Khudkushi haraam hai saheb, Meri maano to ishq kar lo..

Saari Duniya Ki Daulat Bhi Jo Adaa Na Kar Sake Meri Jaan Wo Khasaara Tum Ho,

Ishq Khuda Hai Aur Mera Ishq Ho TumKhuda Mere Sath Hai Aur Uski Khudai Ho Tum

Tamam umar usi ke khayal mein guzri ~FaraZ~ Mera khayal jisy umar bhar nahin aaya

Dhoond raha hoon chalne ki tadbeer koi, Baandh geya hai pairon mein zanjeer koi..

Ramoz e ishq o muhabbat se me nahin waqif, Rahi hai us ki zarorat muje hawa ki tarah.

Tere khayaal mein jab be-khayaal hota hoon, Zara si dair hi sahi be-misaal hota hoon..

Umeed To Yahi Karti Hun Main, To Wafa Har Pal KaregaTut Gar Jau Jar Main Kabhi To Dua Tu Karega

Ishq ishq karta hai, jab hoga to pata chal jayee ga Mit jayee ga tu, jab rog ye tujhe lag jayee ga.

Iss trha doobe hain us ki yadon k samandar main Ke dil ka dharakna b us k kadmon ki awaz lagti hai.

Usay main dil main rakh laita agr hota mere bus main Usay sub daikhtay hain mujh se ye daikha nhi jata

Sitaron se aage jahan aur bhi hainabhi ishq ke imtihan aur bhi haintahi zindagi se nahi ye fazayenyahan saikadon karavan aur bhi hainkana’at na kar aalamerangobu parchaman aur bhi, aashiyan aur bhi hainagar kho gaya ek nasheman to kya ghammaqamateahofugan aur bhi haintu shahin hai parwaz hai kam teratere samane aasman aur bhi hainisi rozoshab mein ulajh kar na reh jake tere zaminomakan aur bhi haingae din ke tanha tha main anjuman meinyahan ab mere razdan aur bhi hainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Allama Iqbal

ishq jisko talaaq de de, umr uski, tamam iddat.

Zid par ishq agar ajaye, Pani chirkey aag lagaye..

Ik shakss kitaabon jesa tha, Woh shakss zubaani yaad hua..