Kabhi pathar se bhi takraye to kharaash tak na aye, Kabhi ik baat hi se insaan toot ke bikhar jatey hain..

Mein Dil Pe Jabar KaruuNga, Tujhe Bhula Dunga…. Marunga Khud Bhi Tujhe Bhi KaRi Saza DuunGa….

Heraan Hoon Kay Muddat-e-Qaleel Main Mohsin, Wo Shakhas Meri Souch Say Zayada Badal Gaya.. (qaleel;very less)

Jata’aa Jata’aa Ke Mohabbat, Dikha Dikha Ke Khuloos, Bohat Qareeb Se Loota Hay Mere Doston Ne Mujhey!

Pehle taraasha kaanch se us ne mera wajood, Phir sheher bhar ke hath mein pathar thamaa diye.. (thamaa;hand over)

Mila ke hath ik roz khud hi daman chura liya usne humse, Wohi shakhs jo kabhi aaghosh mein sony ki zid kia krta tha

Ab hume ek lamha bhi aaram nahi teri yaadon se.. Jaane kab tak jiyenge tere es ’Kahar’ ke saath…!!

Q bnaty ho mitti k ghar jinhen kal khud hi mitto ge aj kehty ho hum se pyar hai tmhenen kal humara nam tk bhool jao g

Mery mehboob ne wada kia hai panchve’n din ka, kisi se sun kiya hoga ye duniya chaar din ki hai..! (panchve’n:fifth)

Hum ne to wada kia tha wada nibhany k liye dil dia tha ik dil pany k liye unhon ne mohabat sikha di aur kaha humne to mohabat ki thi tumhen azmany k liye

Dil Lagi Thi Usey Hum Se Mohabbat Kab Thi Mehfil-e-Gair Se Un Ko Fursat Kab Thi Hum Thay Mohabbat Main Lot Jane K Qabil Us K Wadoon Main Wo Haqiqat Kab Thi?

Ye Nahi Gam Ke Qasam Apni Bhulai Tum Ne Gam Te Ye Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tum Ne Koi Ranjish Thi Ager Tum Ko To Mujh Se Kehte Baat Apas Ki Kiun Sab Ko Batai Tum Ne

Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain Zindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi Hai Us Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki Wajah Woh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai

vo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur samjha tha usy hansany ki adat yhi ye dil kuch aur samjha tha kaha osny nai daunya basaty hain osy sujhi sharart thi ye dil kujh aur samjha tha

Bohat farsooda lagte hain mujhe ab yaar ke kissey.. Gulo gulzar ki batain, lab o rukhsaar ke kissey.. Yahan sab ke mukadar mein fakat zakhm e judai hai.. Sabhi jhotey fasaney hain wasal e yaar ke kissey.