Pthar Bana Diya Mujhe Rone Nahin DiyaDaman Bhi Tere Gham Main Bhigone Nahin DiyaTanhaian Tumhara Pata Pochti RahinShab Bhar Tumhari Yad Ne Sone Nahin DiyaDil Ko Tumhari Yad K Aansoo Aziz TheDunya K Koi Gham Samone Nahin DiyaNasir Yon Us Ki Yad Chali Hath Tham KerMele Main Is Jahan K Khone Nahin Diya

Tadapate hain na rote hain na hum fariyad karte hainsanam ke yaad mein har-dam khuda ko yaad karte hainunhin ke ishq mein hum nala-o-fariyad karte hainilahi dekhiye kis din hamen wo yaad karte hainshab-e-furqat mein kya kya sanp laharate hain sine partumhari kakul-e-pechan ko jab hum yaad karte hain

Jab Dour Ufaq Pr Lali HoJab Sham Udasi Wali HoJab Zabt Ka Bandan Tuta HoJab Aas Ka Daman Chuta HoJab Darshan Pyas Bujate HonJab Mosam Geet Sunate HonJab Kan Hon Tarse Baton KoJab Nend Na Aaye Raton KoJab Ankon Mai Jugrate HonJab Apne Dard Statay HonTub Yad Bohat Tum Atay HoTub Yad Bohat Tum Atay Ho..

Kabhi yad ao tou iss terha,kabhi gungunao tou iss terha,mera dard phir se ghazal banay,kabhi dil dukhao tou iss terha,meri dharkane bhi laraz othain,kabhi jo bhol jao tou iss terha,na sisak sakain na bilak sakain,kabhi chor jao tou iss terha,na ujer sakain na sanwer sakain,kabhi yad ao tou iss terha.

Tera khayal dil se mitaya nahi abhibedard main ne tujh ko bhulaya nahi abhikal tune muskura ke jalaya tha khud jisesine aa wo charag bujhaya nahi abhigardan ko aj bhi tere bahon ke yaad haichaukhat se teri sar ko uthaya nahi abhibehosh hoke jald tujhe hosh aa gayamain badanasib hosh mein aaya nahi abhi

Meri aankhon mein dekh ke tare sitare sare sharma gayepar sajani ne hal na pucha aur samajhane sab aa gayedin sune hain raten viran ik ik lamha aj pareshanteri yaad ke kale saye shabon par bhi ab cha gayeaah bhi ab kuch kam na aaye pyas badhe aur jam na aayeaisi prit ke rit nibha ke sanam hum pachata gaye

Tum aur fareb khao bayan-e-raqib setum se to kam gila hai ziyada nasib segoya tumhari yaad hi mera ilaj haihota hai paharon zikr tumhara tabib sebarabad-e-dil ka aakhiri saramaya thi umeedwo bhi to tum ne chin liya mujh garib sedhundhala chali nigah dam-e-vapasi hai abaa pas aa ke dekh lun tujh ko qarib se

Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahimarmari taron bhari raton mein kya hota nahijee mein aata hai ulat den un ki chehare se naqabhausla karte hain lekin hausla hota nahishama jis ki aabaru par jan de de jhum karwo patanga jal to jata hai fana hota nahiPoet of the poem/ghazal or Nazam:  Sagar Siddiqui

Charag-e-ishq jalne ke rat aayi haikisi ko apana banane ke rat aayi haifalak ka chadd bhi sharma ke munh chupayeganaqab rukh se uthane ke rat aayi hainigah-e-saqi se paiham chalak rahi hai sharabpio ki pine-pilane ke rat aayi haiwo aj aae hain mahafil mein chandani lekarki raushani mein nahane ke rat aayi hai

Na shikayaten na gila karekoi aisa shakhs hua karejo mere liye hi saja karemujh hi se baten kiya karekabhi roye jaye wo bepanahkabhi betahasha udas hokabhi chupke chupke dabe qadammere piche aa kar hansa karemeri qurbaten meri chahatenkoi yaad kare qadam qadammain tavil safar mein hun agarmeri vapasi ke dua kare

Jab bhi nazm-e-maikada badala gayaek na ek jam-e-hasin toda gayajab safina mauj se takra gayanakhuda ko bhi khuda yaad aa gayamain ne cheda qissa-e-jaur-e-falakjane q un ko pasina aa gayadekh kar un ke jafaon ka khulusmain wafa ke naam par sharma gayaaap ab aayen hain aansu ponchanejab mere daman pe dhabba aa gaya

Chahat K Is Dariya PerDariya Aur Kinarey PerDil Ko Aaj Azad KiaMei Ney Tum Ko Yaad KiaTanhai Ki Ratton Mei Khud Hi Batoon Batoon MeiIs Dil Ko Yo Shad Kia Mei Nei Tum Ko Yaad KiaJab Sey Tum Ko Chaha HaiHer 1 Pal Faryad Kia Mei Ney Tum Ko Yaad KiaDin K Ujalo Mei Raat Key Khowabo MeiSirfMei Ney Tum Ko Yaad Kia….!

Payam aaye hain us yar-e-bevafa ke mujhejise qarar na aaya kaheen bhula ke mujhenashe se kahun to nahi yad-e-yar ka aalamke le uda hai koi dosh par hawa ke mujhejudaiyan hon to aisi ki umr bhar na milefareb to do zara silsile bada ke mujhemain khud ko bhool chuka tha magar jahan waleudas chod gaye aaina dikhake mujhe

Mere nasib ne jab mujh se intaqam liyakahan kahan teri yadon ne hath tham liyafaza ke aankh bhar aayi hawa ka rang udasukut-e-sham ne chupke se tera naam liyawo main nahi tha ek harf bhi na kah payawo bebasi thi ke jis ne tera salam liyahar ek khushi ne tere gham ke aabaru rakhalihar ek khushi se tere gham ne inteqam liya

Aaya tha ghar sanvarane ehasan kar gayabarbadiyon ka aur bhi saman kar gayaab tak rahi us ke yaad meri zindagi ke sathdo char pal ke mujh se jo pehchan kar gayaaankhon ne jis ke shauq mein raten sajai thinkhvabon ke anjuman wohi viran kar gayajhonka nasim-e-subah ka aaya to tha magargulshan ke har kali ko pareshan kar gaya