eh aasan ho gai hogijan pehchan ho gai hogiphir palat kar nigah nahi aayitujh pe quraban ho gai hogiteri zulfon ko chedati thi sabakhud pareshan ho gai hogimaut se tere dardmandon kemushkil aasan ho gai hogiun se bhi chin loge yaad apnijin ka iman ho gai hogidil ke taskin puchate hain aaphan meri jan ho gai hogimarane valo pe ‘saif’ hairat kyonmaut aasan ho gai hogiPoet of The / Ghazal or Nazam : Saifuddin Saif

Mere Zarf k Mutabiq Zara Bijlian Girana Jitni Ho Taab Mujh Mein utna Naqab Utthana Tujhe chahne Se Pehly Kon Janta Tha mujh ko Tere Ishaq Ne Bnai Meri Zindagi Fsana Mujhy Ghamm Nahi Hai K Badal Geya Zmana Meri Zindagi Tumhi Ho Kahin tum Badal Na Jana Tu Jala Sake to Jala dy Tujhe Intzar Kia hai Tere Pass Bijlian Hain Mere Pass Aashyana Mere Sath Chalny Wali Teri Justaju K Sadqy Bari Sakht Manzilen hain Kahin Thakk K Ruk na jana.

Ye dil kabhi na muhabbat mein kamayab huamujhe kharab kiya, aap bhi kharab huaajal men, zist mein turabat men, hashr mein zalimtere sitam ke liye main hi intakhab huanigahemast ko saqi ke kon de ilzammera nasib ki rusava mera shabab huahamare ishq ke dasbis ne bhi dad na dikisi ka husn zamane mein intakhab huafana ka dawa hazaron ko tha zamane meinhabab ne mujhe dekha to aabab huaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bekhud Dehlvi

Gir Jaye Jo Dewar Tu Matam Nahi Kertay Kartay Hain Boht Log Magar Hum Nahi Kertay Hai Apni Tabiat Main Jo Khami Tu Yehi Hai Hum Ishq Tu Kertay Hain Magar Kam Nahi Kertay Nafrat Se Tu Behter Hai Ke Rastay Hi Juda Hoon Bekar Guzar Gahon Ko Baham Nahi Kertay Her Sans Mein Dozakh Ki Tapish See Hai Magar Hum Soraj Ki Terhan Aag Ko Madham Nahi Kertay Kia Ilm Ke Roatay Hon Tu Mar Jatay Hoon Ali Wo Log Jo Kabhi Ankhon Ko Naam Nahi Kertay

Sau chand bhi chamakenge to kya baat banegitum aaye to is raat ke auqat banegiun se yahi kah aaye ki hum ab na milengeaakhir koi taqaribemulaqat banegiye hum se na hoga ki kisi ek ko chahenae ishq! hamari na tere sath banegihairat kadaehusn kahan hai abhi duniyakuch aur nikhar le to tilismat banegiye kya ke badhate chalo badhate chalo aagejab baith ke sochenge to kuch baat banegiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jan Nissar Akhta

Ibtidaa Kee Intehaa Mat PoochhiayIk Dafaa Ko Kehdiaa Mat PoochhiayMakr Kay Aur Jhoot Kay Iss Daur MainKaun Hai Saadiq Bhalaa Mat PoochhiayIshq E Ahmad Yaan Jissay Haasil NaheinKhuld Main Kab Jaa’aygaa Mat PoochhiayBughz Kee Banjar Zameen Kaa Pair WohAag Bin Kaisay Jalaa Mat PoochhiayFikr Jab Parwaaz Thee Kernay LageePhir Qalam Kya Likh Gayaa Mat PoochhiayDhoop Kay Jungle Se Kiss TarahChha’oN Bin Chaltaa Gayaa Mat Poochhiay

Hum Apni Deewangi Se Jaane Jaate Hai,Wo Apni BeRukhi Se Pehchaane Jaate Hai,Roz Milte Hai Lekin, Kuch Kehte Sunte Nahi,Mere Saamne Wo Meri Dhadkan Badaane Aate Hai,ShabBhar Intzaar Mein Hum Taare Dekha Karte Hai,Sawera Hone Se Pehle Wo Chand Bujhane Aate Hai,Bas Ek Nazar Ke Liye Hum DinBhar Taraste Hai,Wo Shaam Ko Gamlon Ko Paani Pilaane Aate Hai,Mere Is Haalat Pe Hansna Nahi MUSAFIR Tu,Ishq Mein Sab Ke Saamne Aise Zamaane Aate Hai..!!!

