Chirag Se Andhere Door Ho Jate,Toa Chand Ki Chahat Kise Hoti,Katt Sakti Akele Yeh Zindagi ToaDosti Naam Ki Ye Cheez Hi Kyo Hoti?Ek Din Hamare Aansoo Hum Se Pooch Baithe,Hame Roz Roz Kyu Bulate Ho?Humne Kaha, Hum Yaad Unhe Karte Hai,Tum Kyo Chale Atte Ho?

Hum Yaad To Tum Ko Atay Hon GeJab Panchi Geet Sunate Hon GeJab Sawan Ki Rut Ati Ho GiJab Phul Khushbu Mehkate Hon GeJab Peely Paty Girtay Hon GeJab Judai Ke Dard Satate Hon GeJab Pyar Kisi Say Hota HogaJab Dost Bicher K Jate Hon GyHum Yaad To Tum Ko Atay Hon Ge

Chahat K Is Dariya PerDariya Aur Kinarey PerDil Ko Aaj Azad KiaMei Ney Tum Ko Yaad KiaTanhai Ki Ratton Mei Khud Hi Batoon Batoon MeiIs Dil Ko Yo Shad Kia Mei Nei Tum Ko Yaad KiaJab Sey Tum Ko Chaha HaiHer 1 Pal Faryad Kia Mei Ney Tum Ko Yaad KiaDin K Ujalo Mei Raat

 Free Poetry , Yaad Shayari , Hindi Miss You Poetry , Urdu Funny Shairi , Shairi SMS , Shayari SMS , Hindi SMS Yaad , Urdu Yaad ShayariDoor Hai Sahi Par Kinara To HaiTimtimata Hi Sahi Sitara To HaiHo Jati Hai Tumhari Yaad Se Hi TasalliTinka Hi Sahi Par Sahara To Hai

Koi Paas Aaya Savere SavereMujhe Aazamaayaa Savere SavereMerii Daastaaan Ko Zaraa Saa Badal KarMujhe Hii Sunaayaa Savere SavereJo Kahataa Thaa Kal Shab Sanbhalanaa SanbhalanaaVohii Larkharaayaa Savere SavereKatii Raat Saarii Merii Mayakade MainKhudaa Yaad Aayaa Savere Savere

Na ho gar aashana nahi hotabut kisi ka khuda nahi hotatum bhi us waqt yaad aate hojab koi aasara nahi hotadil mein kitna sukun hota haijab koi muddava nahi hotaho na jab tak shikar-e-nakamiaadmi kam ka nahi hotazindagi thi shabab tak “seemab”ab koi saneha nahi hota

Yun teri nigahon se gila kuch bhi nahi thais dil ne to bekar yun hi baithe bithayevirani-e-lamhat ko bahalane ki khatirafsane gadhe baten bana li thin hazaronye ishq ka afsana jo phir cheda hai tu nebekar hai ab waqt kahan us ko sunun mainjab tum ko faragat na thi ab mujh ko nahi hai

Gajara bana ki le aa malaniyawo aaye hain ghar mein hamareder na ab tu lagasara chaman ho jinaka divanaaisi kaliyan chun ki lalali ho jin mein un ki labon kiun ko piro ki le aajo bhi dekhe un ki suratjhuki jhuki ankhiyon se pyar karechanda jaisa rup hai un kaaankhon mein ras hai bhara

Charag dil ke jalao ki id ka din haitarane jhum ke gao ki id ka din haigamon ko dil se bhulao ki id ka din haikhushi se bazm sajao ki id ka din haihuzur us ke karo ab salamti ke duasar-e-namaz jhukao ki id ka din haisabhi murad ho purihar ek savali kedua ko hath uthao ki id ka din hai

Apni Yaadain Apni Baatain Le Kar Jana Bhool GayaJane Wala Jaldi Main Mil Kar Jana Bhool GayaMur Mur Kar Dekha Tha Us Ne Jate Raste MaeinJaise Us Ne Kehna Tha Kuch Jo Wo Kehna Bhool GayaWaqt-E-Ruhsat Meri Aankhain Ponch Raha Tha Aanchal SeUs Ko Ghum Tha Itna Ziada Khud Wo Rona Bhool Gaya

Yaad AaoongaHar Us Lamhe Me Yaad AaoongaJab Tum Tanhayee Me Roya KarogiJagte Jagte Thak Kar Soya KarogiAnkh Ke Band Hote Hi Yaad AaoonagJab Kisi Chahane Wale Ki TarafDekhogi To Yaad AaoongaKisi Mohhabath Karnewale Ko DekhogiTo Yaad AaoongaSaans Jab Tak Chalegi Tumhari Tab Tak BhiYaad Aaoonga

Yaad AaoongaHar Us Lamhe Me Yaad AaoongaJab Tum Tanhayee Me Roya KarogiJagte Jagte Thak Kar Soya KarogiAnkh Ke Band Hote Hi Yaad AaoonagJab Kisi Chahane Wale Ki TarafDekhogi To Yaad AaoongaKisi Mohhabath Karnewale Ko DekhogiTo Yaad AaoongaSaans Jab Tak Chalegi Tumhari Tab Tak BhiYaad Aaoonga

Hijar ki Yaad Mai Sulgo to Bura lagta haiTum mere Pyar ko Tarso to Bura lagta haiEk Tamanna hai faqat, Mujh per Mehrban raho TumKisi aur ko dekho to Bura lagta haiMeri Rooh tarasti hia Khushboo ki TeriTum kahin aur ja ker Mehko to Bura lagta haiAarzoo hai Mai Tumhein her pal Paas hi dekhoonTum

Sham ko subah-e-chaman yaad aayikis ke khushbu-e-badan yaad aayijab khayalon mein koi mod aayatere gesu ke shikan yaad aayiyaad aaye tere paikar ke khatootapni kotahi-e-fan yaad aayichand jab dur ufaq par dubatere lahaje ke thakan yaad aayidin shuaon se ulajhate guzraraat aayi to kiran yaad aayi

Chalo na bhatakelafange kuchon mailuchi galiyon kechowk dekhensuna hai wo logchus kar jin ko waqt nerasten mai phenka thasab yahin aake bas gaye hainyeh chilake hain zindagi kein ka ark nikaloki zeher in katumhare jismon maizeher palate hainaur jitne wo mar degachalo na bhatakelafange kuch0n mein