aage bade na qissaeishqebutan se humsab kuch kaha magar na khule razadan se humab bhagate hain sayaeishqebutan se humkuch dil se hain dare hue kuch aasman se humhansate hain usake giriyaebeikhtiyar parbhule hain bat kahake koi razadan se humab shauq se bigad ke baten kiya karokuch pa gaye hain aap ke tarzebayan se humjannat mein tu nahi agar ye zakhmetegeishqbadalenge tujhako zindagiejavidan se humPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Altaf Husain Hali

Tera jalva nihayat dil nashin haimuhabbat lekin is se bhi hasin haijunun ke koi manzil hi nahi haiyahan har gham gameavvali haisuna hai yun bhi aksar zikr un kaki jaise kuch ta’alluq hi nahi haimasiha ban ke jo nikle the ghar selahu mentar unhin ke aastin haimain raheishq ka tanaha musafirkise aavaz dun koi nahi hai‘shamim’ us ko kaheen dekha hai tum nesuna hai wo ragejan ke qarin haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shamim Jaipuri

jee dhundhata hai ghar koi donon jahan se duris aapaki zamin se alag, aasman se durshayad main darakhurenigahegarm bhi nahibijli tadap rahi hai mere aashiyan se duraankhen churake aapane afasana kar diyajo hal tha zaban se qarib aur bayan se durta arzeshauq mein na rahe bandagi ke lagik sajda chahata hun teri aastan se durhai mana raheishq mein dairoharam ka hoshyani kahan se pas hai manzil, kahan se durPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Fani Badayuni

kabi jo hum nahi hon gay… kaha kis ko batao gay… wo apni uljanein sari.. wo becheini main doobe pal…. wo aankhon main chupe aansu… kise phir tum dikhao gay… kabi jo hum nahi hon gay… boht bechan hon gay… boht tanha reh jao gay… abi b tum nahi samjhay… humari ankahi batain… mgr jab yaad aayein gay… boht tum ko rulayein gay… boht chaho gay phir b… hamay na doond pao gay…!!

Ya rab! gamehijran mein itna to kiya hotajo hath jigar pe hai wo dastedua hotaik ishq ka gham aafat aur us pe ye dil aafatya gham na diya hota ya dil na diya hotagairon se kaha tum ne gairon se suna tum nekuch hum se kaha hota kuch hum se suna hotaumeed to bandh jati taskin to ho jatiwada na wafa karte wada to kiya hotanakametamanna dil is soch mein rehta haiyun hota to kya hota yun hota to kya hotaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Charag Hasan Hasrat

Hosh Waalon Ko Kya Khabar Bekhudi Kya Cheez HaiIshq Kijiye Phir Samajhiye,Zindagi Kyaa Cheez HaiHosh Waalon Ko Khabar Kya,Bekhudi Kya Cheez HaiIshq Kijiye Fir Samajhiye,Zindagi Kya Cheez HaiUnse Nazarein Kya Mili,Roshan Fizayein Ho GayinAaj Jaana Pyaar Ki,Jadoogari Kya Cheez HaiKhulti Zulfon Ne Sikhayi,Mausamon Ko ShayariJhukti Aankhon Ne Bataya,Mehkashi Kya Cheez HaiHum Labon Se Keh Na Paaye,Unse HaalEDil KabhiAur Woh Samjhe Nahi Yeh,Khamoshi Kya Cheez Hai

kadam thak gaye hai dur nikalna chhod diya hai,, par aisa nahi hai ke maine chalna chhod diya hai.. fasle aksar mohabbat badha dete hai,, par aisa nahi hai ki maine kareeb aana chhod diya hai.. maine chirago se roshan ki hai aksar apni shaam,, par aisa nahi ki maine dil ko jalana chhod diya hai.. aaj bhi akele hai duniya ki bheed mai,, par aisa nahi ki maine zamana chhod diya hai.. bhulana mushkil hai jante hai unko,, par kisi ko yado mai lana chhod diya hai.!!

