Wo Koi Parinda Nahin Tha Jo Udd Gaya Samajh Lon,Wo Musafir Bhi Nahin Tha Jo Bichhad Gaya Samajh Lon.Tere Hanthon Jo Lut Gayi Mere Armanon Ki Duniya Thi,Koi Pattharon Ka Shaher Nahin Jo Ujad Gaya Samajh Lon.By Sahil Verma

Aab Hai Sharab Hai Aur Ummeed Uske Aane KiKya Aur Chahiye Koi Wajah Jashn Manane KiHar Ghadi Wo Mera Imtihaan Lete HaiAaj Baari Hai Meri Unko Aazmane KiNa Bahao Ashko Ko Yu Ki Kam Pad JayengeYe To Shuruaat Hai Mere Dard Ke Fasane Ki

Dil Jala Hoon Bauhat Mein Saari Dunya Jala DoonUss Ki Raahon Ki Saari Roshni Mein Bujhadon!!Janay Her Baar Mere Sath Yeh Hojata HaiMai Jissay Chahta Hoon Mujhse Woh Kho Jata HaiYah Bata Day Hamaray Pyar Mai Kiya Kami HaiMere Ankhoon Mai Dekhoo Ajj Kitnee Nami Hai!!

Najane Kiss Sheeshe Se Takraya MainSheesha B Toot Gaya Or Main BKuch Iss Tarah Se Takraya Main Uss SeSheesha B Zameen Par Bikar Gaya Or Main BLakin Ti Ek Adath Ek J CSheeshe Ki B Or Meri BJiss Kisi Na B Jodne Ki Koshish K Usse Zakham MileSheeshe Na B Diye Or Main Na B

Ay Ghamon Mujhe Chor DoAgar Nahi Deni Mujhe KhushiyanMeri Zindagi Ko Mot Ki Taraf Mor DoAesa Na Ho Mar Jaon MaiMere Seene Mai Dil Ko Tor DoMujhe Dasti Hai TanhaiyanMujh Se Ghabrati Hain Meri ParchaiyanMujhe Zindagi Na Ab Or DoAy Ghaon Mujhe Chor DoAy Ghamon Mujhe Chor Do

Mera Afsurda Chehra Iss Liye Bhi Zard Rehta HaiMujhe Apne Ilawa Bhi Kisi Ka Dard Rehta HaiTumhare Dam Qadam Say Thi Ye Sab Mukam Ki RanginiTumhare Bad Sara Saal M0usam Sard Rehta HaiTumhare Bad Baqi Aur to Sab Theek HaiLakin Jahan DIL Tha Kabhi Pehle Wahan Ab DARD Rehta Hai..

Waqt Haath Se Nikal Gaya Warna Hum Bhi Azaad HoteyAndheron Mein Ghoomte Hain Aur Tanhai Mein RoteyKhaas Jo The Apne Wohi Tou Ajmaate HainVaar Vaar Dil Toota,Phir Bhi BeWajah Chot Khaate HainKhushi Aur Gammon Ka Rishta Kush Hum Jaisa Ajeeb HaiKhushi Naraaz C Aur Gamm Hamesha Kareeb Hai

AB KHARRE HAIN HAAT PE HAAT DHAREFAQAT YEH HI TOU KAR SAKTE HAINZNDAGI UN K NAAM KYUN KARDI HM NEYAKTARFAA MUHABBAT KYUN KARI HM NEWO TOU JAANTE BHI NA THAY HM KOPEHCHANTE BHI NA THAY HM KO PHIRAB ISHQ K DAAWE LAGTE HAIN BE JAAZNDAGI LAHAASIL JAISE MURDAAPosted by MIRZA GHALIB HOON MAI;D

AB KHARRE HAIN HAAT PE HAAT DHAREFAQAT YEH HI TOU KAR SAKTE HAINZNDAGI UN K NAAM KYUN KARDI HM NEYAKTARFAA MUHABBAT KYUN KARI HM NEWO TOU JAANTE BHI NA THAY HM KOPEHCHANTE BHI NA THAY HM KO PHIRAB ISHQ K DAAWE LAGTE HAIN BE JAAZNDAGI LAHAASIL JAISE MURDAAShared by : MIRZA GHALIB HOON MAI;D

Koi Rishtaa Toot Jaaye Dukh Toh Hota HayApney Ho Jaayein Paraye Dukh Toh Hota HaiHum Marjaayein EhdEWafa Nibhaate NibhateAur Unko Yakeen Na Aaye Dukh Toh HaiMaana Hum Nhn Pyaar Ke Qaabil MagarIss Tarah Koi Thukraaye Dukh Toh Hota HaiJis Ki Khaatir Sajaayi Hum Ne Yeh MehfilWohi Iss Mein Na Aaye Dukh Toh Hota Hai

Bohat Chup Chup Sey Rehtey HoNa Bantey Hoo, Sanwertey HoNa Koi Baat Kartey HoBharee Mehfil Main Bhi Aksar!Hamesha Khoye Rehtey HoUdasi Ankh Main Bharr KarHar Ik Chehrey Ko Taktey Ho!Koi Jab Yaad Ata HaTo Thandee Aah Bhartey Ho!To Khul Kar Kyun Nahin KehteyKisi Sey Pyaar Kartey Ho ……

Tum Nay Morjhay Hoay Phool Kabhi Daykhay Hain ?Dil Ki Qabron Pay Paray ……Hejar Ki Lash Ki Ankhon Pay DharayTum Nay Uktay Hoay Khwab Kabhi Daykhay Hain ?Dard Ki Palkon Say Laptay HoayGhabray HoayTum Nay Baychain Duayan Kabhi Daykhi Hain ?Mohobbat Kay Kenaron Pay Bhatkti PhertiTumnay Kabhi Dykha Hay Mujhay ?Kia Kabhi Daykha Hay Mujhay ?

gul ko mahbub mein qayas kiyafarq nikala bahot jo bas kiyadil ne hum ko misaleainaek aalam se rushinas kiyakuch nahi sujhata hamen us binshauq ne hum ko behavas kiyasubah tak shama sar ko dhundhati rahikya patange ne iltemas kiyaaise vahashi kahan hain ae khuban‘meer’ ko tum ne abas udas kiyaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Meer Taqi Mee

Dard Ka Rista Kaise Banaye YarooApna Dard Kisi Aur Ko Q Dekhaye YarooKuch Keh Ke Bhi Nahi Bataya KabhiAus Baat Ko Kaise Kahein Bataoo YarooZakham Apna Payara Hai Mujhe LogoQ Marham Hum Lagayein Bataoo YarooJis Ka Muntazir Thha Woh Na Aaya KabhiAus Ka Deed Kaise Kare Batoo YarooJin Ke Intizar Mein Pathra Gayi Ankhein MeriKaise Ashkh In Ankhoo Mein Aaye Batoo Yaroo

Usko Apna Bana Kar Dekh LiyaDard Dil Me Basa Kar Dekh LiyaWo Mera Kisi Tarha Nahi HuaHar Tarha Aajma Kar Dekh LiyaWo Na AawazEDil Meri SamjheHalE Dil Bhi Suna Kar Dekh LiyaLafz Tak Sath Nahi Dete Jab MereGeet Bhi Gunguna Kar Dekh LiyaEk ham the jo muskurate raheUsne har julm dhake dekh liyaMera Koi Nahi Is Duniya Me” RIZWAN ”Sabko Apna Bana Kar Dekh Liya..