Uthaa kar choom li hain chand murjhayi huyi kaliyan, Na tum aaye to yu’n jashn-e-baharan kar liya mein ne..

Jo hawaen cho k guzar gaen unhen bhol ja k wo mar gaen, Dil e muhtaram koi aur gham gham e raftagan nahin chaheye.

Gham Hi Gham Hai Hamari Zindagi MeKhushiyan Hamko Rash NahiHamne Muhabbat Un Se KiJinse Milne Ki Koe Aash Nahi..!!!

Woh Juda Bhi Kaisay HuwaMain Koi Rasm Bhi Na Nibha SakaWoh Hansi Hansi Mein Hi Chala GayaMein Hath Tak Na Hila Saka

Shayad woh apna wajood chhor gaya hai meri hasti mein, Yun sote-sote jaag jana meri aadat pehle kabhi na thi….

Sitaro Ke Sang Safar Kaisa LagaTuj Ko Humara Sath Kaisa LagaMat Pouch Muj Ae HumsafarK Teri Judai Ka Dard Kaisa Laga

Jo rafaqton ki khwahishon main dil-e-muntazir hai parra huwa Isay kiya khabar k judaiyon k azaab kitnay shadeed hain.

Abhi Tak Mojood Hein Es Dil Mein Tery Qadmoon K Nishan . . . Tumhary Baad Es Raah Sy Kisi Aur Ko Guzarnay Nahi Diya . .

Hai gunjaayesh abhi awaaz de ker rok lo mujh ko, Geya to phir kabhi wapis palatt kar main na aaon ga.. Abdul Hameed Adam

Aaj phir aasmaan siskiyaa’n le le kar ro raha hai, Lagta hai kisi ki mohabbat me phir judaai ka mod aaya hai….

Main Logo’n Ki , Baato’n Ko, Zaraa-Bhar Bhi Nahi Sunti, Mera Dil Ab Bhi Kehta Hai, Ussay Mujh Say Mohabbat Hai..

Maine dhadkan ki tarha rkkha tha jisko dil mewo aaj bhi b zid h mujhse bichhadne k liye Submitted by : Farheen khan

Muntahib* tum se judaa ik raasta karta hoon mein, Aaj hi tum ko mohabbat se riha’aa karta hoon mein.. (muntahib;choose)

Galey aapas main jab milte hain do bichre huye sathi, Adam hum be’sahaaron ko barri takleef hoti hai.. Abdul Hameed Adam

Agar Zindagi Mein Judai Na HotiTo Kabhi Kisi Ki Yad Aii Na HotiSath Hi Guzarta Har Lamha ToShayed Rishto Mein Ye Gehrai Na Hoti