Agar Jo Dil Ki Sunoge To Haar Jaooge,Hum Jaisa Pyar Phir Kahan Se Laooge,Jaan Dene Ki Baat To Har Koi Karta Hai,Zindagi Bananewala Kaha Se Laaoge,Jo Ek Nazar Dekhoge Humhe,To Har Taraf Sirf Hum Hi Ko Paooge,Yaqeen Apni Mohobbat Par Itna Hai Mujhe,Meri Chahat Ko Dekhoge To Laut Aaoge,Meri Aankhon Ke Samandar Mein Doob Gaye AgarKahin Jana Bhi Chahoge To Na Ja Paaoge!

Tujhe Suro Ka Rag KahoonYa Apni Dil Ki Aawaz KahoonTujhe Mohabbat Ka Bana Huya Taj KahoonYa Apne Dil Ka Jazbat KahoonTujhe Kuchh Bhi Kahoon Wo Kam HaiTujhe Pane Ki Jid MeMeri Aankhe Nam HaiNa Jane Mujhe Kya Gam HaiTeri Yado Ke Sahare Ji Raha HoonWo Kya Kam HaiNa Jane Ye DilTujh Se Kehne Se Kyon Darta HaiYe Pagla Sirf Tumse Mohabbat Karta HaiSirf Tumse Mohbbat Karta Hai

Kabhi khamosh baithogi kabhi kuch gungunaogimain utana yaad aaunga mujhe jitana bhulaogikoi jab puch baithega khamoshi ka sabab tum sebahut samajhana chahogi magar samajha na paogikabhi duniya muqammal ban ke aayengi nigahon meinkabhi meri kabhi duniya ke har ek rain bitaogikaheen par bhi rahen hum to muhabbat phir muhabbat haitumhen hum yaad aayenge hamen tum yaad aaogi

Kabhi pabandiyon se chut ke bhi dam ghutane lagata haidar-o-divar ho jin mein wohi zindan nahi hotahamara ye tajurba ki khush hona muhabbat meinkabhi mushkil nahi hota, kabhi aasan nahi hotabaja hai zabt bhi lekin muhabbat mein kabhi ro ledabane ke liye har dard o nadan nahi hotayaqin layen to kya layen jo shak layen to kya layenki baton se tri sach-jhuth ka imkan nahi hota

Tumhain Bakhshi Hay Dil Par Hukmarani Aor Kia DaitayYehi Thi Bus Hamari Rajdhani Aor Kia DaitaySitaron Say Kisi Ki Mang Bharna Aik Fasana HayTumharay Naam Likh Di Zindagani Aor Kia DaitayWoh Ham Say Mangta Tha Umar Ka Ik Dilnasheen HissaNa Daitay Us Ko Hum Apni Jawani, Aor Kia DaitayBichartay Waqt Usko Ik Na Ik Tohfa To Daina ThaHamaray Paas Tha Aankhon Main Pani Aor Kia Daitay

Aap Se Jab Jab Kuch Kehne Ka Khayal AayaPehle Bade Jatan Se Humne Apne Labo Ko SajayaRah Mein Jab Bhi Aap Nazar Aate TheLabo Pe Sajaye Har Bol Bhikhar Jate TheAaj Tak Aapse Kuch Keh Na PayeHaar Kar Apne Jazbaat Is Kagaz Par SajayeU To Zyada Nahi Bas Itni Si Khawish HaiEk Saaf Suthre Pyaar Ki Numaish HaiHaan Keh Dena Agar Yeh Pyaar Kabul HaiYa Na Keh Dena Agar Yeh Mari Bhool Hai.

Mohabbat Ka Ehsaas Bahut Kuch Badal Deta HaiZindagi Ka Matlab Humko Sikha Deta HaiKaise Koi Ajnabi Itna Khaas Ban Jata HaiHar Lamha Bas Uska Chehra Yaad Aata HaiAgar Kiya Ho Wada Mehboob Se Milne KaTo Suraj Ki Tapish Mehsoos Nahin HotiYeh Aankh Bhi Aksar Uske Khyalon Mein Soti HaiKaise Apna Har Gam Uski Khushi Mein Gum Jata HaiYahi To Wo Ehsaas Hai Jo Jannat Ki Sair Karata Hai…

Muhabbat ke sagar chalakane lage hainwo dil ban ke dil mein dhadakane lage hainye kaisi vafaon ke ritu aa gai haikhayalon mein ek bekhudi cha gai haiqadam zindagi ke bahakane lage hainumangon ke phoolon se daman bhara haimera khwab kaise haqiqat bana hainigahon mein jugnu jhamakane lage hainsitaron se aage hai duniya wafa kemagar hum ne ke hai tamanna wafa kejahan aj hairat se takane lage hain

