Siraj Tujh Sa Koi Bad Naseeb Kya Hoga… Tamam Umer Wafa Ki Aur Bewafai Milli…. Kay Tu Nay Khuwab To Dekhey They Sath Rehney Kay Magar Naseeb Tha Aesa Kay Bus Judai Mili ….. BAna Kay Chour Diya Tujh Ko ishq Ka Qaidi Yani Kay Jaan Gai Aur Phir Rihaai Mili …!

Mohabbat Se Reha Hona Zarori Hogia HaiMera Tujh Se Juda Hona Zarori Hogia HaiWafa K Tajrube Karte Hoe To Umr GuzriZara Sa Bewafa Hona Zarori Hogia HaiMeri Aawaz Tanhai Main Marti Ja Rahi HaiKisi Ka Hamnawa Hona Zaarori Hogia HaiBhanwar Main Hai Kai Barson Se Apni KashtiEJanKisi Ka NaKhuda Hona Zarori Hogia Hai

Sath rota tha mere sath hansa krta tha, wo shakhs mere dil me ese bsa krta tha. Ek lmhe ka bichadna b gvara na tha use, rote hue mjhe khud se juda krta tha, Rog dil ko laga betha anjane me wo, mere sath umar bitane ki dua krta tha, Baat kismat ki hai ke juda ho gaye ham, wrna wo to mjhe apni taqdir kaha krta tha.

Mohabbat Se Reha Hona Zarori Hogia Hai Mera Tujh Se Juda Hona Zarori Hogia Hai Wafa K Tajrube Karte Hoe To Umr Guzri Zara Sa Bewafa Hona Zarori Hogia Hai Meri Aawaz Tanhai Main Marti Ja Rahi Hai Kisi Ka Hamnawa Hona Zaarori Hogia Hai Bhanwar Main Hai Kai Barson Se Apni Kashti-E-Jan Kisi Ka Na-Khuda Hona Zarori Hogia Hai

Mujhse Bichar Kar Roti HogiGham Ko Kitna Samajti HogiJin Rahoon Per Chalti HogiMeri Yaad Main Tahrpti HogiMujhse Jo Na Keh Sakti ThiAb Wo Khod Se Kheti HogiGuzri Battain Guzre LamhainYaad Kar Ke Wo Roti HogiFursat Tum Ko Ho Ke Na HoKhat Phir Bhi Likhti HogiAur Likh Ke, Jalane Se Kuch PheleUn Ko Wo Khod Bhi Parhti Hogi…

Mere Janey PeAe Jaana’n !!Pareshan Tum Nhi HonaKabhi Chup Kr Nhi RonaJudai Zeher Hoti HyMjhy Maloom HyLekinFiraqOHijr Ka MausamYaqeenan Beet JayegaYaqeenan Wasl K LamhyDobara Laut Aaye’n GyWohi Shaamei’n, Wohi Raatei’nWohi Qissey, Wohi Baatei’nWohi Phir Dastaan Hogi“Mohabbat Meherban Hogi”

Aye Khuda Tune Ye Muhabbat Banai Kiyon,Gar Banai To Iss Me Judai Kiyon, KiyonDiya Pyar Mujhe Iss Ki Jarurat Kya Thi,Meri Barbadi Me Shamil Teri Hiqmat Kya ThiMeri Rahon Me To Khusboo Ka Safar Rahta Tha,Dil Me Aabad Gulabo Ka Nagar Rahta Tha,Zindagi Khar Bhari Raah Me Laye Kiyon…Aye Khuda Tune Muhabbat Ye Banai Kiyon…..Share By : Aayan

Juda Hona Hi Thehra ToGilay Kaisay Shikayat KyaJuda Ho Jayen Chupkey SeNa Tum Bolo Na Main BoloonHamare Bol Perne SeJudaayi Phhail Sakti HaiHawaun MainFizaaaaon MainJudaai Zaat Main Bher LeinChalo Ham Is Terha Ker LainKisi Sunsaan Raste KeKisi Bhi Morre Per DonoJuda Ho Jayen Chupke SeNa Tum Bolo Na Main BolonHamare Bol Parney SeJudayi Phhail Sakti Hai

