Chalo tum chor do mujh ko Main wapies lot jati hoon. Tumhain manzil mubarak ho. Naya saathi mubarak ho. Magar phir aey mere humdam mujhy itna to batla do…..? K wapies kis taraf jaon….? Kahan se saath laye thay…? Mujhay itna to samjha do…? Agar aisa nahi mumkin…. To muj ko is tarah torro K main yaksar bikhar jaon Bhataknay se to behtar hai Tumharay pass marr jaon…..!!!!!!

Your Comment Comment Head Icon

Login