Zara si baat pe daaman churra liya hum se, Tamaam umar ki wabastgi ko bhool gaye..

Jiss Ko Jitni Jitni Zaroorat Pari Meri, Us Ko Utni Hi Mohabbat Rahi Mujh Se…

Behakti rato may hum sab, sabab nay rotay barishen tu hoti hy barisho ke mosam may

Sunta hon abb kisi se wafa kar raha wo, Ae zindagi khoshi se kahen mar na jaon me.

Jin k senon me dharkata tha muzafar mra dil, Ajj me un k lie bhohli kahani ho gea.

Sabit hoa k muj se muhabbat nahin rahi, Wo shakhs muj ko daikh k ankhen chora gea.

Meri Sari Zindagi Ko BeySamar Oss Ne KiyaOmer Mero Thi Magar Os Ko Basar Os Ne Kiya

Wese to tumhi ne mujhe barbaad kiya hai, Ilzaam kissi aur ke sar jaye to acha hai..

Zara na moam hua pyar ki haraarat se, Chatakh ke toot geya, dil ka sakht aesa tha..

Woh zindagi ho ke dunya Faraz kya kijiye, Ke jiss se ishq karo bewafa nikalti hai..

Saabit hua ke tu bhi zamane ke sath hai, Saabit hua ke tu bhi hamaara nahin rahaa..

Teri nigaah mein ek rang e ajnabiyat tha, Kis aitbar pe hum khul ke guftugu karte..

Sabit Howa Ke Muj Sy Mohabt Nahi Rahi, Wo Shakhs Muj Ko Daikh Kar Ankhen Chura Gia.

Na to majburi hai koi na to lachari hai, Bewafai teri paidayishi bimari hy…..

Meri wafa pe bhi ae dost ehtabar na kar, Muje bhi teri tarah sub se piar karna hai.