koi Rond Raha Hai ShayadBaal Bikhraye Huye Baad-E-Sba Aati Hai

Ja Dekhti Hain Nigahein Vahi Nahi Sab KuchYe Ehtiyat Bhi Apne Byaan Mein Rakhna

Bahut Dino Se Hai Dil Apna Khali-Khali SaKhushi Nahi To Udasi Se Bhar Gaye Hote

Aakhir Ghazal Ka Tajmahal Bhi Hai MakbraHum Zindagi The Humko Kisi Ne Jiya Nahi

Kuch Der Baad Raakh Milegi Tumhe YahanLo Banke Is Chirag Se Lipta Hua Hoon Main

Ja Dekhti Hain Nigahein Vahi Nahi Sab KuchYe Ehtiyat Bhi Apne Byaan Mein Rakhna

Ghar Se Nikle To Ho, Socho Kidhar JaogeHar Taraf Tez Hawayein Hain Bikhar Jaoge

Mere Ajeej Mujhe Katal Karke Feink AateBhala Huya Ki Mere Lab Meri Sada Se Lade