Mohhabat Ka Ghum Hota Bohut HaiK Ab Ye Lafz Bhi Ruswa Bohut HaiUdasi Ka Sabab Main Kiya BataonGali Kochon Mein Sannata Bohut HaiNa Milne Ki Qasam Kha K Bhi Main NeTujhe Har Raah Mein Dhunda Bohut HaiYe Aankhein Aur Kiya Dekhein Kisi KoInn Aankhon Ne Tujhe Dekha Bohut HaiNa Jaane Kyun Bacha Rakhe Hein AansoShayid Mujhe Rona Bohut HaiTujhe Maloom To Hoga Mere HumdumTujhe Aik Shakhs Ne Chaha Bohut Hai

Bhigi hui aankhon ka ye manzar na milegaghar chod ke mat jao kaheen ghar na milegaphir yaad bahur aayegi zulfon ke ghani shamjab dhup mein saya koi sar par na milegaaansu ko kabhi os ka qatara na samajhanaaisa tumhen chahat ka samundar na milegais khwab ke mahaul mein be-khvab hain aankhenbazar mein aisa koi zevar na milegaye soch lo ab aakhiri saya hai muhabbatis dar se uthoge to koi dar na milega

December Kay Mahinay Ka Woh Shaid Akhri Din ThaBaras Guzray KayenMain Nay “Mohabat” Lafz Likha ThaKisi Kagaz Kay Tukray Per!Achanak Yaad Aya HayBaras Guzray KayenMuj Ko Kisi Say Bat Kerni ThiUsay Kehna ThaJaan-Nay Jaan! “Mujay Tum Say Mohabat Hay”Magar Main Keh Nahi PayaWoh Kagaz Ag Tak Lipta Para Hay Dhool Main LakainKisi Ko Day Nahi PayaDobara Cha Ker Bhi Main Mohabat Ker Nahi Paya!

Ik Ishq Nagar Ki Vaadi ThiJahan Pyar Ki Nadiya Behti ThiKuch Dilwale B Rehte ThayJo Pyar Ki Baten Krte ThayJab Bahar Ka Mosam Ata ThaAur Phoul Pyar K Khilte ThayMast Nasheeli Shamon MeinPyar Se 2 Dil Milte ThayIk Roz Wo Basti Ujar GaiAur Pyar Ki Hasti Bikhar GaiPhir Har Ik Dil Ko Sog LagaAur Jeevan Bhar Ka Rog LagaDewane Phirte Rehte HeinAur Har Ik Se Wo Kehte HeinIqrar Kisi Se Na KarnaPyar Kisi Se Na Karna.

Kya Kahen Hum Kaise Tujhse Door Ho GayeHaalaat Se, Kuch Khud Se Majboor Ho GayeMohhabbat Rula Deti Hai, Kab Ye Maana ThaApne Dil Ke Afsaane Wohi Dastoor Ho GayeManzil Jise Samjha Bana Wo Meel Ka PatharNayi Manzil, Naye Raaste Manzoor Ho GayeHadd Se Barh Jaaye Jo Ghum, Deta Nahin DardMuskura Rahe Hain, Aise Hum Ranjoor Ho GayeDil Tera Reza Reza Hai, Kaise Sambhale TujhkoKhudaya Humse Kaise Yeh Qusoor Ho Gaye !!!

Mila Hum B Nhi KrteWaafa Wo B Nhi KrteKhtta Hum B Nhi KrteUnhein Ruswai Ka Dukh HaiHmein Tanhai Ka Dukh HaiGila Wo B Nhi KrteGila Hum B Nhi KrteKsi Morr Pe Takrao Aksar Ho Hi Jata HaiRuka Wo B Nhi KrteRuka Hum B Nhi KrteJb B Dekhte Hain UnheinSochty Hain Kuch Keh Dein Un SeSuna Wo B Nhi KrteKaha Hum B Nhi KrteLekin Ye Bhi Sach Hai KMuhabt Unhein Bhi HaiMuhabt Humein Bhi HaiKaha Wo B Nhi KrteZikar Hum B Nhi Krte

Kisi Ke Dil Mein Apna Ghar Bnana Padtaa HaiHar Insan Ko Kisi Se Dil Lagana Padta HaiSuna Hai Nafrat Mohabbat Ki Pehli Kadi HaiKayi Bar Dushman Ko Apna Banana Padta HaiKisi Shakhs Ko Dil Hi Dil Mein Chaahate RahenUsi Se Us Ka Pyar Chupana Padta HaiKayi Log Yahan Raaie Ka Pahad Banate HainAise Logon Se Daman Ko Bachaana Padta HaiJo Pyar Ke Samudar Mein Le Jaate Hain KashtiKayi Bar Unn Ko Jaan Se Bhi Jana Padhta Hai.