Ye ittefaq hain sab rah ki musafat key, Chalay kesi key lye ja milay kesi k sath..

Yun to hain wafaa ki beshumaar nishaaniyan, Magar sab se niraaley hain tere khat..

Mujhsa koi jahan mein nadaan bhi na ho, Kar ke jo ishq kehta hai nuqsaan bhi na ho.

Tooti sanson ke daman mai utarti saetain likh rahi hay lamha lamha ek saday iztara

Sirf is shoq se pochi hain hazaron batain, Me tera husan husan e biyan tak daikhon.

Umar bhar aik hi tasveer rahi aankhon mein, Kitne araam se guzri, tere sodaayi ki..

Haif us chara gar kapre ki qeemat ghalib, Jis ki qeemat me ho ashiq ka gariban hona.

Agr hota hai itifaq to youn Q nahi hota, Wo chaly us rah par jo mujh pay khatam ho..

hamen maloom tha anjaam ishq ka lekin, jawani josh par thi zindagi barbaad kr bethey

AshiQon ke marne pe kafan bhi nahi milta, or haseeno ke marne pe tajmahal banta hai..

Tum mujhe rooh mein basa lo to acha hai.. Ye Dil o Jaan k rishte aksar toot jate hain

Wohi zameen hai wohi aasmaan wohi hum tum, Sawaal yeh hai zamaana badal geya kaisey..

Kisi na-laiq talib-e-ilm ki Tarah, Dil ne tere nam ke ratty laga Rakhy Hain…!!!

Toot kar jab tak hawadas aashna hota nahin, Aur kuch bhi ho to ho dil aina hota nahin.

Ishq mein ab tou ye chalan sa ho gaya hai, Beche ja rahe h jazbat karobar e hayat mei.