saaari dunya hai meray wastay dozakh ki tarah, haan magar shakhs woh meri panahoon jaisa hai, uski baaton se zindagi ka guma hota hai, bewafa hai sabhi per woh wafaon jaisa hai, uska mann saaf hai jaisay koi ujlah suraj, itna pakeeza k meri duaon jaisa hai ..

Aisa Karna Key Chand Sey Kuch Mitti LanaUs Main Sey Do Putley BananaEk Tumharey JaisaEk Merey JaisaUn Potloon Ko Phir Tum Toor DeynaUn Sey Phir Tum Do Putley BananaEk Tumharey JaisaEk Merey JaisaTa KKuch Kuch Tum Main Hum Reh JayenKuch Kuch Hum Main Tum Reh Jana

Woh Log Bohat Hi Achhay ThayJo Ishq Ko Kaam Samajhtay ThayYa Kaam Se Aashiqui Kartay ThayHum Jeetay Jee Masroof RahayKuchh Ishq Kia, Kuchh Kaam KiaKaam Ishq Ke Aaray Aata RahaAur Ishq Kaam Se Ulajhta RahaAur Phir Aakhir Tang Aa Ka Hum NayDonon Ko Adhoora Chhor Dia

Raha Gurdishon Main Hardam Mere Ishq Ka SitaraKabhi Dagmagai Kishti Kabhi Kho Gia KinaraKoi Dil K Khel Dekhe K Mohabbaaton Ki BaziWo Kadam Kadam Pe Jeete, Main Kadam Kadam Pe HaraYe Hamari Bad Nasibi Jo Nahin Hai To Aur Kia HaiK Usi K Ho Gai Hain, Jo Na Ho Saka Hamara

Aisa Karna Key Chand Sey Kuch Mitti Lana Us Main Sey Do Putley Banana Ek Tumharey Jaisa Ek Merey Jaisa Un Potloon Ko Phir Tum Toor Deyna Un Sey Phir Tum Do Putley Banana Ek Tumharey Jaisa Ek Merey Jaisa Ta K Kuch Kuch Tum Main Hum Reh Jayen Kuch Kuch Hum Main Tum Reh Jana

Woh Log Bohat Hi Achhay Thay Jo Ishq Ko Kaam Samajhtay Thay Ya Kaam Se Aashiqui Kartay Thay Hum Jeetay Jee Masroof Rahay Kuchh Ishq Kia, Kuchh Kaam Kia Kaam Ishq Ke Aaray Aata Raha Aur Ishq Kaam Se Ulajhta Raha Aur Phir Aakhir Tang Aa Ka Hum Nay Donon Ko Adhoora Chhor Dia

Raha Gurdishon Main Hardam Mere Ishq Ka Sitara Kabhi Dagmagai Kishti Kabhi Kho Gia Kinara Koi Dil K Khel Dekhe K Mohabbaaton Ki Bazi Wo Kadam Kadam Pe Jeete, Main Kadam Kadam Pe Hara Ye Hamari Bad Nasibi Jo Nahin Hai To Aur Kia Hai K Usi K Ho Gai Hain, Jo Na Ho Saka Hamara

Pura dukh aur aadha chandhijr ke shab aur aisa chanditane ghane badal ke pichekitna tanha hoga chandmeri karavat par jag utheneend ka kitna kacha chandsehra sehra bhatak raha haiapne ishq mein sacha chandraat ke shayad ek baje hainsota hoga mera chandPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Parveen Shaki

Shabegam ae mere ALLAH basar bhi hogiraat hi raat rahegi ke sahar bhi hogimain ye sunata hun ke wo duniya ke khabar rakhte hainjo ye sach hai to unhen meri khabar bhi hogichain milane se hai un ke na juda rahane seaakhir ae ishq kisi tarah basar bhi hogiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Seemab Akbarabadi

Sher ke parde mein main ne gham sunaya hai bahutmarsiye ne dil ko mere bhi rulaya hai bahutvadiokohasar mein rota hun dhade marmardilbaraneshahar ne mujh ko sataya hai bahutva nahi hota kisi se dil girifta ishq kazahira gamgin use rahana khush aaya hai bahutPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Mee

Sozedil bhi nahi sukun bhi nahizindagani vabal yun bhi haiteri khvahish aur is qadar khvahishvajahehasil sahi junun bhi haikhush bhi hai iltafatedost se dilgairateishq sar nigun bhi haijal ke bujh bhi gai ‘zia’ aksaraag sine mein jyon ke tyon bhi haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Zia Jalandhari

Tumhara Ishq Tumhari Wafa Hi Kaafi HaiTamaam Umr Yehi Aasra Hi Kaafi HaiJahan Kahin Bhi Milo, Mil Ke Muskura DenaKhushi Ke Wastey Yeh Silsila Hi Kafi HaiMujhe Bahaar Ke Mausam Se Nahi Kuch LenaTumhare Pyar Ki Rangeen Fiza Hi Kaafi HaiYeh Log Kaun Si Manzil Ki Baat Karte Hain?Musaafiron Ke Liye Tu Raasta Hi Kaafi Hai

IbtidaEIshq Hai Rota Hai KyaAge Age Dekhiye Hota Hai KyaQafile Main Subah K Ik Shor HaiYani Gafil Ham Chale Sota Hai KyaSabz Hoti Hi Nahin Ye SarzaminTukhmEKhwahish Dil Main Tu Bota Hai KyaYe NishanEIshq Hain Jate NahinDag Chati K Abas Dhota Hai KyaGairatEYusuf Hai Ye WaqtEAziz‘Mir’ Is Ko Rayegan Khota Hai Kya

saqi par ilzam na aayechahe tujh tak jam na aayetere siva jo ke ho muhabbatmeri javani kam na aayejin ke liye mar bhi gaye humwo chal kar do gham na aayeishq ka sauda itna garan haiinhen hum se kam na aayemaikhane mein sab hi to aayelekin “jigar” ka naam na aayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Jigar Moradabadi

mere chehare se gham aashakara nahiye na samajho ke main gham ka mara nahidubne ko to dube magar naz haiahlesahil ko hum ne pukara nahiyun dikhata hai aankhen hamen bagbanjaise gulshan pe kuch haq hamara nahizikresaqi hi kafi nahi ae ‘fana’bepiye maikade mein guzra nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Fana Nizami Kanpuri