Pehle dikha raha tha mujhe manzilon ka khawab, Phir mere saamne woh rasta chala gaya..

Bas intaha hai choriye bas rahnay dijiye, Khud apnay aitbaar sa sharmaa gaya hoon main..

Ye rahzano ki basti hai chaley chalo chup chap, Dara hun esa ke mur kr na rasta dekhon..

Dekhay Ga Kisi Aur Ke Hamrah Wo Mujhy Kya, Wo Shakhs To Mujh Ko Mera Bhi Hony Nahi Deta.

Tery ranj,teri ankhey meri mohabaten mery pass hay mai amanton ko idhar udhar nay kar raha

Dhoond ujrrey huye logon mein wafaa ke moti, Yeh khazaaney tuje mumkin hai kharabon mein milain..

Tujhe dokhon sy na bacha pay agarcha teri mohabaton mai na jany kitny maqam aye ke hum ny khud sy munafqat ki

kaha tha na main nazuk hun na tarash mujhy janun ne kar dia pash pash mujhy mujhy khabar karna jo mera nishan pao bohot dinon se hai apni talash mujhy

Humain khabar thi dushman ke saare thikaanon ki, Shareek-e-jurm na hote to mukhbrii* karte.. (mukhbrii:jurm ki khabar dena, leaking confidential information)

Bhool Jaana Tou Sub Ko Aata Hai, Kuch Tou Dunya Se Munfarid Kartay !!