Subah tanhai, shaam tanhai Hai zindagi ka ek naam tanhai Woh khud kat gaya zamane se Bewajah hui badnaam tanhai…

Us ke qadam jahan parre hum ne woh jagha choom li FARAZ Aur Woh meri ami ko keh gayi aunty tawada munda mitti khanda j

Yeh kya kam hai key mar janay pe duniya yaad karti hai, Kesi key ishq main duniya lut’ta kar hum bhi dekhain gaye..

Zindagi jaisi aik haseen shae ko chand khwabon na kar dia barbad. Kuch haseeno na kar dia ghayal kuch sarabon na kar dia barbad.

Ankhon Mein Namee, Hansi Labon Par Kya Haal Hai, Kya Dikhaa Rahay Hoo Ban Jaayenge Zaher Peete Peete Yeh Asshq Joo Peete Ja Rahe Ho

Kahin pe ruk bhi sakta hai hamare ishq ka sauda, Ke jaana’n hadh se aagey khasaara* ja nahin sakta.. (khasaara:loss, nuksaan)

Toot gai neend khuwab wohi hai, Dur rehtay hain par ihteram wohi hai, Jantay hain mil nahi saktay magar, In aankhon main intezar wohi hai,

tumhain apna bna k chorun gaa kehta tha woh shakhs kabhi……….. phir apni baat pe woh qayam raha,mujhe apna bna k chor gaya.

Koi Ankhon Se Baat Kar Leta Hai Koi Ankhon Mein Mulakat Kar Leta Hai Bada Mushkil Hota Hai Jawab Dena Jab Koi Khamosh Rehkar Sawaal Kar Leta Hai

taswrat ki dunia faqat hamari hay tumhain to jeta jagta jahan de dala zara si nazr-e-anyat ki arzoo thi kay tum ney sarey ka sara dihan dey dala

Muhabat K Sapnay Dikhatay Bohat Hai Wo Raaton Main Hum Ko Jagatay Bohat Hai Mai Ankhon Mai Kajal Lagaon To Kesy In Ankho Ko Log Rulatay Bohat Hai!

LOVE KAI ASOOL 1.MOHABBAT JISS SAY KERO OUSI KAI RAHO. 2.DOSRI LARKIYUON KO BILKUL BHI NA DAIKHO. 3.JHOT NA BOLO. 4.GIRL FRIEND SAI HI SHADI KERO..

Dil k kareeb a k jab wo door ho gaye sary haseen khawb mery choor ho gaye humne wafa nibhai to badnamiyan milin jo log bewafa thy wo mashhor ho gaye

Zindagi ne kuch is tarah se Mayoos kr dya, Apni jeet ko haar mai badal dya, Ap k siwa or kuch na Chaha tha maine, Bus Qisamt ne srf isi se Mehroom kr dy

Bolti hai dosti chup rehta hai ?PYAAR?. Hasati hai dosti rulata hai ?PYAAR?. Milati hai dosti juda krta hai?PYAAR?. Pher Q dosti k beach ata hai ?PYAAR.