Us ne phir mera haal poocha hai Kitna mushkil sawaal pooocha hai Hichkiyon ka ajeeb lehja tha Baat ko taal taal kar poocha hai Wastey daal daal poocha hai Ansuyon ki zubaan mein Jitna poocha kamaal poocha hai Kya phir mil sakain ge hum dono Mujhse mera khayal poocha hai Din guzarta hai kis tarah mera Kese guzrey ga saal poocha hai Usne phir mera haal poocha hai

Oh Hote Nahi Phir Bhi Unke Hone Ka Bharam Hota HaiYe Dile Nadan Yah Kya Karam Hota HaiGar Mile Oh Ghari Bhar Ke Liye HumseTo Yeh Unka Hum Pe Raham Hota HaiUnke Milne Ki Khushi To Hoti HaiPar Mil Ke Bichhar Jane Ka Gaam Hota HaiOh Hote Nahi Phir Bhi Unke Hone Ka Bharam Hota HaiYe Dile Nadan Yeh Kya Karam Hota Hai(Rajesh Rajbhar Ph No. 9238371628 Meri Apani Kahani)

Hum Tumse Juda Ho GayeEk Baar Aur Gumsuda Ho GayeGam Aur Khushi Ke Liye Baithe Hain HumTum Iske Siwa Aur Kya De GayeShayad Yahi Thi Kismat MeriKi Tum Meri Kismat Ho GayeLog Puchhate Hain Ki Kyoun Ro Pade HumKah Diya Tum Aakar Chale GayeTum Samajhna Na Aaghaaz HumkoHum Khud Bhi To Pure Mit GayeNa Ho Sake Hum “HUMSAYAA” Kisi KaAkele The Pahle, Akele Ho Gaye..

Kabhi Yaad Aaye To PochnaZara Apni KahlwateSham SeKise Ishq Tha Teri Zaat Se???Kise Pyar Tha Tere Naam SeZara Yaad Karo K Wo Kon ThaJo Kabhi Tujhe Bhi Azeez ThaWo Jo Ge Utha Tere Naam SeWo Jo Mar Mita Tere Naam PayK Yehi Wafaoon Ka Hai IslaMagar Aisa Juram Tha Kon Sa???Gai Hum DuaoSalam SeNa Kabhi Visal Ki Chah KiNa Kabhi Firaaq Mai Aah KiK Mera TareeqaeBandagiHai Juda TareeqaeAam Se

Labon pay harf na hi koi sawal rakhta tha Kabhi main zabt main itna kamal rakhta tha Khaber kahan thi mujhy wo bhool jaye ga Aik aik cheez jo meri sambhal rakhta tha Bichartay waqt bazahir to kuch na bola tha Mager nigah main so so sawal rakhta tha Woh muskura kay bohat dair chup sa raha Hansi ki aar main jaise malal rakhta tha Suna hai ab log usay bohat satatay hain Jis aik shakhs ka main bohat khayal rakhta tha

Jin Rahon Pe Ik Umar Tere Sath Raha HoonKuch Roz Se Wo Rastey Sunsaan Bohat HainMil Jao Kabhi Laut Ke Phir Aaun Na ShayadKamzor Hoon Main Rah Mein Toofan Bohat HainIk Tum He Nahi Meri Judai Mein PareshanHum Bhi To Teri Chah Mein Viraan Bohat HainIk TarkEWafa Pe Main Usey Kaise Bhula DoonMujh Par Abhi Us Shakhs Ke Ehsaan Bohat HainBhar Aayein Na Ankhein To Main Ik Baat BataunAb Tujh Se Bichar Janey Ke Imkaan Bohat Hain

angadai par angadai leti hai raat judai kitum kya samajho tum kya jano bat meri tanahai kikon siyahi ghol raha tha waqt ki behte dariya meinmain ne aankh jhuki dekhi hai aj kisi harajai kivasl ki raat na jane q israr tha unko jane parwaqt se pahale dub gae taron ne badi danai kiudate udate aas ka panchi dur ufaq mein dub gayarote rote baith gai aavaz kisi saudai ki  Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Qateel Shifai