Tere ishq ke intaha chahata hunmeri sadagi dekh kya chahata hunsitam ho ki ho vadaebehijabikoi baat sabrazama chahata hunye jannat mubarak rahe zahidon koki main aap ka samana chahata hunkoi dam ka mehaman hun ae ahalemahafilchiragesahar hun, bujha chahata hunbhari bazm mein raz ke baat kah dibada beadab hun, saza chahata hunPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sir Mohammed Iqbal

Khatam Hue Ab Wo Ishq K Baab SareTere Intizar K Wo Azaab SareSadiyon Se Jo Bojh Utha Rkha Tha Pani KaAj Baha Diye Me Ne Wo Ankhon K Sailab SareKrne The Me Ne Boht Se Swal Us Se MgrUski Khamoshi Ne De Diye He Jawab SareKrta Rha Me Muddato Se Ibadat UskiPr Aj Me Ne B Bhula Diye He Wo Adaab SareBoht Bheje The Salam Use Paigham Use MgrWo Tb Aya Jb Bujh Gae Zndgi K Aftab Sare…!!!

Shayad main zindagi ke sahar leke aa gayaqatil ko aj apne hi ghar leke aa gayataumr dhundhata raha manzil main ishq keanjam ye ki gardesafar leke aa gayanashtar hai mere hath men, kandhon pe maiqadalo main ilajedardejigar leke aa gaya‘fakir’ sanamakade mein na aata main lautakarik zakhm bhar gaya tha idhar leke aa gayaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faaki

Ye Ulfaten b ajeeb hen, Ye Chahten b ajeeb hen Kbi Mil k b na Pas hain Kbi pas ho k b na mil saky Kbi Yad ayi to Beshumar, kbi Ro diye to Behisab Ye Dil ki Halten b ajeeb henye Sazishen b ajeeb hen Kbi Lrzishenkbi Rnjishen, Kbi DurianKbi Mjburian Ye Uljhanenb ajeeb henYe Mushkilen b ajeeb hen TUM hansty to Sirf Mery Liye, TUM Roty to sirf mery liye Ye Khahishen b ajeeb henYe Hasraten b ajeeb hen.

Ye bhi kya ehsaan kam hain dekhiye na aap kaho raha hai har taraf charcha hamara aap kachand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahichaudhavi ke chand se bad kar hai chehara aap kaishq mein aise bhi hum dube hue hain aap keapne chehare pe sada hota hain dhoka aap kachand suraj dhup subah kahkashan tare shamahar ujale ne churaya hai ujala aap kaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Wajida Tabassum

justaju jis ke thi us ko to na paya hum neis bahane se magar dekh li duniya hum netujh ko rusava na kiya khud bhi pasheman na huyeishq ke rasm ko is tarah nibhaya hum nekab mili thi kahan bichadi thi hamen yaad nahizindagi tujh ko to bas khwab mein dekha hum neae ‘ada’ aur sunaye bhi to kya hal apnaumr ka lamba safar tay kiya tanha hum ne Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shahrya

Ruh ko tadapa rahi hai un ke yaaddard ban kar cha rahi hai un ke yaadishq se ghabara rahi hai un ke yaadrukate rukate aa rahi hai un ke yaadwo hanse wo zerelab kuch kah uthekhwab se dikhala rahi hai un ke yaadmain to khuddari ka qail hun magarkya karun phir aa rahi hai un ke yaadab khayaletarkerabt zabt hi se haikhud ba khud sharma rahi hai un ke yaadPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shakeel Badayuni

Tharthari si hai aasamanon meinzor kuch to hai natavanon meinkitna khamosh hai jahan lekinik sada aa rahi hai kanon meinkoi soche to farq kitna haihusn aur ishq ke fasanon meinmaut ke bhi ude hain aksar hoshzindagi ke sharabkhanon meinjin ke tamir ishq karta haikon rehta hai un makanon meininhin tinakon mein dekh ae bulbulbijaliyan bhi hain aashiyanon meinPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Firaq Gorakhpuri