Saawal Karey Koi Muhabbat Jawaab Rakhta HoonMein Ishq Ki Manzil La Jawaab Rakhtaa HoonKoi Meraa Dukh Kis Taraah Jan Sake GaMein Chehrey Pe Hansi Ka Nakaab Rakhtaa HoonAb Is Se Berh Ker Bhi Koi Dukh Kya Hogaa!!Is K Hijr Ka Jo Mein Azaab Rakhtaa Hoon!Mein Ussey Bhoolna To Chahoo Per Bhulaoon KaiseUssey Yaad Bhi To Mein Behisaab Rakhta HoonDuniya Mein Her Gham Se Bara Hai GameMuhabbat YaramKertey Gai Sab Bewafaai Mein Aisa Naseeb Rakhta Hoon!

chahat ka ek mitha mitha dard jagane sham dhaleteri yaden aa jati hain mujhako rulane sham dhaleteri zulfen in kandhon par tera chehara hathon meinmain ne bhi dekhe hain kitane khvab suhane sham dhalehar din hum se wada karake yun hi agar tadapaogeik din yun hi ho jayenge hum bhi divane sham dhaledin ke ujale mein to mana lun lakh yatan se bahala lunlekin dil ka pagal panchi ek na mane sham dhalePoet of the poem/ghazal or nazam : Hasan Imam

Woh Ishq Jo Hamse Roth Gaya Ab Us Ka Haal Batayen KiaKoi Mehar Nahi Koi Qehar Nahi, Phir Sacha Sher Sunayen KiaIk Hijer Jo Ham Ko Lahaq Hai TaaDair Usay Duhraayen KiaWoh Zehar Jo Dil Main Utaar Diya Phir Us K Naaz Uthayen KiaIk GhamETanhayee Jo Saaray Badan Main Phail GaiJab Jism Hi Sara Jalta Ho Phir DamanEDil Ko Bachayen KiaHam Naghma Sera Kuch Ghazlon K Ham Suratger Kuch Khwaboon KYeh JazbaEShoq Sunayen Kia Koi Khwab Na Ho Tu Batayen Kia

AzmatEZindagii Ko Bech DiyaaHam Ne Apanii Khushii Ko Bech DiyaaChashmESaaqii Ke Ik Ishaare PeUmr Kii Tishnagi Ko Bech DiyaaRind JaamOSubuu Pe Hansate HainShaikh Ne Bandagii Ko Bech DiyaaRah Guzaaron Pe Lut Gaii RaadhaaShaam Ne Bansurii Ko Bech DiyaaJagamagaate Hain Vahashaton Ke DayaarAql Ne Aadamii Ko Bech DiyaaLabORukhsaar Ke Ivaz Ham NeSitvatEKhusravii Ko Bech DiyaaIshq Beharuupiyaa Hai Ai ‘Sagar’Aap Ne Saadagii Ko Bech Diyaa

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh KoApni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh KoTum Ko Aankho Mai Tasawwoor Ki Tarah Rakhte HoonDil Mai Dharkan Ki Tarah Tum Bhi Basana Mujh KoBaat Karnay Main Jo Mushkil Ho Tumhein Mehfil MayMain Samajh Jaaonge Nazron Se Bataana Mujh KoWaada Utna Hi Karo Jitna Nibha Saktay HoKhuwab Pura Jo Na Ho Wo Na Dikhana Mujh KoApne Rishtey Ki Nazaakat Ka Bharam Rakh LenaMain To Aashiq Hoon Deewane Na Banana Mujh Ko

GhamEZindagee Teri Rah MainShabEArzoo Teri Chah MainJo Ujar Gaya Woh Basa NahinJo Bichar Gaya Wo Mila NahinJo DilONazar Ka Saroor ThaMeray Pass Reh Kar Bhi Door ThaWohi Ek Gulab Umeed KaMeray ShakhEJaan Pa Khila NahinMera Humsafar Jo Ajeeb HaiTu Ajeeb Ter Hoon Main App BhiMujhay Manziloon Ki Khabar NahinUssay Rastoon Ka Pata NahinPasEKarwan SarERahghuzarMain Shikista Paa Hoon Tu Iss LiyaKa Qadam Tu Saab Sa Mila LiyaMera Dil Kisi Sa Mila Nahin

Ye aarzoo hai ki jab bhi gale lagaun usehisarezat se bahar nikal laun usewo jal raha tha kadi dhup ke tamazat meinmila jo ab to odha dunga apni chanv useye ishq bhi hai ajab imtihaneahadevafawo aazamaye mujhe aur main aazamaun usewo shahar shahar chiragan sahi magar ek dinhavayen yaad dilayengi apna ganv usewo apne khwab mein shayad mujhi ko dekhata homain tashnalab sahi sote mein kya jagaun usePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Himayat Ali Shaya

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh Ko Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh Ko Tum Ko Aankho Mai Tasawwoor Ki Tarah Rakhte Hoon Dil Mai Dharkan Ki Tarah Tum Bhi Basana Mujh Ko Baat Karnay Main Jo Mushkil Ho Tumhein Mehfil May Main Samajh Jaaonge Nazron Se Bataana Mujh Ko Waada Utna Hi Karo Jitna Nibha Saktay Ho Khuwab Pura Jo Na Ho Wo Na Dikhana Mujh Ko Apne Rishtey Ki Nazaakat Ka Bharam Rakh Lena Main To Aashiq Hoon Deewane Na Banana Mujh Ko