Har Taraf Raah Main Thay Kaanty Bichay Huay, Mujh Ko Teri Talab Thi, Guzarte Chale Gaye..

Mein ek kitab ka wo safa hu ‘usman Jise barso phle ksi ne parh kr jala dala …

Ab bhi baaki hai tere dil mein thora sa khaloos, Iss se pehle bhi humain yehi dhokaa hua..

Lehron se khailna to sagar ka shoq hai, Lagti hai chott kaise, kinaroon se poochiye…

Ab Bhi Baaki Hai Tumhare Dil Mein Thora Sa Khuloos, Is Se Pehle Bhi Humain Yehi Dhoka Hua..

Chara ger cheekh uthey hosh na aaya pehron,,, Mery seeny mein tera zakhm jo gehra dekha,,,,

Tarteeb-E-Sitam Ka Bhi Saleeqa Tha Usay, Pehle Pagal Kiya Aur Phir Mujhe Pathar Maaray…

Khoon e dil se gull banana to bara asan hai, Uss me jo khoshbo basi hai us ko bhi tasweer kar.

Tum Ko Kiya Khabar Janaa! Hum Udaas Logon Par, Shaam Ke Sabhi Manzar Ungliyaan Uthaate Han…

Zamane bhar ney luta hai Faraz fareb-e-dosti day kr agar tu saath day mera to sub se dushmani kr loon

Teri Nigaah Bhi Iss Daur Ki Zakaat Hui…. Jo Mustahiq Hai Ussi Tak Naheen Pohanch pati …..

Ab bhi baaki hai tumhare dil mein thora sa khaloos Is se pehle bhi humain aksar yehi dhoka howa…

Apne yaaron ki tabiyat se shanasaa hoon Asad, Ab taluq pe mujhe waar diya jaye ga.. (shanasaa;aware of)

Rootha Agar Tujh Say To Iss Andaaz Say Roothoon Ga. Teray Shehar Ki Matti Bhi Meray Wajood Ko Trsay Gi.

kuch aur tanhae ki shamein mera muqadar baneen faraz muj pagal me b to ik saey k hasool ka tha iztaraa