Totna yon to maqadar hai magar kuch lamhe, Phool ki tarah muyasar ho shajar me rehna.

Dobane tak me na umeed nahin, Kab najane hawa palat jae.

Hadson ki na ankh khol jae, Hasrat sogawar chop hoo jaa.

Tujh ko chony bardho tu apny hath phatron mai dabey howay dekhon

Intizar os ka may un karti ho jesy bethi ho dulhan sham ke bad  

Hum teri aarzoo main jeetey hain Ye nahi hai tu zindagi nahi…:-(

yeh husn bi kitni buri cheez hai jiss ne daali buri nigaah dali…

Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje

Esi ayeny sy mily g meri gawahiyan Tumhe aks mera jis ayeny may na mila

Umer e daraz mang k lae the char din, Do arzo me kat gae do intazar me.

Aj phr sham judai sa hy manzar samny Aj phir os sy kaho ay, Masehay kary

Tamam umer qaaz me guzarne wale, Raha hoe hain to siyad hona chahte hain.

Pathar muje sharminda e guftaar na kare, Ooncha meri awaz ko dewar na kare.

Pheela hai itna husan k us kainaat me, Insan ko bar bar janam lena chaheye.

aay shama teri umr tabi hai aik raat hns kar guzaar ya isa ro kar guzaar day