itna maloon hota hai jata hn kaheen koi hai mujh main kah mujh sa liaay jata hai mujhe

Roz dhalta hoa suraj yeh kahta ha mujhe FARAZ???? Aaj usko bewafa hoa aik aur din hoa?.

Ye sab tumhari mohabbat ka ik tasalsal hai, Esi liye tu hamesha dukhon ko paltey hain..

Yeh jesay log hain wesay nazaar nahi atey, Rafaqtun main chupi hain adawatain kya kya..

hamoosh saath saath kahan tak chala chaloon insaan hoon kuch aap ka saya nahi hoon main

Hum nay tumy dhekha nahi kaya eid manyen…. Jis nay tumy dhekha usy *eid mubarak*.

Kon Deta Hai Umer Bhar Ka Sath Faraz Log To Janaze Mein Bhi Kandhe Badalite Rahite Hain.

jheel acha,kawanl acha kai jaam acha hai, terri ankhoon kai liyay koun sa naam acha hai?

Ye rahzano ki basti hai chaley chalo chup chap, Dara hun esa ke mur kr na rasta dekhon..

Chaihrta Tha Gham-e-Duniya Jub Bhi…. Ham Tere Gham Se Gila Kartay Thay ….!

Ankhon Ko Intezar Ka Hunar De Kar Chala Gaya Chaha Tha Ek Shaks Ko Jane Kidhar Chala Gaya

sabab har ek mujh se puchta hei mere rone ka ILAHI sari dunia ko main kese razdan kar lon

Uss Ki Ankhoon Ko Kabhi Ghaur Se Dekha Hai Fraz Roney Wallon Ki Tarah Jagney Wallon Jaissi

?”Ek muddat baad mili Qed se aazadi.. Par Jab mili aazadi, To pinjre se pyar ho gaya

Yeh aur baat hai saqi key mujhai hosh nahi, werna main kuch bhi hoon ehsaan faramosh nahi..