Khushi Chah Jati HaiChehre Pe Khushi Chah Jati HaiAnkhon Mein Suroor Aajata HaiJab Tum Mujhe Apna Kehte HoApne Pe Guroor Aajata HaiTum Husn Ki Khud Ek Dunya Ho,Shayad Yeh Tumhain Maloom NahiMehfil Mein Tumhare Aane Se ,Har Chiz Pe Noor Aajata HaiHum Pass Se Tum Ko Kiya DekhenJab Tum Mukabil Hote HOBetaab Nighaoon Ke Aage ,Parda Sa Zaroor Aajata HaiJab Tumse Mohabbat Ki HumneTab Jake Kahin Yeh Raaz KhulaMarne Ka Saliqa Aata Hi NahiJeene Ka Shaoor Aajata Hai

Aaj-Kal Mujhe Kuch Aisa Lagne Laga Hai,Ki Mausam Bhi Ab Kuch Rangeen Lagne Laga Hai,U To Bahti Hawa Bhi Ab Gaane Lagi HaiGhajab Ye Hai Ki ’Sehra’ Bhi Khilne Laga HaiMujhe Neend Aati Nahi Ab MagarMera Dil To Ab Gaane-Hasne Laga HaiKahne Ko Sab Kuch Wahi Ka Wahi HaiPar Mujhe Har Ik Zarra Naya Lagne HaiMehfil Me Jab Ham, Kuch Gumsum Se BaitheDosto Ne Bhi Poocha Ki Tujhe Kya Hua HaiAb Kya Me Kahta, Or Ab Kya Unki SuntaKaise Batau Ki Mujhe Kya Hua Hai.

Aaj-Kal Mujhe Kuch Aisa Lagne Laga Hai,Ki Mausam Bhi Ab Kuch Rangeen Lagne Laga Hai,U To Bahti Hawa Bhi Ab Gaane Lagi HaiGhajab Ye Hai Ki ’Sehra’ Bhi Khilne Laga HaiMujhe Neend Aati Nahi Ab MagarMera Dil To Ab Gaane-Hasne Laga HaiKahne Ko Sab Kuch Wahi Ka Wahi HaiPar Mujhe Har Ik Zarra Naya Lagne HaiMehfil Me Jab Ham, Kuch Gumsum Se BaitheDosto Ne Bhi Poocha Ki Tujhe Kya Hua HaiAb Kya Me Kahta, Or Ab Kya Unki SuntaKaise Batau Ki Mujhe Kya Hua Hai.

Kisi Kamzoor Lamhey MeinAgar Mai Tum Say Ye Keh Doon,Mujhey Tum Say “MUHABAAT“ HaiTum Ye Mat Samaj Lena, Kay….!!Mein Nay Sach Kaha Ho GaAisi Dil-Nasheen Baatoon KoAise Dilbar Aadaoon Main KehnaMujhey Bachpan Say Aata HaiMeri Aankhein Mera ChehraMera Ye Be-Sakhtaa LehjaYe Sab Kuch Jhoot Kehta Hai MagarIss Jhoot Mein Bhi Ik Sach Bhi HaiKah!!!!!!!!!!!!!,Mujhey Tum Say “MUHABBAT“ Hai

Is Dil Se Kabhi Tum Na Jao GaiJidar Dekho Gai Hume Hi Pao GaiHar Subha Lik Di Terenaam KahoAe Maire Humsafar Kab Ao GaiYe Raat Ki Tandi Tandi Hawai Or YeMuskarati Shame Kab Tak Ise Hi Bhalao GaiJab Jab Hum Bichre Hai Kisi Mor PeHar Dam Har Pal Humari Yad Mai Ao GaiDil Ko Kabhi Wiran Na Karna OrNa Kabhi Khuwab Jalao GaiTere Bina Chahat Ka Samandar Hai AdurhaWada Karo Diya Ye Pyar Ka Na Bujao GaiHar Dua Mai Tuji Ko Maga Hai Dil NeKab A Kar Muhabbat Ki Dastan Sunao Gai

