Yeh Dard Ke Tukre Hain, Ashaar Nahi SaagharHum Kaanch Ke Dhaage Mai Zakhmon Ko Pirotey Hain..`Aao Kisi Shab Mujhe Toot Ke Bikharta DekhoMeri Ragon Mai Zehr Judaai Ka Utarta DekhoKis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda SeAao Kabhi Mujhe Sajdon Mai Sisakta Dekho..`Bekhabar Tujhe Kiya Khabar,Teri Aankhon Mai Kesa Jamal HaiTujhe Dekh Le Jo Bas Ik Nazar,Us Ki Aankhon Mai Phir Yeh Sawal Hai..`Mujh Se Bichar Kar, Mujh Ko Rula Kar Udaas ThaMeri Tarah Wo Khud Ko Jala Kar Udaas ThaAese Ajeeb Dard Ke Pehre The Chaar SooAb Ke Wo Mere Shehr Mai Aa Kar Udaas Tha.`Dil Ke Liye Dard Bhi Roz Naya ChahiyeZindagi To Hi Bata Kaise Jiya ChahiyeMaano Meri Kazmi, Tum Ho Bhaley AadmiPhir Wohi Aawargi, Kuch To Haya Chahiye.

Har Khushi Hai Logon Ke Daman Mein,Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.Din Raat Daudti Duniya Mein,Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.Saare Naam Mobile Mein Hain,Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi.Gairon Ki Kya Baat Karen,Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.Aankhon Me Hai Neend Badee,Par Sone Ka Waqt Nahi.Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.Paison Ki Daud Me Aise Daude,Ki Thakne Ka Bhi Waqt Nahi.Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.Tu Hi Bata E Zindagi,Iss Zindagi Ka Kya Hoga,Ki Har Pal Marne Walon Ko,Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi……

Kahan Tha Itna Azab Ashna Mera ChehraJale Chiragh Tu Bujhne Laga Mera ChehraWoh Tere Hijar K Din Woh Safar Sadiyon KTu Un Dino Men Kabhi Dekhta Mera ChehraJudaiyon K Safar Men Rahe Hen Sath SadaTeri Talash Zamane Hawa Mera ChehraMere Siwa Koi Itna Udas B To Na ThaKhizan K Chand Ko Acha Laga Mera ChehraKitab Khol Raha Tha Woh Apne Mazi KiWarq Warq Pe Bikharta Gaya Mera ChehraSehar K Nor Se Dhulti Howi Teri AnkhenSafar Ki Gard Men Lipta Howa Mera ChehraHawa Ka Akhri Bosa Tha Ya Qayamat ThiBadan Ki Shakh Se Phir Gir Para Mera ChehraJise Bujha K Hawa Sogwar Phirti HaiWoh Shama-e-Sham-e-Safar Thi K Mera ChehraYeh Log Kiyon Mujhe Pehchante Nahi “Mohsin”Men Sochta Hon Kahan Reh Gaya Mera Chehra

Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Ban KerHum Se Her Shaam Mili Hai Tera Chehra Ban KerChand Nikla Hai Teri Ankh K Ansoo Ki TarahPhool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Ban KerMeri Jaagi Hui Raaton Ko Usi Ki Hai TalashSo Raha Hai Meri Ankhon Main Jo Sapna Ban KerDil Kay Kaghaz Par Utarta Hai To Sheron Ki TarahMeray Honton Pey Machalta Hai To Naghma Ban KerRaat Bhi Aaye To Bujhti Nahi Chehre Ki ChamakRooh Mein Phail Gaya Hai Wo Ujala Ban KerMera Kiya Haal Hai Yeh Aa Kay Kabhi Dekh To LeJee Raha Hoon Tera Bhoola Hua Vadah Ban KerDhoop Mein Kho Gaya Wo Hath Chura KarGhar Se Jo Saath Chala Tha Mera Saya Ban KerKabhi Aanso Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Ban KerHum Say Her Shaam Mili Hai Tera Chehra Ban Ke

