Sukoon – E – Zindagi Mein Na Mila KabhiIshq Kya Karte Zaraa Aashik Ko Dekhiye

Bacha Kar Sajda Say Tum Na Jo Paon Kheech Liye; Issi Nishaan Par Rakh Diye Jabeen Na Kahi

Mere Jazbaat Se Waqif Hai Meri Kalm Faraz ; Main Pyaar Likhun To Tera Naam Likha Jata Hai

Shaam Hote Hi Tere Pyaar Ki Pagal Khushboo; Neend Aankhon Se Sukoon Dil Se Chura Leti Hai

Aafat To Hai Woh Naaz Bhi Andaz Bhi Lekin; Marta Hun Main Jis Par Woh Ada Aur Hi Kuch Hai

Din Mahine Saalon Ka Hisaab Nahi Aata Mujhe; Hamesha Se Hamesha Tak Saath Tumhara Chahiye

Kiss Qadar Masoom Sa Lehja Tha Un Ka FARAZ ; Dheere Sey Jaan Keh Kar Humein Bejaan Kar Gaya

Shiddat – E – Dil Ka Aalam Toh DekhiyeKya Dikhe Sitaare Zaraa Chand Toh Dekhiye

Mere Lafzon Ki Pehchan Aggar Kar Laita Woh Faraz; Usy Mujhse Nahi Khud Sey Mohabbat Ho Jati

Sy Paana, Usy Khona, Ussi K Hijir Main Rona,Yehi Agarr Ishq Hai To Hum Tanha Hi Ache Hain..

Kamaal ka shaqs tha jisney zindagi tabaah krdi; Raaz ki baat hai dil usse aj bi khafaa nahi

Mohabbat Nahi Hai Naam Sirf Paa Lene Ka; Bichhad Ke Bhi Aksar Dil Dharakte Hain Saath Saath

Kon Kehta Hai Nafrton Mein Dard Hai Mohsin ; Kuch Mohabbatein Bhi Badi Aziyat Naak Hoti Hain

Tapakti Hai Nigahon Se Barasti Hai Adaaon Se; Mohabbat Kaun Kehta Hai Ke Pehchaani Nahi Jati

Sahib-e-Aqal Ho Ek Mashwara Mukhisana Chahiye; Zindage Se Tang Hoon Khud-Kushi Karon Ya Ishq