Dukh Anmol Hotay HainDukh Anmol Hotay Hain..!!Qudrat Ki Wadiyat Hotay Hain…Kabhie Kuch Day Ke Jatay HainKabhie Sab Kuch Cheen Layte HainKabhie Baychain Kartay HainKabhie Jeena Sikhatay HainKabhie Bantay Hain Jab AnsoooUmer Bhar Lahoo Rulatay HainKabhie Lab Ki Haseee Ban KarNaee Duniya Sajatay HainKabhie Meethi Kasak BankarAnjani Khalish BankarMakeenEDil Yeh Bantay HainKisi Soorat Nahi Mit’tayJo In Se Door Bhago TuKahin Jane Nahi DayteNa Zinda Rehnay Dayte HainNa Yeh Azaad Kartay HainNahin Jiski Dawwa KoiMagar Yeh Bhi Haqeeqat HaiHer Aik Ko Tu Nahi MiltayBaray Nayaab Hotay Hain

Aag Ho To Jalney Main Der Kitne Lagtee HaiBarf Key Pighalney Main Der Kitne Lagtee HaiChahey Koi Ruk Jaye,Chahey Koi Rah JayeQafloun Ko Chalney Main Der Kitne Lagtee HaiChahey Koi Jase Bhee Hamsafar Ho Sadyoun SeyRasta Badalney Main Der Kitne Lagtee HaiYe To Waqt Key Bass Main Hai Ke Kitne Mohlat DeyWarna Whakt Dhalney Main Der Kitne Lagtee HaiSoch Ke Zamenoun Per Rastey Juda Hon ToDur Ja Nikalney Main Der Kitnee Lagtee HaiUmer Bhar Ka Bandhan Bhee Pal Bhar Main Tut Jata HaiSoch Ko Badalney Main Der Kitne Lagtee HaiJab Hawa Mukhalif Ho,Mooj Main Samander HoKashteyan Ulatney Main Der Kitnee Lagtee Hai

TakhreebEMuhabat Asaan Hai TameerEMuhabat Mushkil HaiTum Aag Lagana Seekh Gaye Tum Aag Bujhana Kia JanoTum Door Kharry Dekha Hi Kiye Ar Dobney Waly Doob GayeSahil Hi Ko Tum Manzil Samjhy Tum DardEDarya Kia JanoKab Dard Barha Kab Hook Uthi Kab Ashak Baha Q Aaah KhichiTum Gum Ho Baharon Mein Apni Tum Gham Ka Fasana Kia JanoTum DardEMuhabat Kia Samjho Tum Dil Ka Tarpna Kia JanoAur Tum Roth Gaye Jab Jab Ham Sy Ham Tum Ko Mnaa Hi Lety ThyAik Baar Jo Agar Ham Roth Gaye Tum Ham Ko Manana Kia JanoTakhreebEMuhabat Asaan Hai TameerEMuhabat Mushkil HaiTum Aag Lagana Seekh Gaye Tum Aag Bujhana Kia Jano..!!!! 

Kia Jaaniye Woh Dil Se Uter Kiyon Nahni JataaGar Shaam Ka Bhoola Hai To Ghar Kiyon Nahin JataaHum Ko Nahin Maloom Key Ujrey Huye Dil SeAwaaraMizaji Ka Asar Kiyon Nahin JataaKia Baat Hai Sadkon Pe Uterti Nahin RonakKia Submeed Hai Is Sheher Se Darr Kiyon Nahin JataaSadion Se Tujhy Takty Huye Soch Raha HoonJee Tery KhadOKhaal Se Bhar Kiyon Nahin JataaAankhon Se Udaasion Kee Ghataa Kioyn Nahin ChatTiSeeny Se Mohabbat Ka Bhanwar Kiyon Nahin JataaThehraa Hai Jo Ik QaaflaEGham Mery Dil MeinIss Choti See Bastee Se Guzar Kiyon Nahin JataaSaanson Se Mery LarzishEGham Kiyon Nahin JateePairon Se Mery ZakmESafar Kiyon Nahin Jataa

Normal 0 MicrosoftInternetExplorer4 /* Style Definitions */ table.MsoNormalTable {msostylename:"Table Normal"; msotstylerowbandsize:0; msotstylecolbandsize:0; msostylenoshow:yes; msostyleparent:""; msopaddingalt:0in 5.4pt 0in 5.4pt; msoparamargin:0in; msoparamarginbottom:.0001pt; msopagination:widoworphan; fontsize:10.0pt; fontfamily:"Times New Roman";} Dil Ki Gehrai Mein Hai Bahut KuchPer Keh Nahi Sakti Sab KuchDab Kar Hain Ghum Ki BateinSisakti Hue Kati Kahi RatienKuch Cheez Ki Talash ThiTalash Hai…..Doondti Hoon Doondti HoonWoh Khoye Hoye Dinown KoDoondti Hi Reh GayiSaari Zindagi……

