subah ki aas kisi lamhe jo ghat jaati hai zindagi saham ke khwaabo?n se lipat jaati hai aahatein kaun si Khwaabo?n mein basi hain jaane aaj bhi raat gaye niind uchat jaati hai

Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De Tera Mujrim Hoon, Mujhe Doub Ke Mar Jaane De Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De

Wo Jin Ka Pyar Tha Nazro?n Ki Kainat Kabhi, Qareeb Aa Ker Wo Hi Dil Ka Sheher Loot Gaye, Kahan Kahan Se Samaite Ga Wo Humain Mohsin, Ke Hum Tou Aaeney Ki Tarha Tuut Phoot Gaye?

Tum Ne Chaha Hi Nahi Haalat Badal Saktay Thay Terey Aansoo Meri Aankhoon Se Nikal Saktay Thay Tum To Theray Rahay Jheel K Pani Ki Terhan Derya Bantay To Bohat Door Nikal Saktay Thay

Parh parh kitaban naam rakh leya Qazi hath vich phar k talwar tun nam rakh leya Ghazi Makky Madiny kumm aya tun nam rakh leya Hajji Bully shah hasil ki kita je tun Yar na rakhya Razi

Na Mila Dil Ka Qadar Daan Iss Zamaney Mein Ye Sheesha Toot Gaya Daikhney Aur Dikhaney Mein Jee Mein Aata Hai Ekk Roz Shama Say Poochoon Maza Kis Mein Hai, Jalney Mein Ya Jalaney Mein ??

Jo Poochta Hai Koi Surkh Kiun Hain Aj Ankhain To Ankh Mal Ke Kheti Hon Ke Raat So Na Saki Hazar Chahon Magar Yeh Na Khe Sakon Gi Kabhi Bhi Ke Raat Ronay Ki Khuwhish Thi Magar Roo Na Saki

Is bat par mjhy tajub hota hai..!! Sari rat jo tum jagty rehty ho Sochty rehty ho Bs baithy baithy Tum Gum rehty ho Ankhon main Wo Surkhi Liye Subha ko college Jatay ho Tum kaisy parhty ho..??

Mujh Per Ilzaam Hain Sabhi Tum Jin Per Khafa Hote Ho Main Mujrim To Nahe Kyun Mujh Ko Saza Detey Ho Gar Muhabbat Nahe Ikhlaq Bhe Koi Cheez Hai Sanam Tum Har Baar Mujhe Nazroon Sey Gira Detey Ho?

Aey Zindagi Aik Baar Tu Nazdeek Aa Tanha Hoon Main Ya Door Say Phir Dey Mujhey Koi Saza Tanha Hoon Main Duniya Ki Mehfil Mein Kahin Main Hoon Bhi Shayad Ya Nahin Ekk Umr Say Iss Soch Mein Dooba Hoon Tanha Hoon Main

Sham Se Ankh Main Nami Se Hai Aaj Phir Aap Ki Kami Se Hai Daffan Kardoo Hamien K Sanss Milly Nabz Kuch Deer Se Thami Se Hai Waqat Rahta Nahi Kahien Tik Kar Uss Ki Addat Bhi Aadmi Se Hai Sham Se Ankh Main Nami Se Hai Aaj Phir Aap Ki Kami Se Hai

unhi Umeed Dilatay Hain Zamane Wale, Laut Kay Kab Aatay Hain Jane Wale, Tu Ne Dekha Kabi Sehra Main Jhulasta Hua Darakht, Iss Tarha Jaltay Hain Wafaon ko Nibhane Wale, Tu Aa Kar To Dekh Kabi Un Ki Shabon Main, Kitna Rotay Hain Zamane Ko Hasane Wale?!

Kab tak hum apne armaan chipate rahinge? Kab tak hum apni khwaishon par patthar barsaate rahinge? Kya kuwe ke paani ki taqdeer mein khul kar behna likha nahi hota? Kya jisne dariya ki kismet likhi thi?? Kya uske mann mein auron ke liye apna pan nahi hota?

HUM TO DEWANAY HAIN DEWANAY! ISI LIYAY JATAY HAIN MAINKHANAY! MAHBOOB KAY DER SAI NAKAL DIYA HUMAIN, YAYHI WAJHA HAI KAI UNN KAY DEDAR KO TERSA KERTAY HAIN. AB TOU YAYHI DUA KERTAY HAIN ?DAAM NIKLAY UUN KI GALLI MAEN? LUB PER NAM UNN KA HUM JIYA KERTAY HAIN.

BARSAT HOTI HAI TU DIL KO ACHA LUGTA HAI, AMMA KAI HATH KAY PAKORAY KHANAY KA JEE KERTA HAI, GARMA GARM PIYALI CHAY KI PINAY KO DIL KERTA HAI, BARISH KI BOND GIRTAY HI KITCHEN SAI PAKWANO KI KOUSHBO ANAY LUGTI HAI, AALO K PARATAY ,KACHORI,TERKARI KHANAY KA MAAN KERTA HAI.