Iss Aangan SeyUss Anjaney Aangan TakEk Raasta Jata HaiIss Aangan Ko Kaisey Choodu?Uss Aangan Ko Chooodhdun Kaisey!!Iss Aangan KayEk Kooney MeyNahi See Ek Kyaree MeyMere Kuch Sapney Khilley HainKya Een Ko Phir SeyUss Anjaney Aangan Mey Boona Hoga?Ya Chood Dunn Enhey Yunhe Aakela!Een Phoolon Ko Uss Angan Tak Lejaoon Kaisey?Ess Angan MeyEk Ghana Peedh Hai JoMamta Aur Prem Ke Thandi Chaaoon Deta HaiJab Thaak Jatey Hain Paaoon Taap Jatey HainTou Sehlataa Hai,Ess Chaaon Ko Uss Aangan Tak Lejaoon Kaisey?Ess Aangan Mey Aur Bahut Kuch HaiMere AapnaPer Ess Sabko Sameet Ker Lejaaon Kaisey??Dil Mere Aab Mujhey Ek Raasta Dikhlata HaiKe Uss Unjaney Aangan KoMain Aapnaoon,Sajaaoon AasiseyMere Babul Ka Angan Ho Jaisey!

Kya Tareef Karoo Unke Husan KiKhuda Ne Unhe Apne Hattho Se Banaya HaiUnke Khoobsurat Cehre KoHeere Motiyon Se Sajaya HaiUnki Haseen Ankho MainSamandar Ka Neela Paani Milaya HaiUnhe Dekh Kar Aisa Lagta HaiJaise Khuda Ne Bus Mere Liye Banaya HaiRasham Si Unki ZulfoonHontho Ko Gulab Ke Phoolo Se Sajaya HaiChandi Jaisa Unka BadanMashallah Khuda Ne Badha Soch Samajh Ke Banaya HaiJab Woh Hasti Hai To Phool Khilkhila Uthte HaiJab Woh Chalti Hai To Bhawre Gunguna Uthte HaiAb Kya Tareef Karu Rahne Bhi Do YarooHum To Unki Har Ik Adda Par Khayal HaiPehli He Nazar Main Unse Pyar Ho GayaJabse Dekha Hai Unhe Unka Deewana Ho GayaNeend Gayi Ankho Se Chan Bhi Gawaya HaiMeri Hathoo Ki Lakeero Mein Unka Naam Hi Samaya Hai

Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar,Humse Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar,Chand Nikla Hai Teri Aankh K Aansoo Ki Tarah,Phool Mehke Hai Teri Zulf Ka Saya Bankar,Meri Jaagi Hui Raato Ko Usiki Hai Talaash,So Raha Hai Meri Aankhon Mein Jo Sapna Bankar,Dil K Kagaz Par Utarta Hai Tu Shero Ki Tarha,Mere Hontho Pe Machalta Hai Tu Naghma Bankar,Raat Bhi Aayi To Bujhti Nahi Chehre Ki Chamak,Rooh Mein Phel Gayi Hai Woh Ujala Bankar,Mera Kya Haal Hai Yeh Aake Kabhi Dekh Tu Le,Jee Raha Hoon Tera Bhoola Hua Wada Bankar,Dhoop Mein Kho Gaya Woh Haath Chura Kar Kahi,Ghar Se Jo Saath Chala Tha Mer Saya Bankar,Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar,Humse Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar..!!!

Zindagi Main Kuch Paya Or Kuch KoyaLakin Tuje Kona Nhi Chahtha MaaZindagi Na Kabhi Hasaya Or Kabhi RulayaLakin Tuje Rulana Nhi Chahtha MaaYaad Athi Hai Uhoht Tere Bachpan Ki Wo LoryIsi Liye Tere Ghod K Ilawa Kahin Or Sona Nhi Chahtha MaaKithna Danta Tha Tune Bachpan MainAb Q Nhi Dandthi Tu Muja MaaKesa Zinda Reh Paonga Main Tere BaghairKabhi Fursat Mile Muja Tu Ye Tho Batha MaaKiya Hoon Main Tere Dil Main Ab Thak?Kabhi Tho Dhek Mere Dil Ko Cheer K Apne Aap Ko MaaZindagi Tu Na Tho Meri Roshan Kar DiLakin Khud Kiss Andhera Main Ko Gayi Tu MaaKabhi Tho Kila Muja Apne Hath Ki RotiAaj Kal Bhuk Bohoth Lagthi Hai Muja MaaKahaan Ho Tum, A Kar Lagalo Gale Iss Bebas KoNa Jane Kis Kash Main Nikal Jaye Meri Saans Maa

