uthi hai magrib se ghatapine ka mausam aa gayahai raqs mein ik mahlaqanazuk ada naz aafrinhan nachati ja gaye janazron se dil baramaye jatadapaye ja tadapaye jao dushmaneduniyaodintera thirakana khub haiteri adayen dilnashinlekin thahar tu kon haio nimuriyan nazaninkya mashriqi aurat hai tuhargiz nahi hargiz nahiteri hansi bebak haiteri nigah chalak haiuff kis qadar dilsoz haitaqarir bazari terikitni havas aamez haiye sada purkari terisharm aur izzat valiyanhoti hain iffat valiyanwo husn ke shahzadiyanparde ke hain aabadiyanchashmefalak ne aj takdekhi nahi un ke jhalaksarmayaesharmohayazevar hai un ke husn kashohar ke dukh sahati hain womuh se nahi kahati hain wokab samane aati hain wogairat se kat jati hain woaziyatemillat un se hainamesharafat un se haiimam par qayam hain wopakizaosayam hain wotujh mein nahi sharmohayatujh mein nahi maharovafasach sach bata tu kon haio behaya tu kon haiye purfasun gamze terenamaharamon ke samanehat samane se dur homaradud ho maqhur hotaqadir ke heti hai tushaitan ke beti hai tujis qaum ke aurat hai tuus qaum par lanat hai tulekin thahar jana zarateri nahi koi khatamardon mein gairat hi nahiqaumi hamiyat hi nahimwo millatebaiza ke thisare jahan ke roshnijamiyateislamiyanshahanshahehindustanab is mein dam kuch bhi nahihum kya hain hum kuch bhi nahimilli siasat uth gaibazu ke taqat uth gaishanehejazi ab kahanwo turktazi ab kahanab gazanavi himmat gaiab babari shaukat gailekin mujhe kya khabt haitaqarir kyon berabt haiitna sharabi ho gayaaqlokhirad bhi kho gayamujhko zamane se garazmitane mitane se garazhindustan se kam kyaandeshaeislam kyajine do jine do mujhepine do pine do mujhejab hashr ka din aayegaus waqt dekha jayegahan nachati ja gaye janazron se dil baramaye jatadapaye ja tadapaye jadushmaneduniyaodin        Poet of The Poem / Ghazal or Nazam :Hafeez Jullundhri

Your Comment Comment Head Icon

Login