Chehre Pe Khushi Chhah Jaati Hai,Aankhon Mein Suroor Aa Jaata Hai,Jab Tum Mujhe Apna Kehti Ho,Apne Pe Guroor Aa Jaata Hai,Tum Husn Ki Khud Ek Duniya Ho,Shayad Yeh Tumhein Maloom Nahi,Mehfil Mein Tumhare Aane Se,Har Chiz Pe Noor Aa Jaata Hai,Hum Pass Se Tumko Kya Dekhe,Jab Tum Mukabil Hoti HO,Betaab Nighaoon Ke Aage,Parda Sa Zaroor Aa Jaata Hai,Jab Tumse Mohabbat Ki Humne,Tab Jaake Kahin Yeh Raaz Khula,Marne Ka Saliqa Aata Hi Nahi,Jeene Ka Shaoor Aa Jaata Hai…!!!

Jahan Zulf Bhikhre Gi Barsaat HogiJahan Tum Rukoge Wahein Raat HogiTere Aage Peeche Badi Roshni HaiYaqeenan Sitaron Ki Baraat HogiFalak Ke Sitaron Ko Bhi Tod LaUngaMeri Jaan Jis Din tu Mere Saat HogiTere Chahne Wale Shayad Honge HazaronMagar Mere Ishq Ki Auqaat HogiMujhe Muskuraake Tu Kab Dekh logiNajaane Kis Din vo Karaamaat HogiZara Lab To Kholo Zara Kuch To BoloBuhuth Kuch Kahoonga Agar Baat HogiHar Ek Rang Phoolon Ka Pheeka Pada HaiKe Gulshan Mein Aao to Inayaat Hogi

Na Chair Qissa E Ulfat Bari Lambi Kahani Hai..Mein Zindagi Se Nahi Hara Kisi Ki Bat Mani Hai..Badi Lambi Kahani Hai, Tuhmhey Leikin Sunani HaiTera Ghum Jaan Leva Par Teri Yadeein Suhani HainGhamoon Ko Chor Hum Deitey,Sakoon Ko Tham Hi LeiteyGhamoon Sey Kya Karein Leikin, Bari Yari Purani HaiZameen Ko Cheera Chahey, Hawa Ko Thamna ChaheyBadi Pagal Sahi Leikin, Yahi Yaro Jawani HaiAe Gham Tu Door Hi Rehna, Samandar Ansoon Ka HaiBaha Le Jaye Na Tujh Ko, Ye Lehri Bhi Dewani Hain

Khushi ne mujh ko thukaraya hai ranj-o-gam ne pala haigulon ne berukhi ke hai to kanton ne sambhala haimuhabbat mein khayal-e-sahil-o-manzil hai nadanijo in rahon mein lut jaye wohi taqadir vala haicharagan kar ke dil bahala rahe ho kya jahan valoandhera lakh raushan ho ujala phir ujala haikinaron se mujhe ae nakhuda dur hi rakhnavahan lekar chalo tufan jahan se uthane vala hainasheman hi ke lut jane ka gham hota to kya gham thayahan to bechane valon ne gulashan bech dala hai

Mera khamosh reh kar bhi unhen sab kuch suna denazaban se kuch na kahana dekh akr ansu baha denanasheman ho na ho ye to falak ka mashgala thaharaki do tinake jahan par dekhana bijli gira denaijazat ho to kah dunqissa-e-ulfat sar-e-mahafilmujhe kuch to fasana yaad hai kuch tum suna denamain mujarim hun mujhe iqarar hai jurm-e-muhabbat kamagar pahale khata par gaur kar lo phir saza denamain is halat mein pahuncha hashravale khud pukar uthekoi fariyad karne a raha hai rasta dena

