Lakh Dukh Uthao,Tum Koshish Karte Rehna,“Azeem” Isi Tarhan Toot Ke Use Chahte Rehna,Wo Yaad Na Kare Tum Ko Yeh Us Ka Amall Hai,Tum Khud Se Ziyada Use Yaad Karte Rehna,Yeh Jan Lo Ke Rona Us Ko Aata Nahi Tum Par,Khair Tum Aise Hi Ehed Nibhate Rehna,Aansoo Ki Tumhare Koi Qimaat Nahi Hai,Us Ki Yaad Mein Yu Hi Tum Ashk Bahate Rehna,Kabhi Tadpegee Wo, Kabhi To Beqarar Hogee,Dastaan Tum Us Ko Apni Yu Hi Sunate Rehna,Din Bohat Kam Hain Tumhari Zindagi Ke “Azeem”,Aggar Nafrat Bhi Kare Tum Us Se Mohabbat Karte Rehna,Zindagi Ke Kisi Mod Par Pashteegee Wo Bhi,Tum Be Khuli Aankhoon Se Use Dekhte Rehna,Khub Dil Lagea Hai “Molla” Is BeParwa Ke Saath,Mar Jaonga Nahi Hota Mujh Se Jitey Rehna,Jine Ki Baat Hai Is Mein Kia Kahoo “Azeem”,Qismaat Mein Hai Tumhari Us Ke Liye Tadappte Rehna.

Dukh ke lahar ne cheda hogayaad ne kankad phenka hogaaj to mera dil kehta haitu is waqt aakela hogamere chume hue hathon seauron ko khat likhata hogabhig chalin ab raat ke palakentu ab thak kar soya hogarel ke gahari sinti sun karraat ka jangal gunja hogashahar ke khali steshan parkoi musafir utara hogaaangan mein phir chidiyan bolentu ab so kar utha hogayadon ke jalti shabanam sephul sa mukhada dhoya hogamoti jaisi shaql banakaraaine ko takata hogasham hui ab tu bhi shayadaapane ghar ko lauta hoganili dhundhali khamoshi meintaron ke dhun sunata hogamera sathi sham ka taratujh se aankh milta hogasham ke chalte hath ne tujh komera salam to bheja hogapyasi kurlati kunjun nemera dukh to sunaya hogamain to aj bahut roya huntu bhi shayad roya hoga‘nasir’ tera mit puranatujh ko yaad to aata hogaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nasir Kazmi

Ajeeb Ladka Hoon Khud Ko Jalaana Chahta Hoon,Main Khud Ko Rakh Kar Kahi Bhool Jana Chahta Hoon,Mere Naseeb Ki Khushiya Bhi Kab Mili Mujhko,Bas Ab To Umar Bhar Aansoo Bahana Chahta Hoon,Najaane Kitni Mohabbat Hai RanjOGhum Se Mujhe,Koi Bhi Dard Ho Dil Mein Chhupana Chahta Hoon,Baha Baha Ke Ye Aasnoo Bikhar Chuka Hoon Bahut,Simat Ke Zaat Mein Ab Muskurana Chahta Hoon,Jise Ek Umar Dil Mein Chhupa Ke Rakha Hai,Wo Raaz Aaj Main Sabko Batana Chahtaa Hoon,Wahi Hai Yaad Jo Achcha Kaha Hai Logo Ne,Baki Saare Sitam Bhool Jana Chahta Hoon,Mujhe Zamane Ne Pathar Samjh Liya Hai Magar,Main Ek Ladka Hoon Sabko Batana Chahta Hoon,Jo Mujhse Rooth Chuki Hai Zamane Ki Khushiyaa,To Main Bhi Un Khushiyo Se Rooth Jaana Chahta Hoon,Koi To Ho Jo Lagaye Mujhe Seene Se,Kisi Ko Main Bhi Apne Gum Sunana Chahta Hoon,Tu Apne Dil Ke Har Ek Dar Ko Khol De,Main Dard Bankar Tere Dil Mein Aana Chahta Hoon..!!!

