Dil ke aainey main hai tasveer-e-yar, Jub zara gardan jhukayi, Daikh li..

Ishiq ki choot to lagti hai har ik k dil par, Zaraf k faraq se awaz badal ati hai.

Hamarey aitbar ki hadh pochte ho, lo suno, Unhon ne din ko raat kaha hum so gaye..

Hum ne ishq gunah se bartar jana tha. . Aur dil per ye pehla pathar afsos ka hai. !

Ishq Ney Seekh Hi Li Waqt Ki Taqseem K AbWo Mujhey Yaad To Ata Hai Magar Kaam K Baad

Ki Mohabbat tou siyasat ka chalan chorr diya Hum agar pyar na karte to hakoomat karte.

Phool khil jaen to uss shakhs se kam kam milna, Aise mosam me muhabbat pe zawal aate hain.

Mein ab ke lauta to sadiyon ki umar laonga.. Ke tery pas mujhe ab muktsir nai rehna…

Na tumhey hosh rahey or na mujhey hosh rahey, Is qadar toot kay chaho mujhey pagal kar do..

Hamen To Pyar Ke Do Lafz Bhi Naseeb Na HueAur Badnam Aise Howe Jaise Ishaq Ke Badshah Th Hum.?

Bura samjho unhain mujh say to aisa ho nahi sakta, Kah main khud tou hoon Iqbal apnay nukta chinoon main..

Main ne to yonhi Dekha tha deedar-e-shoq ki khatir. Tum Dill Main Uter Jao gy Kabhi Socha na tha…….!

Jab khuda ne ishq banaya hoga, Tab khud khuda ne bhi use aazmaya hoga, Hamari aaukat hi kya hai… Kambakht ishq ne khuda ko bhi rulaya hoga..!!

Kafi Arsa Beet Gya Jane Ab Wo Kesa Hoga? Waqt Ki Sari Karvi Baten Chup Chap Hi Sehta Hoga Ab B Bhigi Barish Mein Wo Bin Chatri K Chalta Hoga Mujh Se Bichrre Arsa Beeta Ab Wo Kis Se Lrrta Hoga Acha Tha Jo Sath Hi Rehte Bad Men Usne Socha Hoga Apne Dil Ki Sari Baten Khud Se Khud Hi Kehta Hoga?

aamadekhat se hua hai sard jo bazaredostdudeshamaekushta tha shayad khaterukhsaredostae dil na’aqabat andesh zabteshauq karkon la sakata hai tabejalvaedidaredostkhana viransaziehairat tamasha kijiyesuratenaqsheqadam hun raftaeraftaredostishq mein bedaderashqegair ne mara mujhekushtaedushman hun aakhir garche tha bimaredost Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghali