Ishq Per Zor Nahin Yeh Woh Aatish Ghalib; Ke Lagaaye Na Lage Aur Bujhaaye Na Bujhay

Ai Dost Humne Tarq-e-Mohabbat Ke Bawjood; Mehsoos Kee Hai Teri Zaroorat Kabhi-Kabhi

Sher Logon Ke Bahut Yaad Hain Auron Ke Liye; Tu Mile To Main Tujhe Sher Sunaaon Apne

Ishq Ney Seekh Hi Li Waqt Ki Taqseem K AbWo Mujhey Yaad To Ata Hai Magar Kaam K Baad

Raasto Se Saamna Na Hua “Masroor”Kya Milte Apne Zaraa Musafir Ko Dekhiye

dillo ki gehri napne ke liye .". KaShIsH"
bura WaQt acha hai..

Hosh-e-Haalat Pe Kabu To Kar Liya Maine; Unhe Dekh Ke Phir Hosh Kho Gaye To Kya Hoga

Dil Mein Na Ho Jurat To Mohabbat Nahi Milti; Khairat Mein Itni Badi Daulat Nahi Milti

Khayaal Toh Uska Har Waqt Aata Raha KareebKhwaab Kya Dhundte Zaraa Haqiqat Ko Dekhiye

Bas Wohi Ek Shakhs Mere Dil Kee Zidd Hai; Na Uss Jaisa Chahiye Na Uss Ke Siwa Chahiye

Bas Ek Jhijak Hai Yahi Haal-e-Dil Sunane Mein; Ki Tera Zikr Bhi Aayega Iss Fasane Mein

Kya Woh Mulaaqat Joh Aksar Dikhai Deti HaiThe Woh Kuch Nazaare Ke Woh Raasta Kaisa Tha

Faasle Yun Apno Se Kab Ke Toot Chuke TheThi Woh Mere Paas Hi Phir Woh Rishta Kaisa Tha

Ishq Karna Hai To Phir Ishq Ki Toheen Na Kar Ya To Behosh Na Ho Ho To Phir Hosh Na Ka

Har Roz Humein Milna Har Roz Bichdna Hai; Main Raat Kee Parchai Tu Subah Ka Chehra Hai