Ghar Se Maszid Hain Bahut Door, Chalo Yu Ker Lein, Ghar Se Maszid Hain Bahut Door, Chalo Yu Ker Lein, Kisi Rote Huye Bachhe Ko, Hansaya Jaaye ! Ghar Se Maszid Hain Bahut Door, Chalo Yu Kar Lein, Kisi Rote Huye Bachhe Ko, Hansaya Jaaye ! Hamsafar Koi To Ho. Waqt Ke Veeraane Mein , Hamsafar Koi To Ho. Waqt Ke Veeraane Mein , Sooni Aankho Mein Sooni Aankho Mein, Koi Khwaab Sajaya Jaaye ! Ghar Se Maszid Hai Bahut Door, Chalo Yu Kar Lein, Kisi Rote Huye Bachhe Ko, Hansaya Jaaye Roshni Kii Bhii. Hifaazat Hai , Ibaadat Kii Tareh Roshni Kii Bhii. Hifaazat Hai , Ibaadat Kii Tareh Bujhte Suraj Se Bujhte Suraj Se , Charaago.N Ko Jalaya Jaaye ! Ghar Se Maszid Hain Bahut Door, Chalo Yu Kar Lein, Kisi Rote Huye Bachhe Ko, Hansaya Jaaye ! Gam Akela Ho To , Saanso.N Ko Sataata Hain Bahut , Gam Akela Ho To , Saanso.N Ko Sataata Hain Bahut , Dard Ko Dard Ka Dard Ko Dard Kaa, Hamdard Banaya Jaaye ! Ghar Se Maszid Hai Bahut Door, Chalo Yu Kar Lein, Kisi Rote Huye Bachhe Ko, Hansaya Jaaye !

Doston Ki Dost Hi Jaan Lene Lage Hain.Ab To Vafa Mein Bhi Imtahan Hone Lage Hain.Kho Gayi TahazeebInsani Insanon Se,Insaniyat Bhi Insan Khone Lage Hain.Kal Tak Thi Chhoone Se Nafarat Jinhen,Wo Bhi Munh Sharab Se Dhone Lage Hain.Doston Ki Dost…. Bharosa Uth Gaya Insan Ka Insan Se,Bete Bhi Zamanat Baap Se Lene Lage Hain.Farz Bacha Hi Nahin Is Jahan Mein Koi,Nauker Ke Bhi Malik Pe Ehasan Hone Lage Hain.Doston Ki Dost….. Ehasan Jispar Kiye Jisne,Usee Ki Badaulat Wo Badnam Hone Lage Hain.Yaron Dil Lagana Na Kisi Se,Mohabbat Ke Bure Anzam Hone Lage Hain.Doston Ki Dost… Bikte Hain Eeman Daulat Ki Khatir,Izzat Ke Saude Sare Aam Hone Lage Hain.Ibadat Bhi Mandir Mein Daulat Ki Hoti,Log Daulat Ka ShamOSubah Naam Lene Lage Hain.Doston Ki Dost… Gam Mein Aadat Thi Muskurane Ki Jinko,Wo Bhi Hoker Behal Rone Lage Hain.Ab Khuda Hi Jane Is Jahan Ka Kya Hoga Manzer,Izafe JulmOSitam Mein Her Saal Hone Lage Hain.Doston Ki Dost Hi Jaan Lene Lage Hain.Ab To Vafa Mein Bhi Imtahan Hone Lage Hain.By Sahil Verma

Mujhey Darya Nahi Likhna,Mujhey Sehra Nahi LikhnaTasallsul Se Safar Main Hoon, Mujhey Thehra Nahi LikhnaPurani Rabton Ki Raakh Ab Tak Dil Main Baqi HaiMeri Jalti Hatheli Par Naya Wada Nahi LikhnaAna Se Jeet Kar Usko Agar Jo Mainey Khoya HaiMera Noha Nahi Likhna Mera Naghma Nahi LikhnaBisatEZindagi Ki Aakhiri Sarhad Pe Khara HoonMujhey Fateh Nahi Likhna Mujhey Mohra Nahi LikhnaTumhari Aankh Main Agar Main Kabhi Chup Chaap Jal JaowTum Apni Aankhon Main Laiken Mera Sadma Nahi LikhnaGawahi Apnay Dil Se Lo Tumhara Dil Kiya Kehta HaiMujhey Jhoota Nahi Likhna Mujhey Sacha Nahi LikhnaMay Uski Yaad May Gum Hoon Ke Apne Aap May Gum HoonMujhey Mehfil Nahi Likhna Mujhey Tanha Nahi LikhnaMay Apney Lafzoon Se Shohrat Tumhey De Jaonga Ik DinMujhey Mashhoor Na Karna Mera Charcha Nahi LikhnaYe Na Ho Tum Kabhi Us Ko Mitaa Na Chahona MittayMujhey Apna Samajh Lena Magar Apna Nahi LikhnaMeri Aankhon May Baatein Hay Magar Chehray Pe Gehri ChupMeri Aankhein To Likh Dena Mera Chehra Nahi LikhnaKahin Aisa Na Ho Meri Kasak Us Dil Main Reh JayeMera Dukh Dard Likh Dena Magar Gehra Nahi Likhna

Maray Chara Gar Tujhay Kya KhabarK Yeh Dard Kitna Ajeeb HyNa SakonEDil, Na QararE JanNa Hi Neend Mujh Ko Naseeb HyYeh Ajab Hy QissaEZindgiWo Mila To RahEHayat MainMujhay Wo NashatOKhusi MiliK Sakon, FarhatOItminanMari Dharknon Main Sama GayWo Jo Dard Ankh Main Qaid ThayMaray Aansuon Main Naha GayMujhay Har Qadam Pe Guma HuaK Badal Rahi Hain HaqeeqtainK Bikhar Rahi Hain MusaftainPer Us K Bad Yeh Kya HowaWo Gya To Cheen Key Ley GyaMara Chain, SabrOQarar BMary Rahtien, Mari ChahteinMari Zindgi Ki Bahar BMara Likhna Aur Mara SochnaMara Husn, Mara Nikhar BMain Ny Hasna Khailna Chor KarIssi Ghum Ko Dil Sy Laga LiyaMaray Chara Gar Tujhay Kya KhabarK Ajab Hain Ishq K MamlayNa Hi Mari Basat Hy Iss QararK Main Us Ko Dil Sy Nikal KarKisi Aur Dar Ka Gada BanonNa Yeh Taray Bass Ki Hi Bat HeyK Maray Dard Ki Tu Dava KaryK Maray Dard Ka Jo Ilag HyTari Puhach Tari Basat SyTari Sooch Sy B Hy MawraTo Kahan Sy Lao Gy Dhond KarMaray Chain, SabrOQarar KoTujhay Keh Rhaa Hon Main Chara GarMaray Zakham Pe Yeh Dava Na RakhMaray Dard Ki Yeh Dava NhiMain MareezEIshq Hon Iss LyyMara Theek Hona Mahal HyMaray Chara Gar Tujhay Kya Khabar……!!!

Yun Haath Ki Khamosh Lakeeron Main Aa GayaLafzon Ki Rahguzar Se Woh Dil Main Sama GayaJo Nukta Sochta Raha Main Tamam OmarLamhon Main Sara Falsafa Mujh Ko Bata GayaYun Chahatein Samait Lein DaamanEYaar NeBakhshi Qabooliat DilEBeIkhteyaar NeSunli Duaein Bhi Meri Parwardeegar NeWoh Bandagi Ka Mujh Ko Saleeka Sikha GayaUs Ka Khayal Subha Hai Us Ka Khayal ShaamJaise Pila Gaya Woh Mujhe Chahaton Ka JaamMatla Bhi Us Ke Naam Hai Maqta Bhi Us Ke NaamDeewaanEShayri Mera Kuch Yun Saja GayaYun Haath Ki Lakeer Hina Ban Ke Chah GayiTasweer Us Ki Meri Haathaili Main Aa GayiKhushbu Qaba Se Sari Fiza Main Sama GayiChashmEGhazal Main Meri Kajal Laga GayaKar Ke Mere Wajood Ko Makhmoor Le GayaAnjaan Raston Pe Mujhe Door Le GayaMadhoshiyon Main Ais Tarah Mashoor Le GayaTaza Ghamon Ki Raah Woh Mujh Ko Dikha GayaWoh Aik Asgher Sare Jahan Se Zara JudaOmeed Meri Aas Meri Hausla MeraAiwanEDil Main AatishEChahat Laga GayaDin Ka Sakoon Raat Ki Neendein Chura GayaToofaan Jaise Shehar Main Aa Kar Guzar GayaChu Kar Mere Badan Ko Sehar Mujh Pe Kar GayaJis Ko Tapak Tapak Ke Sulaya Tha Aik OmarAikasgher Hi Chahaton Ke Woh Aarmaan Jaga GayaHar Shaamai Intezaar Sulagti Rahi BahutRoti Kabhi Rahi Kabhi Hansti Rahi BahutKhushbuE Gul Chaman Main Batakti Rahi BahutDeewangi Ki Aik Nayi Duniya Dikha GayaBeAasra Bhi Ho Ke Bahlna Qabool HaiShamma Ki Tarah Mujh Ko Pighalna Qabool HaiPurkhar Raaston Pe Bhi Chalna Qabool HaiKaanton Ki Rahguzar Se Ulajhna Sikha GayaYun Falsafa Hayat Ka Mujh Ko Bata GayaYun Haath Ki Khamosh Lakeeron Main Aa Gaya

خاموشی سزا بن گئ ہیےگفتگو لڑ کھڑا نے لگی ہےبہلانے سے بھی بہلتی نہین ہےدھڑکن فریاد بن چکی ہےدرد ہے کہ تھمتا نہین ہےسانس اب اکھڑ نے لگی ہےزخمی کرتے ہین یادون کے کنکریادین عذاب بن گئ ہینلہو بہتا نہین رستا ہےخواپش ناسور بن گئ ہےاسکے تصور سے الجھتے الجھتےعمر اپنی تمام ہو گئ ہے