Naksh Kuch Mitte Rahe Kuch Sooratein Banti RaheenRanj Ki Beshi Kabhie Se Raahatein Banti RaheenMera Sarmaayaa Umeedon Ke Sivaa Kuch Bhi Na ThaaKuch To Yaadein Ban Gayeen Kuch Hasratein Banti Raheen

Hume Jeene Nahi Deti Hai Ye Gujari Huyi YaadeinHamse Bhooli Nahi Jati Hai Ye Biti Huyi BaateinAb Kaise Kahein Ham Tumse Ye Dost Teri BaateinHame Har Pal Yaad Dilata Hai Teri Har Chhoti Chhoti Baatein.

Kabhi Tujh Se Shikayat HaiKabhi Khud Se Gila Hai JanahSamajh May Yeah Nahi Ata Mujha KeyTumhay Khona Hai Ya PanaNahi Humko Khabar Key Kahan Hum Ja Rahay HeinKahan Manzil Hai Aapni Kahan Humko Hai Jana

Ab aur kya tera bimar bap dega tujhebas ek dua ki khuda tujh ko kamayab karewo tank de tere aanchal mein chand aur taretu apne vaste jis ko bhi intakhab karePoet of the ghazal/poem or Nazam: Kaifi Azmi

Ek sham kisi bazm mein jute jo kho gayehum ne kaha bataiye ghar kaise jayengekahane lage ki sher sunate raho yun higinate nahi banenge abhi itane aayengePoet of the poem/ghazal or Nazam:  Saghar Khayyami

Jab Yaad Karte Hai Kisi Ko ,Wo Waqt Suhana Hota HaiUth Jati Hai Kalam Likhne Ko,Wo Pyar Deewana Hota HaiKar Deti Hai Haal-E-Dil Bayaan.Wo Kalaam Shayraana Hota HaiJab Yaad Karte Hai Kisi Ko.Wo Waqt Suhana Hota Hai…

Mujhay Fursat Hi Fursat HaMujhay Fursat Hi Fursat HaSaweirey Jald Uthna HaNa Shab Ko Deir Se SonaKahein Baahir Nahi JanaKisi Se Bhi Nahi MilnaNa Koi Fikr Laahaq HaNa Koi Yaad Baaqi HaMagar Ye Aakhri MisraaZara Sa Jhoot Lagta Hai!!

Mujhay Fursat Hi Fursat HaMujhay Fursat Hi Fursat HaSaweirey Jald Uthna HaNa Shab Ko Deir Se SonaKahein Baahir Nahi JanaKisi Se Bhi Nahi MilnaNa Koi Fikr Laahaq HaNa Koi Yaad Baaqi HaMagar Ye Aakhri MisraaZara Sa Jhoot Lagta Hai!!

Sulagti Raat Ghani Chandni Si Hoti HaiTumhare Sath Ye Duniya Nayi Si Hoti HaiGale Mein Uske Khuda Ki Ajeeb Barkat HaiWo Bolta Hai To Ik Roshni Si Hoti HaiKiran Nikalne Se Pehle Gulab Dekhe HaiTumhari Yaad Mein Wo Tazgi Si Hoti Hai

Sulagti Raat Ghani Chandni Si Hoti HaiTumhare Sath Ye Duniya Nayi Si Hoti HaiGale Mein Uske Khuda Ki Ajeeb Barkat HaiWo Bolta Hai To Ik Roshni Si Hoti HaiKiran Nikalne Se Pehle Gulab Dekhe HaiTumhari Yaad Mein Wo Tazgi Si Hoti Hai

Sitare jo damakate hainkisi ke chashm-e-hairan meinmulaqaten jo hoti hainjamal-e-abr-o-baran meinye na abad vaqton meindil-e-nashad mein hogimuhabbat ab nahi hogiye kuch din bad mein hogiguzar jayenge jab ye dinye un ke yaad mein hogi

Chand nikale kisi janib teri zebai karang badle kisi surat shab-e-tanhai kadaulat-e-lab se phir ae khusrav-e-shirin-dahanaj riza ho koi harf shanasai kadida-o-dil ko sambhalo ki sar-e-sham-e-firaqsaz-o-saman baham pahuncha hai rusvai ka

Firaq-e-dida hun main vasl-e-yar baqi haikhizan rasida chaman ki bahar baqi haihawa to kahati hai saqamade bahar-e-chamansada-e-guncha-e-vahadat hazar baqi haibuton ki qahar se hum ko maqam-e-yas nahiummid-e-rahamat-e-paravar-digar baqi hai

Rahe Na Zindagi To Gham NahiKi Ab Woh Karvaan KahaKar De Roshan Jo Is Tanhaii KoKisi Ke Lab Pe Woh Daastan KahaHastrat-e-Kashif Hai Ki Ab Chhod DeYe Mehfil-E-Hoor KiJis Chaman Ke Phool The Ashko Main MereUs Haste Hue Chaman Ka Ab Raasta Kaha

Aap Apnay Qareeb Aanay Nahin DaitayKhud Ko Seenay Say Laganay Nahin DaitayDil Aap Ki Yaad Main Tarapta Bhi Bohut HayMagar Aap Hamain Aanso Bahanay Nahin DaitayAap Ki Yaadon Ko Rook Pana Hay MushkilRooth’tay Hain To Phir Mananay Nahin Daitay