Bas Ek Choti Si Haan Kr Do, Hamare Naam Is Tarha Sara Jahan Kr Do! Wo Mohabbtain Jo Tumare Dil Mein Hain, Un ko Zuban Pr Lao 0r Bayan Kr Do! Aaj Bas Ap Kaho 0r Kehty Hi Jao, Hum Bas Sune Aisa Be-Zuban Kr Do! Hoi Purani Dastan Heer Ranjha Ki, Tarikh Mohabbat Ki Phir Se Jawan Kr Do, Aa-Jao Ke Aisa Toot Kr Chahon Tumhe, Hmari Mohabat Ko Mohabbat Ka Nishan Kr Do! Apne Dil Me Is Tarha Chupa Lo MujKo, Rahon Humesha Is me aisa Mera Makan kar Do! (Bayan:Express)(Dastan:Story)(Be-Zuban:Vocally Challenged)

aj to be sabab udas hai jeeishq hota to koi bat bhi thijalata phirata hun kyun dopehron meinjane kya cheez kho gai meriwaheen phirata hun main bhi khak basaris bhare shahar mein hai ek galichupata phirata hai ishq duniya sephailati ja rahi hai rusvaihamnashin kya kahun ke vo kya haichod ye bat nind udane lagiaj to vo bhi kuch khamosh sa thamain ne bhi us se koi bat na keek dam us ke hath chum liyeye mujhe baithe baithe kya sujhitu jo itana udas hai ‘nasir’tujhe kya ho gaya bata to sahi

Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar DekhoKhud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker DekhoMere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati HaiDugmagaaoge Mera Dard Utha Ker DekhoYoun Tu Aasaan Nazar Aata Hai Manzil Ka SafarKitna Mushquil Hai Meri Raaha Se Jaaker DekhoBazam Ka Meri Charagaan Hai Nazar Ka DhokaKin Andheroon Mai Bhatakta Hoon Main Aaker DekhoDil Tumhara Hai Main Ye Jaan Bhi Dedoon Tum PerBas Mera Saath Zara Dil Se Nibha Ker DekhoMout Barhaq Hai Mager Tum Se Waada Hai MeraLaut Aaounga Tum Ikbaar Bula Ker Dekho

Ya mujhe afsareshaha na banaya hotaya mera taj gadaya na banaya hotakhaksari ke liye garache banaya tha mujhekash khakedarejanan na banaya hotanashaeishq ka gar zarf diya tha mujh koumr ka tang na paimana banaya hotaapna divana banaya mujhe hota tunekyon khiradmand banaya na banaya hotasholaehusn chaman mein na dikhaya us nevarana bulbul ko bhi paravana banaya hotarozemamuraeduniya mein kharabi hai ‘zafar’aisi basti se to virana banaya hotaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bahadur Shah Zafa

Mare Wafa Ka Naksh Her Ek Dil Main Rah GayaMahfil Se Youn Utha Houn K Mahfil Main Rah GayaEk Aek Ker Ka Mit Gaye Sab NakshEMaasiwaEk DardEIshq Tha Jo Meray Dil Main Rah GayaUs Nay Sitam Se Hat Uthaya Sitam KiyaDil Gher K Aaj Ek Naye Mushkil Main Rah GayaGum Tu Teray Aaman Hi Kahain Jab Na Mil SakiGhabra K Meray Tootay Howe Dil Main Rah GayaDadETalab Ki Bheekh Kissi Nay Na Di MujhayZookETalab Hi Kaaasa Saahil Main Rah GayaEay Zapt Lut Gaya Tha Jahan KarwanEDilDam Toot Ker Na Kioun Use Manzil Main Rah Gaya!!

Teri mahafil se uthakar ishq ke maron pe kya guzrimukhalif ik jahan tha jane becharon pe kya guzrisahar ko rukhsatebimarefurqat dekhane valokisi ne ye bhi dekha raat bhar taron pe kya guzrisuna hai zindagi viraniyon ne lut li milakarna jane zindagi ke nazbaradaron pe kya guzrihansi aayi to hai bekaif si lekin khuda janemujhe masarur pakar mere gamkhvaron pe kya guzriasiregam to jan dekar rihai pa gaya lekinkisi ko kya khabar zindan ke deewaron pe kya guzriPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shakeel Badayuni

Wo firaq aur wo visal kahanwo shaborozomahosal kahanfursatekarobareshauq kisezauqenazzaraejamal kahandil to dil wo dimag bhi na rahashoresaudaekhatokhal kahanthi wo ik shakhs ke tasavvur seab wo rannaiekhayal kahanaisa aasan nahi lahu ronadil mein taqat jigar mein hal kahanhum se chuta qimarkhanaeishqvan jo jayen girah mein mal kahanfikreduniya mein sar khapata hunmain kahan aur ye vabal kahanmuzamahil ho gaye quva ‘ghalib’wo anasir mein aitadal kahanPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghali

Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho Khud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker Dekho Mere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati Hai Dugmagaaoge Mera Dard Utha Ker Dekho Youn Tu Aasaan Nazar Aata Hai Manzil Ka Safar Kitna Mushquil Hai Meri Raaha Se Jaaker Dekho Bazam Ka Meri Charagaan Hai Nazar Ka Dhoka Kin Andheroon Mai Bhatakta Hoon Main Aaker Dekho Dil Tumhara Hai Main Ye Jaan Bhi Dedoon Tum Per Bas Mera Saath Zara Dil Se Nibha Ker Dekho Mout Barhaq Hai Mager Tum Se Waada Hai Mera Laut Aaounga Tum Ikbaar Bula Ker Dekho

mere jaise ban jaoge jab ishq tumhen ho jayegadeewaron se sar takaraoge jab ishq tumhen ho jayegahar baat gavara kar loge mannat bhi utara kar logetabizen bhi bandhavaoge jab ishq tumnhen ho jayegatanhai ke jhule khulenge har baat purani bhulengeaaine se tum ghabaraoge jab ishq tumhen ho jayegajab suraj bhi kho jayega aur chand kaheen so jayegatum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhen ho jayegabechaini bad jayegi aur yaad kisi ke aayegitummeri gazalen gaoge jab ishq tumhen ho jayegaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saeed Rahi

Hansaata hai ishQ rulaata hai IshQ rang kaise kaise dikhaata hai ishQ Daulaat hai ishQ ,shohraat hai ishQ Husan ke bazaar main bikta hai ishQ Izhaar hai ishQ,aur Inkaar hai ishQ Dil ko beqaraar bhi kar deta hai ishQ Deedaar hai ishQ, iNtezaar hai ishQ har koi Duao.n maiN mangta hai ishQ kahiN aabaad, kahiN barbaad hai ishQ Mausam ki tarah karwat badalta hai ishQ Hai mandir main ishQ,maszid maiN ishQ Khuda bhi apne bando.n se kaarta hai ishQ IshQ ki chiNgari se bachale damaN “ASIF” rabb ki QASAM bahot tadapata hai ishQ

Cheharaa Meraa Thaa Nigaahen Us KiiKhaamushii Men Bhii Vo Baaten Us KiiMere Chehare Pe Gazal Likhatii GaiinSher Kahatii Huii Aankhen Us KiiShokh Lamhon Kaa Pataa Dene LagiinTez Hotii Huii Saansen Us KiiAise Mausam Bhii Guzaare Ham NeSubahen Jab Apanii Thiin Shaamen Us KiiDhyaan Men Us Ke Ye Aalam Thaa KabhiiAankh Mahataab Kii Yaaden Us KiiFaisalaa MaujEHavaa Ne LikkhaaAandhiyaan Merii Bahaaren Us KiiNiind Is Soch Se Tuutii AksarKis Tarah Katatii Hain Raaten Us KiiDuur Rah Kar Bhii Sadaa Rahatii HaiMujh Ko Thaame Hue Baahen Us Kii

Aik Shaks Meri Zaat Main Shareek Rehta Hai Wo Aaker Mujhe Phir Rulaaa Deta Hai Raaatoon Ko Jab Main Tanhaan Hota Hoon Wo Dheeray Say Choooo Ker Behlaaa Deta Hai Wo Mujhe Me Basa Ha Kuch Is Tarhaan Se Wo Hota Nahin Phirr Bhi Sath Rehta Hai Kehta Hain Log Ke Wo Mujh Sa Juda Rehta Hai Rooh Ban Ke Jo Mere Dill Ke Paaaas Rehta Hai Wo Chup Ke Saa Aakee Kuch Keh Deta Hai Phir Aaker Mujhe Kahin Hooosh Aata Hai Aik Shaks Meri Zaaaat Me Shareek Rehta Hai Wo Aaker Mujhe Phir Rula Deta Hai………………..!

hai justaju ke khub se hai khubtar kahanab dekhiye thaharati hai ja kar nazar kahanyarab is ikhtilat ka anjam ho bakhairtha us ko hum se rabt, magar is qadar kahanik umr chahiye ke gavara ho naisheishqrakkhi hai aj lazzatezakhmejigar kahanhum jis pe mar rahe hain wo hai bat hi kuch auraalam mein tujhase lakh sahi tu magar kahanhoti nahi qubul dua tarkeishq kedil chahata na ho to zuban mein asar kahan‘hali’ nishat nagmaomai dhundhate ho abaaye ho waqtesubh, rahe raat bhar kahan Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Altaf Husain Hali

apne hamarah jo aate ho idhar se pahaledasht padta hai miyan ishq mein ghar se pahalechal diye uth ki sueshaharevafa kuehabibpuch lena tha kisi khak basar se pahaleishq pahale bhi kiya hijr ka gham bhi dekhaitane tadape hain na ghabraye na tarase pahalejee bahalata hi nahi ab koi sa’at koi palraat dhalati hi nahi char pahar se pahalehum kisi dar pe na thithake na kaheen dastak disaikadon dar the meri jan tere dar se pahalechand se aankh mili jee ka ujala jagahum ko sau bar hui subah sahar se pahale Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ibn E Insha

Suno Janaa’n Boht be-sakooni hai hamari zaat mein Boht masroof rehna parr raha hai. . Boht se kaam hain Jo apny zimmay ley rakhay hain Magar, inhi saray jhamelo’n mein Tumhari yaad ka wo aik jugnu, ab chamkay to Ye aankhain bheeg jati hain. Tumhari yaad k roshan sitaray timtimatay hain Tou dil bujh sa jata hai Hawa ko sub pata hai Mery dil ki khabar hai Meri palkon k aansu Khud mein jazb kar k num c ho jati hai. . ! Suno Janaa’n Boht hi be-sakooni hai hamari zaat mein Lekin Tumhain hum yaad karty hain Tumhain ab bhi Boht hum pyar karty hain.