Jab Dil Ki Dharkan Rooti HaiJab Dour Kahin Sannaatay MainEk Chap Si Koi Hoti HaiJab Man Main Ansoo Girtay HaiDukh Hastay Hai Dukh Hastay HaiJab Dour Koi Koyal BolayJab Baphri Moujain Mil JainJab Pair Say Patta Gir JayayJab Man Hi Man Main Aksar HumSubah Sham Sulagtay HaiDukh Hastay Hai Dukh Hastay HaiJab Raat K Saayay Dhaltay HaiJab Panchi Pankh Andhairay HiGher Lout Kay Ayay Kertay HaiPhir Hum Jaisay Deewanay LogPrem Ki Aag Main Jaltay HaiDukh Hastay Hai Dukh Hastay HaiJab Takiya Aksar Ratoun KoRazoo Ka Bouj Uthata HaiJab Bichray Waqt Ka Raz SamaAnkhon Ka Bouj Ghatata HaiJab Lab Apas Main Miltay HaiDukh Hastay Hai Dukh Hastay Hai

Dukh Dard Ke Maaro Se Mera Zikar Na Karna,Ghar Jao To Yaaron Se Mera Zikar Na Karna,Woh Zabt Na Kar Payenge Aankhon Ke Samundar,Tum Raah Guzaron Se Mera Zikar Na Karna,Phoolon Ke Nasheman Mein Raha Hoon Mein Sada Se,Dekho Kabhi Khaaron Se Mera Zikar Na Karna,Shayad Ye Andhere Hi Mujhe Raah Dikhaye,Ab Chaand Sitaron Se Mera Zikar Na Karna,Woh Meri Kahani Ko Galat Rang Na De De,Afsaana Nigaaron Se Mera Zikar Na Karna,Shayad Woh Mere Haal Pe Besakhta Rode,Is Baar Baharon Se Mera Zikar Na Karna,Le Jayenge Gehrayi Mein Tumko Bhi Baha Kar,Dariya Ke Kinaron Se Mera Zikar Na Karna,Woh Shakhs Mile To Use Har Baat Batana,Tum Sirf Isharon Se Mera Zikar Na Karna..!!!

go zara si baat par barason ke yarane gayelekin itna to hua kuch log pahachane gayegarmiemahafil faqat ik naraemastana haiaur wo khush hain ki is lahafil se divane gayemain ise shoharat kahun ya apni ruswai kahunmujhase pahale us gali mein mere afasane gayeyun to wo meri ragejan se bhi the nazadik taraansuon ke dhundh mein lekin na pahachane gayevahashaten kuch is tarah apana muqadar ho gainhum jahan pahunche hamare sath virane gayeab bhi un yadon ke khushbu zehan mein mahafus haibarha hum jin se gulazaron ko mahakane gayekya qayamat hai ki ‘khatir’ kushtaeshab bhi the humsubh jab hui to mujarim hum hi gardane gayePoet of the poem/ghazal or Nazam: Khatir Ghaznavi

go zara si baat par barason ke yarane gayelekin itna to hua kuch log pahachane gayegarmiemahafil faqat ik naraemastana haiaur wo khush hain ki is lahafil se divane gayemain ise shoharat kahun ya apni ruswai kahunmujhase pahale us gali mein mere afasane gayeyun to wo meri ragejan se bhi the nazadik taraansuon ke dhundh mein lekin na pahachane gayevahashaten kuch is tarah apana muqadar ho gainhum jahan pahunche hamare sath virane gayeab bhi un yadon ke khushbu zehan mein mahafus haibarha hum jin se gulazaron ko mahakane gayekya qayamat hai ki ‘khatir’ kushtaeshab bhi the humsubh jab hui to mujarim hum hi gardane gayePoet of the poem/ghazal or Nazam: Khatir Ghaznavi

kheton mein kam karati hui ladakiyanjeth ke champai dhup nejin ka sona badansurmai kar diyajin ko raton mein os aur pale ka bistar miledin ko suraj saron par jaleye hare laun meinsangemarmar ke benchon pe baithi huiun hansi muraton se kaheen khubasuratkaheen mukhtalifjin ke jude mein juhi ke kaliyan sajinjo gulab aur bele ke khushbu liyeaur rangon ke hiddat se pagal phirenkhet mein dhup chunati hui ladakiyan bhinai umr ke sabz dahaliz par hain magaraaaina tak nahi dekhatiny gulab aur dezi ke hiddat se naashnakhushbuon ke jan lams se bekhabarphul chunati hain lekin pahanati nahiin ke malabus meintez sarson ke phoolon ke basun ke aankhon mein roshan kapasPoet of the poem/ghazal or Nazam:Ishrat Afreen

