Andheri raat ka manzar bhi khoob tha lekin Tum agaye tou charaghon mein roshni karli…

Ghar se nikal kharrey huye phir puchna hi kya, Manzil kahan se paas parre gi kahan se door..

Baykariyan nikal gay bachpan ki khwahisheyn kis aehdy intishar may hum tum bardy howay  

Jo mukhalif ajj hai mumkin hai kal hamdard ho, Apne dushmin se bhi umed e wafa rakhta hon me.

In aarzowon pey chai hai gard_e_mayoosi… jinhon ney terey gham tabassum mein parwrish pai

Bari hoti hai mayoosi , Bari hoti hai mayoosi, Bana kar hum nay naqash aarzoo aksar mita daala..

Isi dhun main guzaarey ja raha hoon zindagi apni, Kabhi yeh zindagi ke marhley asaan to hon ge..

nikalna hda sa aadam suntay aaya hain laikin bohat bay aabrooo ho kar teray koochay sa hm niklay

Marr kar bhi uss ko dekhtay rehnay k shoq mein…. Ankhein kissi ko apni Amanat mein de gaye

Na karo takraar, mujhay tumhara hi khayaal hai, Phir baat se baat niklay gi, aur tum rooth jaoge..

Resham zolfon nelam ankhon wale ache lagte hain, Me shaer hon muj ko ojale chehre ache lagte hain.

Dobana chahon ga to khoshki me ho jaon ga ghark, Main na pochon ga kabhi darya me pani kion nahin.

Ek tamanna si hai iss maayoos dil ki kash… Aaj aansoo ke sath har khwaab bhi beh jaye…

pEgham E shok ko itna taveEL na krna qasid!!!!! bus itna kehna k…..AANKHEN taras gai hain!!!!

Tu samajhta hy juda khud ko agar mujh sy milna tu phir sainkrdon sy zarab dy kar gin,ye mery raat din