Momin Ki Talwaar Naara Haydar KaMaar Malanga Maar Nara Haydar KaAag Lagaake Baatil Ko Tarpaata HaiHaal Dilon Ka Chehron Par Le Aata HaiAysa Hai Sarkaar Naara Haydar KaIsne Hamaare Dil Ke Andhere Chhaat DiyeGhaddaaron Ke Seenon Mein Dil Kaat DiyeDo Dhaari Talwaar Naara Haydar KaEk Yehi Qissa Hai Qissa Khaanon MeinDin Ki Kashti Jab Bhi Ghiri Toofanon MeinKar Gaya Beraa Paar Naara Haydar KaDozakh Mein Pahuncha Deta Hai Baatil KoTukre Tukre Kar Deta Hai Ye Dil KoJab Karta Hai Waar Naara Haydar KaNaade Ali Behtar Hai Sab Payghaamon SeNaam-E-Ali Hai Aala Saare Naamon SeNaaron Ka Sardaar Naara Haydar KaJab Bhi Parhaa Hai Waqt Koi Mushkil GauharKehte Hain Sab Wali Nabi-o-PayghambarKaam Aaya Har Baar Nara Haydar Ka

Kisi Din Ghazal by Amjad IslamKhud Apney Liye Beth K Sochein Ge Kisi DinYun Hai K Tujhey Bhool K Dekhein Ge Kisi DinBhatkey Hoye Phirtey Hain Kai Lafz Jo Dil MainDuniya Ne Diya Waqt Tu Likhein Ge Kisi DinHil Jayein Ge Ek Bar Tu Arshoon K DarobaamYe Khak Nashen Log Jo Bolein Ge Kisi DinAapas Ki Kisi Baat Ka Milta Hi Nahi WaqtHar Bar Ye Kehtey Hain K ” Bethein Ge Kisi DinAye Janteri Yaadk Benaam ParindeyShakhoon Pe Merey Dard K Utrein Ge Kisi Din??Jati Hai Kisi Jheel Ki Gehraai Kahan TakAankhoon Main Teri Doob K Dekhein Ge Kisi DinKhushboo Se Bhari Sham Main Jugno K Qhalam SeIk Nazaam Tere Naam Likhein Ge Kisi DinKhushboo Ki Tarha , Misle Saba ,Khuwab Numa SeGaliyoon Se Tere Sehar K Guzrein Ge Kisi Din .

Tum Meri Kashti Ke Musafir NahiTumhe Jaana Kahi Aur HaiMain Tanha Hu Es Safar MeMujhe Manzil Ki Talaash HaiMera Jism Zakhmo Se Hai ChalniMeri Ruh Ka Bhi Pata NahiIn Viraniyo Ke Aalam MeMujhe Manzil Ki Talaash HaiMaine Joda Tha Ek KarvaanEk Ek Kar Sab Bichad GayeBas Mujhi Ko Manzil Na MiliMujhe Manzil Ki Talaash HaiMaine Pyar Unse Kiya BohotPar Hath Me Aaya Kuch NahiBewafao Ki Is Basti MeinMujhe Manzil Ki Talaash HaiAankho Mein Ab Neend NahiAansu Bhi Hai Sukh ChukeKoi Raasta Dikha Do Mujh KoMujhe Manzil Ki Talaash HaiWo Gaya Yuh To Dur HaiPar Aayega Ek Din ZarurKamsin Ab Ke Use Keh DenaMujhe Manzil Ki Talaash HaiYuh Raah Me Na Choda KareRaasta Bohot Kathin HaiWaqt Aur Na Barbaad KareMujhe Manzil Ki Talaash Hai

