Yaade Dilse Mitane Ki Cheez Nahi HotiZindgi Har Pal Azmane Ki Cheez Nahi HotiBeshak Kuch Pal Yuhi Bhula Diye Jate HaiPar Pyar Bhool Jane Ki Cheez Nahi Hoti

Na Janay Kaunsi Baat Aakhrì HoNa Janay Kaunsi Mulakat Aakhrì HoYe Soch Kar Sabko Yaad Kar Ke Sotey Hain HumPata Nahi Zindagi Main Kaunsi Raat Aakhri Ho

Qisse teri nazar ne sunaye na phir kabhihum ne bhi dil ke daag dikhaye na phir kabhiae yad-e-dost aj tu jee bhar ke dil dukhashayad ye raat hijr ke aaye na phir kabhi

Hum Najroan Se Dur Hai Aankhoan se Nahi,Hum Khawaboan Se Dur Hai Khayalo se Nahi,Hum Dil Se Dur Hai Dharkano Se Nahi,Hum Aap Se Dur Se Hai Aapke Yaado Se Nahi….

Khud Ko Khud Say Ham Kalam Kar K Daikhna,Kitna Mushkil Hai Yeh Kaam Ker K Daikhna,Kis Qadar Udas Guzarti Hain Meri Shamain,Yaad Kisi Ko Kisi Shaam Kar K Daikhna…

Har Roz Mai Kagazo Ko Kala Karta HunDil Ke Jazbato Ko Lafzo Me Nikala Karta HunYu To Andhera Hi Hai Rehta Dil Ke Biyabaan MeTeri Yado Ke Charago Se Har Shaam Ujala Karta Hun

Hum to tanha the akele the kisi ki aas me;Chal kar dekha tha har rasta unki talash me;Hui achanak mulakat ek roj unse kaion ki bheed me;Gunjta hai unka naam ab meri aawaj me.

Phoolon Ka Kia Hai Ye Khiltay Hein Bikhar Jatay Hein.Log Dunyia May Miltay Hein Bichar Jatay Hein .Mushkil Hota Hai Bholana Un Logo Ko.Aank Key Rastey Se Jo Dil May Utar Jate Hein.

Main To Yaadoan Ke Chiraago Ko Jalaane Me Raha,Dil Ki Dehliz Ko Ashko Se Sajaane Me Raha,Mud Gayi Woh To Sikko Ki Kanak Sunkar,Main To Garibi Ki Lakeero Ko Mitaane Me Raha…..

Kisi Ki Ummid Me Wo Aise Khoye They,Palkon Se Pta Chala Wo Raat Bhar Roye They,Dhimi Si Aahat Se Uanake Kareeb Aana Chaha,Jane Q Aisa Laga Wo Hame Yaad Karate Karate Soye They…

Tanhai bas gayi thi aur bas gayi thi khamoshi;Ho agar samne to chhayi rehti thi madhoshi;Wo lamhe bhi kitne haseen gujre the kabhi;Aaj door hai wo mujhse kise bana dun main iska doshi.

Bahot Pehle Se Un Kadmo Ki Ahat Jaan Lete Hae.Tujhe Ae Zindagi Hum Door Se Pehchan Lete Hae.Tabiat Apni Ghabrati Hae Jab Sunsaan Raato Mein.Hum Aese Me Tere Yado Ki Chadar Taan Lete Hai

Bus ek han ke intezar mein raat yuhin guzar jayegi,ab toh bus uljhane hai saath mere neend kahan ayeginajane subha kaunsa sandes layegirimjhim si gungunaigi ya pyas adhuri reh jayegi…

Sar-e-Sehra Musafir Ko Sitara Yad Rehta HaiMai Chalta Ho Mujhe Chehra Tumhara Yad Rehta HaiSadaein Aik Si Yaksaniyat Mai Doob Jati HainZara Sa Mukhtalif Jis Ne Pukara Yad Rehta HaiAdeem Hashmi

Teri deewani si yaad dar kar mere paas aa jati hai,Na jane kisne usko meri kabr ko rasta bataya,Aakar dekh to meri kabr ki halat ko,Tere gam-e-intezaar ne usse sadiyon tak usko bhi kitna rulaya