Wo zindagi ho k dunia faraz kia kijiye, K jis se ishq kro be wafa nikalti hai.

Wohi zameen hai wohi asmaan wohi hum tum, Sawal ye hai zamana badal gea kaise.

Ab dekhiye to kis ki jaan jaati hai, Maine us ki, us ne meri qasam khayi hai..

Afsos theek sahi tere badal jaane ka, Teri baaton ne magar jeena sikhaya hai..

Yoon hi de raha hai qatal ki dhamkiyaan, Hum jese zinda hon jo mar jaayen ge..

Shaid tumhare sath bhi wapis na aa saken, Wo walwale jo sath tumhare chale gae.

Hum to achey they, ab buray huye kese, Khud to badley ho, beyaan to mat badlo..

Azeeyat, museebat, mulaamat, duaayein, Tere ishq mein hum ne kya kya na dekha..

Ab aap kis liye pareshaan hotey hain, Diya tha ranj to kuch soch kar diya hota..

Kissi ki bewafaayi se mujhe kya, Main apna kaam rakhta hoon wafa se.. Mir Hassan

Phir Se Nikleingay Talash-E-Zindagi Mein, Dua Karna Is Bar Koi Bewafa Na Miley..

Tum phir na a sakon gy,batana tu tha muje tum door ja ke bas gy,mai dhonta phira

Kitni shiddat se chaaha tha usko maine, Dushman bhi hota to nibhaata umar bhar..

Koi hamsafr na ho ga mera tere baad, Sub se hum hoye bewafa teri zat ki khatir..

Pichle baras tha khof tujhe kho na doon, Ab ke baras dua hai tera saamna na ho..