tund mein aur aise kamsin ke liyesaqiya halki si la in ke liyemujh se rukhsat ho mera ahadeshababya khuda rakhna na us din ke liyehai javani khud javani ka singarsadagi gahana hai is sin ke liyesab hasin hain zahidon ko napasandab koi hur aayegi in ke liyevasl ka din aur itna mukhtasardin gine jate the is din ke liyesari duniya ke hain wo mere sivamain ne duniya chod di jin ke liyelash par ibarat ye kahati hai ‘ameer’aaye the duniya mein is din ke liyePoet of the Poem/Ghazal or Nazam: Ameer Minai

Your Comment Comment Head Icon

Login