qasam tooty howy dil ki tujy khud sai juda kr k Jahan tk hm nai dekha hai wahan tk tm nazar aye

Main Tasawwur Bhi Judaai Ka Bhala Kaise Karoon, Maine Kismat Ki Laqeeron Se Churaya Hai Tujeh..

Aa ke tu jhanjhorr mujh ko, Ishq ka izhar kar, Mudatton se so raha hoon, Neend se baidaar kar..

Waqt-e-rukhsat ajab manzar tha meri nigah main, Wo bhi ro raha tha jisey ghum na tha judai ka..

Yeh bhi acha hua shayed, ke usey paa na sake hum, Hamaara ho ke agar bicharrta to qayamat hoti..

Zindagi thori thi hum ko aur bhi sau kaam thay, Warna ik tujh ko hi pana to koi mushkil na tha..

Dhondhti Phirti Hai Dasht_o_Beyaban Mein Hume, Zindgi Hum Se Bichir Ker Khud Bhi Pachtai BOhat !

Hawa mujhse kahe pagal na yun raston mein betha ker Wo ik din chor jayega usay itna na chaha ke

judai per hi kayem hai nizam-e-zindagani bhi bichar jata hai sahil se galey mil mil ke paani bhi

Juda ho kar bhi dono jee rahay hain ek muddat se, Kabhi dono hi kehte they ke aisa ho nahi sakta.

Mein phool chunti rahi aur mujhy khabar na hui. . Wo shakhs aa k mery sheher se chala bhi gaya. .

Bohat Mushkil Ho Gaya Hai Khud Ko Sambhal Rakhna, Magar Woh Keh Gaya Hai Apna Khayal Rakhna…

Tuje sy bichard jany ke baad,es lamhey tak kong si ek,mery andar karlati rahi      

Ab ke hum bichre to shayed khawbon mein milein, Kese sookhey huye phool kitabon mein milein…

Meharbaan ho kar bula lo mujhe chaho jis waqt, Main gayaa waqt nahi hun key phir aa bhi na sakun..