Tlism e ishq tha sab us ka sath honey tak, Khyal e dard na aya nijaat honey tak..

Dunya Mujhi Se Mera Pata Poochti Rahi, Mera Wajood Guum Tha Ksi Aur Zaat Mein…!

Sharma gay, lajha gay, ankh’ein chura gay.! Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye..

chahiye achchon ko jitana chahiyechahiye achchon ko jitana chahiyeye agar chahen to phir kya chahiyesohabaterinda se vajib hai hazarjaemai apne ko khencha chahiyechahane ko tere kya samajha tha dilbare ab is se bhi samajha chahiyechak mat kar jeb be ayyamegulkuch udhar ka bhi ishara chahiyedosti ka parda hai beganagimunh chupana hum se choda chahiyedushmani mein meri khoya gair kokis qadar dushman hai dekha chahiyeapani rusvai mein kya chalati hai saiyar hi hangama aara chahiyemunhasir marane pe ho jis ke umidnaumidi us ke dekha chahiyegafil in mah talaaton ke vastechahane vala bhi achcha chahiyechahate hain khubaruon ko asadaap ke surat to dekha chahiyePoet of the poem/ghazal or nazam : Mirza Ghali

Ye Zulm To Ai Jallaad Na KarAi Ishq Hamen Barbaad Na Ka

Ishq, Tujh Sa Bura Nahi Koi, Har Bhaly Ka Bura Kia Tu Ny..

Raah koi tabeer ki nikalo tum, Ya mere khawb maar daalo tum..

Ishq Se Biyaah Ho Gaya Aur Phir, Dil Ki Dulhan Ko Gham Ka Raaj Mila..

Paak daaman to ho lekin magar socho, Chaand jese ho, ungliyaan to uthen gi..

Ae ishq aa k phr say koi tajarba karain Main bhulnay laga hun pUrani kahanian

Ishq mein khoye jao ge to baat ki tey bhi paao ge, Qudrat kuch jano ge, dil ko jo kahin lagaao ge..

Is ki takmeel ho nahi sakti, Ishq mein bass aik burayi hai.

Fursat e ishq muyasar hi kahan, Abb kise ishq ka mara smajhen.

Hamara tumhara ajab haal hai, Nazar mil gayi muskuraney lage..

Ishq ka rasta chunaa hai to lekin, Dekhiye ab kab jaan nikalti hai..