May the occasion of Vasant Panchami,Bring the wealth of knowledge to U,May U be blessed by Goddess Saraswati& All Ur Wishes Come True.`Sahas Sheel Hriday Men Bhar De,Jeevan Tyag Tapomar Kar De,Sanyam Satya Sneh Ka Var De,Maa Sarswati Aapke Jivan MeinUllas Bhar De…`Aayi jhoom ke basant, Jhoomo sang sang meAaj rang lo dilo ko ik rang meHappy Basant Panchami.`Saraswathi Namasthubhyam,Varadey Kaamarupinee!Vidhyarambham Karishyami,Sidhir bhavathu mey sada !Happy Saraswati Jayanti`May Goddess Saraswati,Who is fair like the jasmine-colored moon,Who is surrounded & respected by the Gods,Protect You. May she fully remove UrLethargy, Sluggishness, & Ignorance.& Brighten Ur life wid Knowledge.

Khushi bhi doston se haiGam bhi doston se haiTakraar bhi doston se haiPyar bhi doston se haiRoothna bhi doston se haiManana bhi doston se haiBaat bhi doston se haiMisaal bhi doston se haiNasha bhi doston se haiShaam bhi doston se haiZindagi ki shuruvaat bhi doston se haiZindagi main mulakaat bhi doston se haiMohabbat bhi doston se haiInaayat bhi doston se haiKaam bhi doston se haiNaam bhi doston se haiKhyal bhi doston se haiArmaan bhi doston se haiKhvab bhi doston se haiMaahol bhi doston se haiYaadein bhi doston se haiMulakaatein bhi doston se haiSapne bhi doston se hainApne bhi doston se haiYa yoon kahoon yaroApni to duniya hi doston se haiNaya saal bhi doston se hi haiWiShInG U a VeRy HaPpY NeW YeAr :-) 2010

Zindagi Main Kuch Paya Or Kuch KoyaLakin Tuje Kona Nhi Chahtha MaaZindagi Na Kabhi Hasaya Or Kabhi RulayaLakin Tuje Rulana Nhi Chahtha MaaYaad Athi Hai Uhoht Tere Bachpan Ki Wo LoryIsi Liye Tere Ghod K Ilawa Kahin Or Sona Nhi Chahtha MaaKithna Danta Tha Tune Bachpan MainAb Q Nhi Dandthi Tu Muja MaaKesa Zinda Reh Paonga Main Tere BaghairKabhi Fursat Mile Muja Tu Ye Tho Batha MaaKiya Hoon Main Tere Dil Main Ab Thak?Kabhi Tho Dhek Mere Dil Ko Cheer K Apne Aap Ko MaaZindagi Tu Na Tho Meri Roshan Kar DiLakin Khud Kiss Andhera Main Ko Gayi Tu MaaKabhi Tho Kila Muja Apne Hath Ki RotiAaj Kal Bhuk Bohoth Lagthi Hai Muja MaaKahaan Ho Tum, A Kar Lagalo Gale Iss Bebas PRINCE KoNa Jane Kis Kash Main Nikal Jaye Meri Saans Maa

Khubsoorat Hain Woh LubJo Pyari Batein Kartey HainKhubsoorat Hai Woh MuskurahatJo Doosron Ke Chehron Per Bhi Muskan Saja DeKhubsoorat Hai Woh DilJo Kisi Ke Dard Ko SamjheyJo Kisi Ke Dard Mein TadpeyKhubsoorat Hain Woh JazbatJo Kisi Ka Ehsaas KareinKhubsoorat Hai Woh EhsaasJo Kisi Ke Dard Ke Me Dawa BaneyKhubsoorat Hain Woh BateinJo Kisi Ka Dil Na DukhaeinKhubsoorat Hain Woh AnkheinJin Mein Pakezgi HoSharm O Haya HoKhubsoorat Hain Woh AnsooJo Kisi Ke Dard Ko Mehsoos Kerke Beh JaeKhubsoorat Hain Woh HathJo Kisi Ko Mushkil Waqat Mein Tham LeinKhubsoorat Hain Woh KadamJo Kisi Ki Madad Ke LiyeAagey Badhein !!!!!Khubsoorat Hai Woh Soch Jo Kisi Ke Liye Acha SocheyKhubsoorat Hai Woh InsanJis Ko KHUDA Ne YeKhubsoorati Ada Ki