Khusro Darya Prem Ka Ulti Wa Ki Dhaar; Jo Utra So Doob Gaya Jo Dooba So Paa

Tu Ashiq Hai Mera, Main Teri DeewangiMohabbat Mein Sanam, Main Teri Ho Chali

Zubaan Se Sach Ikrar Hota Kyun NahinKaha Milti Wafaa Zaraa Bewafaa Ko Dekhiye

Jee Kee Jee Hi Mein Rahi Baat Na Hone Payi; Haif Ki Us Se Mulaqat Na Hone Payi

Mohabbat Ho Gayi Hai Unse Par Hum
Unhe Yeh Hum Baat Bataa Nahi Paate

Yahi Bahut Hai Ki Tumne Palat Ke Dekh Liya; Yeh Lutf Bhi Meri Umeed Se Zyada Hai

Humne Hamare Ishq Ka, Izhaar Yun Kiya,Phoolon Se Tera Naam, Pathron Pe Likh Diya

Bas Itni Si Inayat Mujh Par Ek Bar KijiyeKabhi Aakar Mere Jakhmo Ka Deedar Kijiye

Aaine Mein Woh Dekh Rahe The Bahar-e-Husn; Aaya Mera Khayal To Sharma Ke Reh Gaye

Aaine Mein Wo Dekh Rahe The Bahaar-e-Husn; Aaya Mera Khayal To Sharma Ke Reh Gaye

Tery Dil Main Meri Sansoo Ko Panah Mil JayeTery Ishq Main Meri Jaan Fana Hoo Jaye

Dil Pe Aaye Hue Ilzam Se Pehchante Hain; Log Ab Mujhko Tere Naam Se Pehchante Hain

Ek Baar Dekh Ke Azad Kar De Mujhe; Main Aaj Bhi Teri Pehli Nazar Kee Qaid Mein Hun

Tum Suno Ya Na Suno Haath Badhao Na Badhao; Doobte Doobte Ek Bar Pukarenge Tumhein

Muddat Se Gum Hua Dil-e-Begaan-e-Siraj; Shayad Ke Jaa Laga Hai Kisi Aashna Ke Hath