Aisa Nahi Ke Hum Ko Mohabbat Nahi MiliJaisi Chahte the Hum Ko Woh Ulfat Nahi MiliMilne Ko Zindagi Mein Kai Hamsafar MilePar Un Ki Tabiat Se Tabiat Nahi MiliChehron Mein Doosron Ke Tumhein Dhondhte RaheSoorat Nahi Milli Kahin Seerat Nahi MiliBahut Der Se Aaye Tu Mere Paas Kiya KahoonAlfaaz Dhondne Ki Bhi Mohlat Nahi MiliTujh Ko Gila Raha Ke Tawajah Na Di TujheLekin Hamein Khud Apni Mohabbat Nahi MiliHar Shakhs Zindagi Mein Bahut Der Se MilaKoi Bhi Cheez Waqat-e-Zaroorat Nahi Mili

Ye din bahar ke ab ke bhi ras na aa sakeki gunche khil to sake khil ke muskura na sakemeri tabahi dil par to raham kha na sakijo roshni mein rahe roshni ko pa na sakena jane aah! ki un aansuon pe kya guzrijo dil se aankh tak aaye mishgan tak aa na sakerahen khulus-e-muhabbat ke hadasat jahanmujhe to kya mere naqsh-e-qadam mita na sakekarenge mar ke baqa-e-davam kya hasiljo zinda reh ke muqam-e-hayat pa na sakenaya zamana banane chale the divanenai zamin, naya aasaman bana na sake

Aisa Nahi Ke Tere Jahan Mein Mohabaat Na HoPar Mera Dil Is Jazbaat Ke Shaayad Kabil Hi Na Ho,Mere Is Dil Mein Tanhaayion Ke Siwa Kuch Bhi NahiKuch Addhoore Sapne Hai Aur Kuch Bikhri Umeedien Hai,Is Toote Aashiyane Mein Kyon Deep Pyar Ka Jalane Aaye HoJahan Sirf Dil Ke Siva Kuch Jala Hi Na HoMere Is Virane Ghar Mein Tumhare Kabil Kuch Bhi NahiIs Andhere Se Kya Tum Apni Raat Sajane Aaye HoJao Ki Tumhare Liye Aur Bhi Hai ManzileinMere Saath Chaloge To Apni Manzil Se Bahut Door Ho Jaoge

Woh Aik LarkiWoh Ek Larki Jo Meri Ghazal HaiWoh Ek Larki Jo Khilti Kanwal HaiWoh Ek Larki Jo Taj Mehal HaiWoh Ek Larki Tum Hi To HoWoh Us Ki Gasoo Kaali GhatainWoh Us Ki Palkon Se lehrti HawainWoh Us Ki Yaadain Meri WafayenWoh Ek Larki Tum Hi To HoWoh us Ki Aankhain Chamaktey MotiWoh Us Ki Palken Aankhon Ko ChootenWoh Us Ke Gaal Sehra-e-MotiWoh Ek Larki Tum Hi Tu HoWoh Us Ke Lab Gulab JaiseWoh Us Ka Maatha Khuli Kitab JaisaWoh Us Ki Rangat Shabab JaisiWoh Ek Larki Tum He To Ho

Khyalon Mein Woh  Hurdum Mere Sath Sath Rahti HaiNa Aankho  Se Na Juba Se Mujhe Wo Kuch Kahti HaiAankhen Hurdum Usske Deedar Ko Tarstati Rahti HaiKaano Mein Wo Mere Kuch Kuch Kehti  Rahti HaiApni Zulfein Jab Woh Mere Chehre Per Bikhra Deti HaiBari Saadgi Se Phir Woh humari taraf Muskara Deti HaiKatilana Ada Se Jab Woh Mujhe Dekhti HaiSar Se Aasman Aur Paaon Se Zameen Khiska Deti HaiSochta Rahta Humse Wo  Mil Sakegi  ya NahiWoh Mehrbaan Roz Mujhko Dilasa Deti Rahti Hai