Ye din bahar ke ab ke bhi ras na aa sakeki gunche khil to sake khil ke muskura na sakemeri tabahi dil par to raham kha na sakijo roshni mein rahe roshni ko pa na sakena jane aah! ki un aansuon pe kya guzrijo dil se aankh tak aaye mishgan tak aa na sakerahen khulusemuhabbat ke hadasat jahanmujhe to kya mere naqsheqadam mita na sakekarenge mar ke baqaedavam kya hasiljo zinda reh ke muqamehayat pa na sakenaya zamana banane chale the divanenai zamin, naya aasaman bana na sakePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Josh Malihabadi

Your Comment Comment Head Icon

Login