Log Toot Jaate Hain Ek Ghar Bnane MeinTum Tarsh Nahi Khate Bastiyan Jalane Mein

Aur Jaam Tuteinge Is Sharabkhane MeinMausamo Ke Aane Mein Mausamo Ke Jaane Mein

Us Mor Pe Hum Dono Kuch Der Bahut RoyeJis Mor Se Duniya Ko Ek Rasta Ho Jata Hai

Chaader Pe Padi Ek Salwat He ZindagiKahin Dile-Dariya Kahin Khatpat Hai Zindagi

Ja Dekhti Hain Nigahein Vahi Nahi Sab KuchYe Ehtiyat Bhi Apne Byaan Mein Rakhna

Meri Aankho Me Utar Aaye Hain Kaale BaadalJao So Jao Ki Mausam Bada Jazbati Hai

Tu Bewafa Nahi Hai Magar Bewafai KarUski Nazar Mein Rehne Ka Kuch Silsila Bhi Ho

Aadmi Kya Hai Gujrate Waqt Ki Tasveer HaiJane Wale Ko Sada Dekar Bula Sakte Nahi

Chamkate Chand Sitaron Ka Kya Bharosa HaiZameen Ke Chaand Use Aasman Mein Rakhna

Aadmi Kya Hai Gujrate Waqt Ki Tasveer HaiJane Wale Ko Sada Dekar Bula Sakte Nahi

Dekha Tha Jise Maine Koi Aur Tha ShayadVo Kaun Hai Jis-se Teri Soorat Nahi Milti

Har Ek Paaon Mujhe Raundete Huye GuzreNa Jaane Kaun Si Manzil Ka Rasta Hoon Main

Ye Dekh, Hizr Tera Kitna Khoobsoorat HaiAjeeb Mard Hoon, Solah-Singar Karta Hoon

Kadam-Kadam Pe Lahoo Ke Nishan Kaise HainYe Sarjami To Mere Aansuon Ne Dhoyi Thi

Chamkate Chand Sitaron Ka Kya Bharosa HaiZameen Ke Chaand Use Aasman Mein Rakhna