Teri tarif karte hain to isamen kya burai haikhuda ne apne hathon se teri surat banai haihazaron ke tarah sun le teri rusavai ke dar seteru tasvir hum ne kitabon mein chupai haiteri masum surat ke yahi tarif hai sun lezaban pe hai yahi sab ke khudai hai khudai haimarz ye ishq ka aisa laga ki phir nahi chutadua bhi hum ne ke “rahi” dawa bhi aazamai haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saeed Rahi

Labon pay harf na hi koi sawal rakhta tha Kabhi main zabt main itna kamal rakhta tha Khaber kahan thi mujhy wo bhool jaye ga Aik aik cheez jo meri sambhal rakhta tha Bichartay waqt bazahir to kuch na bola tha Mager nigah main so so sawal rakhta tha Woh muskura kay bohat dair chup sa raha Hansi ki aar main jaise malal rakhta tha Suna hai ab log usay bohat satatay hain Jis aik shakhs ka main bohat khayal rakhta tha

Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho SakaYe Kiya Sitam K Who Bhi Hamara Na Ho SakaAnkhoon Na Jis K Wasta Sadiy“On Safar KiyaWho Youn Mila K Us Ka Nazara Na Ho SakaMain Na Har Ek Rukh Pay Nigahain Bikhair DinLakin Badal Koi Bhi Tumhara Na Ho SakaJo RahEGuzar Ishq Main Pathar Banay RahayUn Sa Kisi Bhi Tor Kinara Na Ho SakaMujh Ko Kis Liya Shikwa Ho Gair SayKhud Jub Main Apnay Dukh Ka Sahara Na Ho Saka

Mohabbat Ham Ne Ki Jo Ek Khata HogaiKi Wafa Or Zindgi Saza HogaiWafa Karte Rahe Ham Ibadaton Ki TarhaPhr Ibadat Khud Ek Gunah HogaiKitna Suhana Tha Safar Jab Sath The HamPhr Kia Howa Q Manzil Juda HogaiKoi Chahat Koi Hasrat Koi Umeed Nhi RahiTu Gaya To Laga Dunya Fana HogaiYe Dua Ki K Jise Chahe Wohi Mile TujhePar Ye Dua Apne Liye BadDua HogaiAbhi Kuch Dair Hoi Use Yaad Karte HuweYe Aaj Q Itni Jaldi Subha Hogai..

chand tanha hai aasman tanhadil mila hai kahan kahan tanhabujh gai aas chup gaya tarathartharata raha dhuan tanhazindagi kya isi ko kahate hainjism tanha hai aur jan tanhahamsafar koi gar mile bhi kaheendonon chalate rahe tanha tanhajalati bujhati si raushani ke paresimata simata sa ek makan tanharah dekha karega sadiyon takchod jayenge ye jahan tanhaPoet of the poem/ghazal or nazam : Meena Kumari ‘Naaz’

Teri Bewafai Ka Ashiqui Ka Maatam Hai,Zindagi Ki Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai,Mujhe Dass Gaye Dekho Saanp Astino Ke,Dushmano Ka Shikwa Kya Dosti Ka Maatam Hai,Ro Rahe Hain Dushman Bhi Aaj Meri Mayat Par,Aa Ke Dekha Teri Berukhi Ka Maatam Hai,Ho Gayi Khata Humse Tum Ko Toot Kar Chaha,Jo Hume Na Raas Aayi Us Khushi Ka Maatam Hai,Kal Chiraag BaatTe The Hum Saari Duniya Ko,Aaj Khud Mere Ghar Mein Roshni Ka Maatam Hai.

Gir Jaye Jo Dewar Tu Matam Nahi KertayKartay Hain Boht Log Magar Hum Nahi KertayHai Apni Tabiat Main Jo Khami Tu Yehi HaiHum Ishq Tu Kertay Hain Magar Kam Nahi KertayNafrat Se Tu Behter Hai Ke Rastay Hi Juda HoonBekar Guzar Gahon Ko Baham Nahi KertayHer Sans Mein Dozakh Ki Tapish See Hai Magar HumSoraj Ki Terhan Aag Ko Madham Nahi KertayKia Ilm Ke Roatay Hon Tu Mar Jatay Hoon AliWo Log Jo Kabhi Ankhon Ko Naam Nahi Kertay