Jahan Se Bhaaag Kar Khud Se Yaari Kar BaitheGoya Poori Barbadi Ki Tyaari Kar BaitheMayusi Ki Raahon Par Dhhakela Tha JisneKhushiyun Me Apni Usse Hissedari Kar BaitheHasne Ka Sahara Ye Umr Hi Bachi Hai HamariKamsin Si Umr Me Khuloos Se Pardadari Kar BaitheMahfil Me Unki Bulaya Tak Na Gaye TheUspe Unke Sitamo Par Shayri Kar BaitheGhamzadon Se Kinara Karke Kaun Khush Nahi HotaUnhe Tanha Dekh Kar Ghamo Se Haami Kar BaitheVo Baazi Jis Par Sab Logon Ki Aas ThiJeeti Usi Baazi Ko Jaankar Haari Kar BaithePahunch Gaye Hum Jahan Muqarrar Unki Sunwai ThiUnke Gunaho Me Bhaagedari Unke Saath Ki Khatir Kar BaitheIs Kadar Karzehsaas Me The Vo “Kaash“Himaqaton Ko Hamari Pasand Vo Saari Kar Baithe…

chahiye achchon ko jitana chahiyechahiye achchon ko jitana chahiyeye agar chahen to phir kya chahiyesohabaterinda se vajib hai hazarjaemai apne ko khencha chahiyechahane ko tere kya samajha tha dilbare ab is se bhi samajha chahiyechak mat kar jeb be ayyamegulkuch udhar ka bhi ishara chahiyedosti ka parda hai beganagimunh chupana hum se choda chahiyedushmani mein meri khoya gair kokis qadar dushman hai dekha chahiyeapani rusvai mein kya chalati hai saiyar hi hangama aara chahiyemunhasir marane pe ho jis ke umidnaumidi us ke dekha chahiyegafil in mah talaaton ke vastechahane vala bhi achcha chahiyechahate hain khubaruon ko asadaap ke surat to dekha chahiyePoet of the poem/ghazal or nazam : Mirza Ghali

Bana Gulab Tu Kaantay Chubha Gaya Aik ShakhsHowa Charagh Tu Gher Hi Jala Gaya Aik ShakhsTamaam Rang Meray Aur Saaray Khwab MerayFasana Thay Ya Fasana Bana Gaya Aik ShakhsMain Kis Hawa Main Uron Kis Faza Main Lehra’onDukhon K Jaal Her So Bicha Gaya Aik ShakhsPalat Sekon Na Hi Aagay Berh Sekon Jis PerMujhay Yeh Konsay Raastay Per Laga Gaya Aik ShakhsMuhabbatain Bhi Ajab Uski Nafratain Bhi KamaalMeri Hi Tarah Ka Mujh Main Sama Gaya Aik ShakhsMuhabbatoon Ne Kisi Ki Bhula Rakha Tha UsayMilay Woh Zakhm K Phir Yaad Aa Gaya Aik ShakhsWoh Maahtaab Tha Marham Badast Aaya ThaMager Kuch Aur Siwa Dil Dukha Gaya Aik ShakhsKhula Yeh Raaz K Aayeena Khana Hai DunyaAur Is Main Mujh Ko Tamashaa Bana Gaya Aik Shakhs

Dard Minnat KasheDawaa Na HuaaMain Na Acha Huaa, Buraa Na HuaaJamaa Karate Ho Kyon Raqibo KoEk Tamasha Hua Gila Na HuaHam Kaha Qismat Aazamaane JaayeTu Hi Jab Khanjar Aazamaa Na HuaKitne Shirin Hain Tere Lab Ke RaqibGaaliya Khaake Bemazaa Na HuaHai Khabar Garm Unake Aane KiiAaj Hi Ghar Me Boriyaa Na HuaKyaa Wo Namruud Ki Khudaai ThiBandagii Me Meraa Bhalaa Na HuaJaan Di, Di Hui Usi Ki ThiHaq To Yu Hai Ke Haq Adaa Na HuaZakhm Gar Dab Gayaa Lahuu Na ThamaaKaam Gar Ruk Gaya Rawa Na HuaRahazani Hai Ki DilSitaanee HaiLeke Dil, DilSitaa Rawa Na HuaaKuch To Parhiye Ki Log Kahate HaiAaj ‘Ghalib’ GazalSaraa Na HuaaMirza Ghalib”Zakhm Gar Dab Gayaa Lahuu Na ThamaaKaam Gar Ruk Gaya Rawa Na Hua”

Dard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAHDard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAHPhir Chahey Deewana Karday Yah ALLAHDard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAHMainay Tujse Chand Seetaray Kab MaangayMainay Tujse Chand Seetaray Kab MaangayRoshan Dil Baydaagh Nazar Day Yah ALLAHPhir Chahey Deewana Karday Yah ALLAHDard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAHSooraj Si Ik Cheez To Hum Sab Dekh ChukaySooraj Si Ik Cheez To Hum Sab Dekh ChukaySach Much Ki Ab Koi Sehar Day Yah ALLAHPhir Chahey Deewana Karday Yah ALLAHDard Se Mara Daaman Bharday Yah ALLAHYah Dharti Kay Zakhmo Per Marham RakhdayYah Dharti Kay Zakhmo Par Marham RakhdayYah Mera Dil Pathar Karday Yah ALLAHPhir Chahey Deewana Karday Yah ALLAHDard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAH