Kash khwabon hi mein aa jao bahut tanaha hunya mere zahan se yadon ke diye gul kar domere ehasas ke duniya ko mita do ham-damraat tare nahi angare liye aati haiin barasate huye sholon ko bujha do ham-damdil ke dhadakan ko sula jao bahut tanaha hunandheri raat mein jab chand khilane lagata haitumhare pyar ke dipak jalake rota huntumhare aane ke jab aas jane lagti haimain in chiragon ko khud hi bujha ke rota hunzindagi aisi mita jao bahut tanaha hunsochate sochate jab soch bhi mar jati haiwaqt ke qadmon ke aahat ko suna karta hunashk thamate hain to aahon ka dhuan uthta hairaat bhar yun hi tadapata hun jala karta hunbar-e-gam kuch to ghata jao bahut tanaha hun

Wo Pyari Si Hansi Tere Chehre KiWo Kajal Se Saji Aankhen TeriWo Dil Kashi Zulfein TeriWo Khil Khilata Hua Chehra TeraWo Madhosh Kar Dene Wala Ehsaas TeraMujhko Mujhi Se Chura Le GayaMujhe Tera Deewana Bana Le GayaWo Dilnasheen Baatein TeriWo Pyar Bhare Shabd TereWo Sweet Si Aawaz TeriMera Dil Chura Le GayiWo Hanskar Mujhse Baatein Karna TeraMere Seene Pe Apna Sir Rakh Kar So Jana TeraMujhse Gale Lag Kar Mujhi Mein Kho Jana TeraMeri Baahon Mei Khud Ko Chupa Lena TeraMujhe Tera Mohtaz Bana GayaAb Tu Hi Bata Ki Ismein Meri Kya Khata ThiMaine Tau Sirf Tujhse Dosty Ki ThiDosty Ko Pyar Mei Tau Tune Hi Badla ThaApni In Dil Kash Adao Se Hi Tau Tune Mera Dil Loota Tha

Khwab ke tarah se hai yaad ke tum aaye thejis tarah daman-e-mashriq mein sahar hoti haizarre zarre ko tajalli ke khabar hoti haiaur jab nur ka sailab guzar jata hairaat bhar ek andhere mein basar hoti haikuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye thejaise gulashan mein dabe paon bahar aati haipatti patti ke liye leke nikhar aati haiaur phir waqt wo aata hai ke har mauj-e-sabaapne daman mein liye gard-o-gubar aati haikuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye thejis tarah mahv-e-safar ho koi virane meinaur raste mein kaheen koi khiyaban aa jayechand lamhon mein khiyaban ke guzar jane parsamane phir vohi duniya-e-biyaban aa jayekuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye the

Khwab ke tarah se hai yaad ke tum aaye thejis tarah daman-e-mashriq mein sahar hoti haizarre zarre ko tajalli ke khabar hoti haiaur jab nur ka sailab guzar jata hairaat bhar ek andhere mein basar hoti haikuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye thejaise gulashan mein dabe paon bahar aati haipatti patti ke liye leke nikhar aati haiaur phir waqt wo aata hai ke har mauj-e-sabaapne daman mein liye gard-o-gubar aati haikuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye thejis tarah mahv-e-safar ho koi virane meinaur raste mein kaheen koi khiyaban aa jayechand lamhon mein khiyaban ke guzar jane parsamane phir vohi duniya-e-biyaban aa jayekuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye the

Dukh Dard Kay Maroon Say Mera Zikar Na KarnaGhar Jaon To Yaroon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Zabt Na Kar Paen Gay Ankho Kay SamanderTum Rah Guzaroon Say Mera Zikar Na KarnaPholon Kay Nashaiman May Raha Hoon May Sada SayDaikho Kabhi Kharon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Meray Hal May Bay Sakhta Na Ro DainIs Bar Bharoon Say Mera Zikar Na KarnaShayad Yai Andhaira Hi Mujhay Rah DikhayTum Chand Sitaroon Say Mera Zikar Na KarnaKaheen Woh Meri Kahani Ko Ghalt Rang Na Dai DainAfsana Nigaroon Say Mera Zikar Na KarnaGehrahi May Layjain Gay Tum Ko Bhi Baha KerDarya Kay Kinaroon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Shaks Melay To Usay Her Bat BatanaTum Sirf Isharoon Say Mera Zikar Na Karna

Har Khushi Hai Logon Ke Daman MeinPar Ek Hansi Ke Liye Waqt NahiDin Raat Daudti Duniya MeinZindagi Ke Liye Hi Waqt NahiMaa Ki Loree Ka Ehsaas To HaiPar Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt NahiSaare Rishton Ko To Hum Maar ChukeAb Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt NahiSaare Naam Mobile Mein HainPar Dosti Ke Lye Waqt NahiGairon Ki Kya Baat KarenJab Apno Ke Liye Hi Waqt NahiAankhon Me Hai Neend BadeePar Sone Ka Waqt NahiDil Hai Ghamon Se Bhara HuaPar Rone Ka Bhi Waqt NahiPaison Ki Daud Me Aise DaudeKi Thakne Ka Bhi Waqt NahiParaye Ehsason Ki Kya Kadr KareinJab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt NahiTu Hi Bata E ZindagiIss Zindagi Ka Kya HogaKi Har Pal Marne Walon KoJeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi

Gesu-e- tabadar ko aur bhi tabadar karhosh-o-khirad shikar kar qalb-o-nazar shikar kartu hai mahit-e-bekaran main zara si aabajuya mujhe ham-kinar kar ya mujhe be-kinar karmain hun sadaf to tere hath mere gohar ke aabarumain hun khazaf to tu mujhe gauhar-e-shahawar karnagma-e-naubahar agar mere nasib mein na hois dam e nim soz ko tairak-e-bahar karishq bhi ho hijab mein husn bhi ho hijab meinya tu khud aashakar ho ya mujh ko aashakar karbag-e-bahisht se mujhe hukm-e-safar diya tha kyonkar-e-jahan daraz hai ab mera intazar karroz-e-hisab jab pesh ho mera daftar-e-amalaap bhi sharmasar ho, mujh ko bhi sharmsar karPoet of the poem or ghazal or Nazam is Allama Iqbal

Guru Gobind SinghFearless Fighter, Guru Gobind SinghProlific Writer, Guru Gobind SinghSkillful Rider, Guru Gobind SinghSimpler Sider, Guru Gobind SinghDevot Democrat, Guru Gobind SinghAlert Aristocrat, Guru Gobind SinghModest Modern, Guru Gobind SinghScientific, Sovereign, Guru Gobind SinghSupreme, Sacred, Seer, Guru Gobind SinghSelfless, Sincere, Guru Gobind SinghSober, Serious, Guru Gobind SinghRobust, Rebellious, Guru Gobind SinghCool, Calm, Quiet, Guru Gobind SinghRight, Ever Bright, Guru Gobind SinghDauntless, Determined, Guru Gobind SinghDecisive, Disciplined, Guru Gobind SinghArshi, Adventuruous, Guru Gobind SinghMagnetic, Marvellous, Guru Gobind Singh Ji

Har Khushi Hai Logon Ke Daman MeinPar Ek Hansi Ke Liye Waqt NahiDin Raat Daudti Duniya MeinZindagi Ke Liye Hi Waqt NahiMaa Ki Loree Ka Ehsaas To HaiPar Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt NahiSaare Rishton Ko To Hum Maar ChukeAb Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt NahiSaare Naam Mobile Mein HainPar Dosti Ke Lye Waqt NahiGairon Ki Kya Baat KarenJab Apno Ke Liye Hi Waqt NahiAankhon Me Hai Neend BadeePar Sone Ka Waqt NahiDil Hai Ghamon Se Bhara HuaPar Rone Ka Bhi Waqt NahiPaison Ki Daud Me Aise DaudeKi Thakne Ka Bhi Waqt NahiParaye Ehsason Ki Kya Kadr KareinJab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt NahiTu Hi Bata E ZindagiIss Zindagi Ka Kya HogaKi Har Pal Marne Walon KoJeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi

Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab DeKYon Wo Chala Gaya Mujhko Chor KeHum To Uski Jhalak Ke Deewane TheUske Chand Se Chehre Ke Parwane TheUski Baaton MainDil Lagai Bethe HenUska Naam Bar Bar Kehte HenWo, Jo Bina Bolay Baat Samjah DeAur Hume Humise Chura LeUske Saath Hum Apne Sapne Saja LenAj Is Tanhai Mai Rota Hai Ye DilTujhko Bulata Hai Ke Ek Dafa MilTum Na Aai, Aai Gi Tumari Yaad HumeTumne Chor Diya, Choren Ge Nahi Ghum HumeTere Bin Zamane Ka Saamna Na Kar Paen GenTere Bin Hum Yun Hi Duniya Se Chale Jaen GenYe Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat AnaNa Hi Koi Phool Lekar Koi Ansoo BahanaKyon Ke Hum Tujhse Apna Rishta Tor Len GeMera KHUDA Tera Saath Kisi Aur Se Jor De Gen….

Kashmir LahoIk Khwab Ki Hay Tabeer LahoSifaak Adad,Shamsheer LahuWadi Ki Fiza Dil Geer LahuHar Ban Pe Hai Zanjeer LahuWadi Ki Fighaa Shab Geer LahuAur Subah Ki Hai Tanveer LahuKyon Dharti Ki Hai Tasveer LahuMuslim Ki Kyon Jageer LahuAaa Dekh, Hain Ranjhe Heer LahuHar Ghaat Pe Hai Nakhcheer LahuHar Simt Hai Daar O Geet LahuZaalim Ki Har Ek Tadbeer LahuPewast Ba Seena Teer LahuTuflaa Keliye Hai Sheer LahuHontoon Pe Dua,Taseer LahuHai Likhi Gayi Taqdeer LahuHar Bacha Jawan Aur Peer LahuKashmir Ki Hai Tauqeer LahuHar Saaz O Wafa Kashmir LahuHar Jheel Sifa Kashmir LahuWo Kehta Hai Kashmir LahuMai Kehta Hoon Kashmir LahuKashmir Lahu Kashmir LahuKashmir Lahu Kashmir Lahu

Haathon Mein HaathHaathon Mein Haath Liyay, Chalay Yonhi KarwanApni Zameen Hai, Apna Hai AasmanAaein Gay Ghum, Aayay Gi KhushiManzil Chahay, Mushkil SaheeAagay BarhooHaathon Mein Haath Liyay, Chalay Yonhi KarwanApni Zameen Hai, Apna Hai AasmanAangan Aanagan Khushiyan ManaeinApni Zameen Ko Milke SajaeinYehi Hai DuaHaathon Mein Haath Liyay, Chalay Yonhi KarwanApni Zameen Hai, Apna Hai AasmanWada Karo, Saath ChalainIrada Karo, Saath JeeainYunhi SadaHaathon Mein Haath Liyay, Chalay Yonhi KarwanApni Zameen Hai, Apna Hai AasmanVeeran Rahain, Raushan BanaeinBhatkay Huoon Ko, Rasta DikhaeinJeenay KaHaathon Mein Haath Liyay, Chalay Yonhi KarwanApni Zameen Hai, Apna Hai Aasman

Mein Nay Samjha Tha Itnay Barsoon MeinWaqt Nay Kuch Asar Kia Hoo GaYaadien Sab Tu Miti Nahin Hoon GiUn Ko Madham Tu Ker Dia Hoo GaAbb Tu Meri Kami Na Hoo Gi UssayKuch Tu Who Bhi Sambhal Gaya Hoo GaShidaat-E-Dard Ghat Gai Hoo GiZakhm Dil Ka Bhi Bhar Gaya Hoo GaBerukhi Meri Dekh Ker Uss NayBewafa Mujhko Keh Dia Hoo GaKitni Khush Fhem Thi Ya Soochti ThiUss Nay Mazi Bhula Dia Hoo GaHaan Mager Aaj Dekh Ker Uss KoDil Mein Pehli Se Kasak Jag UthiUss Ki Aankhoon Mein Jhank Ker DekhaMeri Tu Rooh Tak Bhi Kaanp UthiKitni Khamoshi Se Aankhoon Mein NamiiAbb Bhi Bewajha Uter Aati HeyJo Faramosh Ker Chuki Hoon MeinAaj Bhi Dard Bhari Aankhoon MeinUss Mohabbat Ki Saza Baqiii Heyyy!!!!!

Dunya Hai Aik Mela SaPhir Bhi Her Shakhs Yahan Akala SaKis Kay Kandhay Per Ser Rakh KerKis Ko Sunaie Hal Dil ApnaPhir Pyaar Mohabat Kia ManiJab Jena Ho Tanha TanhaKuch Loog Yooun Hi Hastay Rahtay HainDokh Roz Naya Setay Rahtay HainMagar Kartay Nahi Hain Koi ShikwaPhir Pyaar Mohabat Kia ManiJab Jena Ho Tanha TanhaRishtoon Kay Bech Ho Duri SeAur Aag Ka Bahta Howa Darya HoPhir Pyaar Mohabat Kia ManiJab Jena Ho Tanha TanhaSubha Se Lay Ker Sham DhalayKion Koi Kisi Kay Sath ChalayJab Apni Apni Ho ManzilAur Apna Apna Ho RastaPhir Pyaar Mohabat Kia ManiJab Jena Ho Tanha TanhaKuch Loog Milay Aur Chor GaySab Qasmay Waday Toor GayPhir Pyaar Mohabat Kia ManiJab Jena Ho Tanha Tanha.

Dil Hai Ainaa-E-Hairat Se Do-Chaar Aaj Kii RaatGam-E-Dauran Main Hai Aks-E-Gam-E-Yaar Aaj Kii RaatAatish-E-Gul Ko Daaman Se Havaa Detii HaiDiidanii Hai Ravish-E-Mauj-E-Bahaar Aaj Kii RaatAaj Kii Raat Kaa Mahamaa Hai Malbuus-E-HariirIs Chaman-Zaar Main Ugate Hain Sharar Aaj Kii RaatMain Ne Farahad Kii Aagosh Main Shiriain DekhiiMain Ne Paravez Ko Dekhaa Sar-E-Daar Aaj Kii RaatJo Chaman Sarf-E-Khizaan Haain Vo Bulaate Hain MujheMujhe Fursat Nahe Ai Jaan-E-Bahaar Aaj Kii RaatDar-E-Yazadain Pe Bhii Jhukatii Nahiain Is Vaqt JabiainMujh Se Ankhain Na Lara Aaj Kii RaatMashaal-E-Sher Kaa Laayaa Hun Charhavaa “Abid”Jagamagaatain Haain Shahiidon Ke Mazaar Aaj Kii Raat