Jeena Chaha Magar Jee Na Sake Tere Bina Char Daman Hum See Na Sake Tere Bina Tune Mujhe Bhool Kar Nai Duniya Basali Hum To Muskura Bhi Na Sake Tere Bina

Tumhari yaad or baraf-bari ka mausam, sulagta raha dil ke andar akeley, Irada tha jee loon ga tujh se bichar ke, Magar guzarta nahi ab December akeley..

Ruthi Si Zindagi ko Manana To Aata Hai, Logon ko Hasana To Aata Hai, Kya Hua Jo Na Bas Sake Kisi Ke Dil Mein, Logon Ko Apne Dil Mein Basana To Aata Hai.

kya acha kya bura kya bhala dekha, ab bhi dekha tuhe apne ru ba ru dekha, socha bahut bhulkar sochun na tujhe, jis raat ankh lagi fir tujhe har su dekha.

kaash wo nagme humein sunaye na hote, aaj unko sunkar ye aansu na aaye hote, agar is tarah bhul jaana hi tha, to itni gehrai se dil mein samaaye na hote.

Ek ajeeb sa manzar nazar aata hai, Har ek qatra samandar nazara aata hai, Kahan banaaon main ghar sheeshey se, Har kisi ke hath mein pathar nazar aata hai..

Hasna aur Hasaana to fitrat Hai Meri,,, Har k0i Khush Rahe ye K0shish hai Meri,,, Chahe k0i Mujhe yaad kare ya na kare,,, Sab k0 Yaad Rakhna Aadat Hai Meri,,

Baat umar bhar ki thi, Do pal ki nahin, Baat sath ki thi, Halaat ki ki nahin, Jahan ke mailay mein hath chor diya tu ne, Baat zubaan ki thi, Kismat ki nahin..

Meri HATHELI bhi tum apne pas rakh lo, Jab dua mango to isko bhi utha dena, Khushi mile to apne haath aage kar dena, Gham mile to meri HATHELI me thama dena..

Mujhko Aisa Dard Mila Jiski Dawa Nahi Per Bi Khush Hun Mujhe Us Se Koi Gila Nahi Or Kitne Aanso Bahaon Us K Liye Jisko Khuda Ne Mere Naseeb Main Likha Hi Nahi

Kuch aansu, kuch khushiyan de ker ttaal geya, Jeevan ka aik aur sunehraa saal geya, Kon jaaney ke kal ka samaa kesa ho ga, Ab tak to kal sa hi hai sab haal geya..

Abhi to shikaytain hain dil badnaseeb se, Ik din kisi ko dekh liya tha qareeb se, Us ke baghair bhi wohi hai zindagi ka daur, Halaat-e-zindagi bhi hain ajeeb se..

Tumhary KHAWAB sajany main lutaf atta hay K apna ap JALANAY main lutaf atta hay Khuda sy apnay leay MANGTA hon jb tum ko Mujhe yeh HATH uthany main lutaf atta hay

Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai, wo kya jane ki dil me chupa rakha hai, dekhe na koi usay meri aankho mein, isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.

Tere baghair is zindagi ki hume zarurat nahi, Tere siwa hume kisi or ki chahat nahi, Tum he rahoge humesha mere dil mai, Kisi or ko is dil mai aane ki Ejazat nahi.!