Bikta Hay Husan Bhi Zikar Misar K Bazar Ka KarlonYa Tazkara Anaar Kali Saleem K Darbar Ka Kar LonDin Es Qadar Tohamaten Mujay AalamEIshq NeSochta Hon Rukh Apna Bhi SafEAghyar Ko Kar LonKehta Hay Ghalib Ishq Bhi Aik Kaam Hota HayChalo Phir Fikar Darvesh, Apne Rozgaar Ka Kar LonGunahEishq Sunta Hon Main, Sadiyon Se Jari HayMain Jata Hon K Aik Tawaaf Pane Dildar Ka Kar LonAzanEHusan Deti Hay Tere Rukhsar Ki MasjidIjazat Ho Darvesh, Honton Se Aik Sajda Payar Ka Karlon

Na Tuje Chor Saktay hain Tere ho bhi nhi saktay, Ye Kesi Bebasi hy Ham ro bhi nhi saktay, Ye Kesa Dard Hy Hmein Pal Pal Tarpaey Rakhta Hy, Teri Yaad Aati Hy To Phr So Bhi Nhi Saktay, Chupa Saktay Hain Na Dikha Saktay Hen Logon Ko, Kuch Aesay Daagh Hain Dil Per Ham Dho Bhi Nhi Saktay. Kaha To Tha Chor Deingay Ye Nagar Phr Ruk Gaey Lakin, Tumhein Paa To Nhi Saktay Lakin Kho Bhi Nhi Saktay. Hmara Aik Hona Bhi Nhi Mumkin Raha Ab To, Jein Kesay Keh Tum Se Door Reh Bhi Nhi Saktay.

jab se tune mujhe divana bana rakha haisang har shakhs ne hathon mein utha rakha haius ke dil par bhi kadi ishq mein guzri hoginaam jis ne bhi muhabbat ka saza rakha haipattharon aj mere sar pe baraste q homain ne tum ko bhi apana khuda rakha haiab mere did ke duniya bhi tamashai haitune kya mujhko muhabbat mein bana rakha haipija aiyam ke talkhi ko bhi hansake “nasir”gham ko sahane mein bhi kudarat ne maza rakha haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Hakim Nasi

Tujh ko aate hi nahi chupane ke andaz abhimere sine mein hain larzan teri aavaz abhius ne dekha hi nahi dard ka aagaz abhiishq ko apni tamannaon pe hai naz abhitujh ko manzil pe pahunchane ka hai dawa hamdammujh ko anjam nazar aata hai aagaz abhikis qadar goshbaravaz hai khamoshieshabkoi nala ki hai fariyad ka ka darbaz koimere chehare ke hansi rangeshikasta meratere ashkon mein ‘tabassum’ ka hai andaz abhiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

Tarkemuhabbat par bhi hogi un ko nidamat hum se ziyadakis ne ke hai kon karega un se muhabbat hum se ziyadahum ne mana aap mein hogi sabr ke taqat hum se ziyadadekhiye lekin utari hui hai aap ke surat hum se ziyadauff wo tabassum halka halka haye wo bhigi bhigi palakenvaqterukhsat un pe giran tha lamahaerukhsat hum se ziyadakoi tamanna koi masarrat dil ke qarib aane hi na dikis ne ke hai ishq mein yaron gham se muhabbat hum se ziyadaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shamim Jaipuri

Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay Andaaz badal lena,awaaz badal lena Dunia ki muhabbat main atwaar badal lena Mosaum jo naya aaye raftaar badal lena Agyaar wohi rakhna aehbaab badal lena Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay Rasty main agar milna nazron ko jhooka lena Awaaz agar do to katra k nikal jana Har ek say juda rehna har ek say khafa rehna Har ek ka gila karna Jaty hoye raahi ko manzil ka pata day kar rasty main rula dena Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay

Ishq To Khud Hee Ho Jaata Hai…Dil Bhi Apna Kho Jaata Hai…Jab Aisa Ho Jaata Hai…To Dil Bekaraar Ho Jaata HaiKyun Hota Hain Humko Pyaar…Mujhko Nahi Pata YaarItna Zaroor Pata Hai Mujhko…Ek Din Ye Bhi Hoga TumkoJab Hoga Tumko Pyaar…Hawa Mein Udoge Tum Bhi Yaar…Khush Rahoge Hardam Tum…Pyaar Karoge Pyaar Se TumAaj Tumne Jisko Dekha Hai…Shayad Who Hee Tumhara Apna Hai…Abhi Chalega Pata Nahi…Intezaar Mein Rahna Har Gha

mere aansuon pe nazar na kar mera shikwa sun ke khafa na house zindagi ka bhi haq nahi jise dardeishq mila na hoye inayaten ye navazishen mere dardedil ke dawa nahimujhe us nazar ke talash hai jo ada shanasevafa na hotujhe kya bataun main bekhabar ki hai dardeishq mein kya asarye hai wo latif si kaifiyat jo zuban tak aaye ada na hoye sharab rezehasin ghata jo hai “kaif” nazishemayakadakisi tashnakam ke aarzoo kisi tashnalab ke dua na hoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Kaif Akrami