Pyar Bhi Karna Zamaney Se Bhi Ghabrana Bohat; Aayino n Ka Ghar Banana Aur Pathar Sochna

Hum Aashiq Paane Ko Ishq Samajhte Rahe; Jo Pa Liya Woh Ishq Nahi Woh Ishq-e-Hararat Hai

Hum Ne Seene Se Lagaya Dil Na Apna Ho Saka; Muskura Kar Tumne Dekha Dil Tumhara Ho Geya

Kamale Ishq Hai Deewana Ho Gaya Hu MeinYeh Kya Ho Gaya Hu Mein! Yeh Kya Ho Gaya Hu Mein

Aankh Rakhte Ho To Us Ankh Ki Tehreer Padho; Mu n Se Iqraar Na Karna To Hai Aadat Us Ki

Ik Lafz-e-Mohabbat Ka Adnaa Ye Fasaana Hai; Simte To Dil-e-Aashiq Phaile To Zamaana Hai

Bacha Kar Sajda Say Tum Na Jo Paon Kheech Liye; Isi Nishaan Par Rakh Diye Jabeen Na Kahi

Dil Mein Sama Gayi Hain Qayamat Kee Shokhiyan; Do-Chaar Din Raha Tha Kisi Kee Nigah Mein

Mere Jazbaat Se Waqif Hai Meri Qalm Faraz; Main Pyaar Likhon To Tera Naam Likha Jata Hai

Mohabbat Se Sukoon Mujhe Nahin Usse Bhi MilaThi Duniya Rangeen Phir Woh Judaai Kaisi Thi

Apna Toh Chahaton Mein Bas Yahi Asool Hai; Jab Tu Qubool Hai To Tera Sab Kuch Qubool Hai

Kal Jinhe Chhu Nahin Sakti Thi Farishton Kee Nazar; Aaj Wo Raunaq-e-Bazar Nazar Aate Hain

Aankhe Aksar Woh Baatein Kah Jaati Hain
Jo Baatein Hum Jubaa Par La Nahi Paate

Aafat To Hai Woh Naaz Bhi Andaz Bhi Lekin; Marta Hun Main Jis Par Woh Ada Aur Hi Kuch Hai

Hamaari Shayari Dilaati Hai Aashiq Ki Yaad; Yeh Duhaarti Bhi Hai Hamaare Ishq Ki Fariyaad