Saawal Karey Koi Muhabbat Jawaab Rakhta HoonMein Ishq Ki Manzil La Jawaab Rakhtaa HoonKoi Meraa Dukh Kis Taraah Jan Sake GaMein Chehrey Pe Hansi Ka Nakaab Rakhtaa HoonAb Is Se Berh Ker Bhi Koi Dukh Kya Hogaa!!Is K Hijr Ka Jo Mein Azaab Rakhtaa Hoon!Mein Ussey Bhoolna To Chahoo Per Bhulaoon KaiseUssey Yaad Bhi To Mein Behisaab Rakhta HoonDuniya Mein Her Gham Se Bara Hai Gam-e-Muhabbat YaramKertey Gai Sab Bewafaai Mein Aisa Naseeb Rakhta Hoon!

Woh Ishq Jo Hamse Roth Gaya Ab Us Ka Haal Batayen KiaKoi Mehar Nahi Koi Qehar Nahi, Phir Sacha Sher Sunayen KiaIk Hijer Jo Ham Ko Lahaq Hai Taa-Dair Usay Duhraayen KiaWoh Zehar Jo Dil Main Utaar Diya Phir Us K Naaz Uthayen KiaIk Gham-E-Tanhayee Jo Saaray Badan Main Phail GaiJab Jism Hi Sara Jalta Ho Phir Daman-E-Dil Ko Bachayen KiaHam Naghma Sera Kuch Ghazlon K Ham Suratger Kuch Khwaboon KYeh Jazba-E-Shoq Sunayen Kia Koi Khwab Na Ho Tu Batayen Kia

Gham-E-Zindagee Teri Rah MainShab-E-Arzoo Teri Chah MainJo Ujar Gaya Woh Basa NahinJo Bichar Gaya Wo Mila NahinJo Dil-O-Nazar Ka Saroor ThaMeray Pass Reh Kar Bhi Door ThaWohi Ek Gulab Umeed KaMeray Shakh-E-Jaan Pa Khila NahinMera Humsafar Jo Ajeeb HaiTu Ajeeb Ter Hoon Main App BhiMujhay Manziloon Ki Khabar NahinUssay Rastoon Ka Pata NahinPas-E-Karwan Sar-E-RahghuzarMain Shikista Paa Hoon Tu Iss LiyaKa Qadam Tu Saab Sa Mila LiyaMera Dil Kisi Sa Mila Nahin

Teri mahafil se uthakar ishq ke maron pe kya guzrimukhalif ik jahan tha jane becharon pe kya guzrisahar ko rukhsat-e-bimar-e-furqat dekhane valokisi ne ye bhi dekha raat bhar taron pe kya guzrisuna hai zindagi viraniyon ne lut li milakarna jane zindagi ke nazbaradaron pe kya guzrihansi aayi to hai bekaif si lekin khuda janemujhe masarur pakar mere gamkhvaron pe kya guzriasir-e-gam to jan dekar rihai pa gaya lekinkisi ko kya khabar zindan ke deewaron pe kya guzri

Mere aansuon pe nazar na kar mera shikwa sun ke khafa na house zindagi ka bhi haq nahi jise dard-e-ishq mila na hoye inayaten ye navazishen mere dard-e-dil ke dawa nahimujhe us nazar ke talash hai jo ada shanas-e-vafa na hotujhe kya bataun main bekhabar ki hai dard-e-ishq mein kya asarye hai wo latif si kaifiyat jo zuban tak aaye ada na hoye sharab rez-e-hasin ghata jo hai “kaif” nazish-e-mayakadakisi tashna-kam ke aarzoo kisi tashna-lab ke dua na ho

Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhen ho jayegadeewaron se sar takaraoge jab ishq tumhen ho jayegahar baat gavara kar loge mannat bhi utara kar logetabizen bhi bandhavaoge jab ishq tumnhen ho jayegatanhai ke jhule khulenge har baat purani bhulengeaaine se tum ghabaraoge jab ishq tumhen ho jayegajab suraj bhi kho jayega aur chand kaheen so jayegatum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhen ho jayegabechaini bad jayegi aur yaad kisi ke aayegitummeri gazalen gaoge jab ishq tumhen ho jayega

Ishq To Khud Hee Ho Jaata Hai…Dil Bhi Apna Kho Jaata Hai…Jab Aisa Ho Jaata Hai…To Dil Bekaraar Ho Jaata HaiKyun Hota Hain Humko Pyaar…Mujhko Nahi Pata YaarItna Zaroor Pata Hai Mujhko…Ek Din Ye Bhi Hoga TumkoJab Hoga Tumko Pyaar…Hawa Mein Udoge Tum Bhi Yaar…Khush Rahoge Hardam Tum…Pyaar Karoge Pyaar Se TumAaj Tumne Jisko Dekha Hai…Shayad Who Hee Tumhara Apna Hai…Abhi Chalega Pata Nahi…Intezaar Mein Rahna Har Gha

Mare Wafa Ka Naksh Her Ek Dil Main Rah GayaMahfil Se Youn Utha Houn K Mahfil Main Rah GayaEk Aek Ker Ka Mit Gaye Sab Naksh-E-MaasiwaEk Dard-E-Ishq Tha Jo Meray Dil Main Rah GayaUs Nay Sitam Se Hat Uthaya Sitam KiyaDil Gher K Aaj Ek Naye Mushkil Main Rah GayaGum Tu Teray Aaman Hi Kahain Jab Na Mil SakiGhabra K Meray Tootay Howe Dil Main Rah GayaDad-E-Talab Ki Bheekh Kissi Nay Na Di MujhayZook-E-Talab Hi Kaaasa Saahil Main Rah GayaEay Zapt Lut Gaya Tha Jahan Karwan-E-DilDam Toot Ker Na Kioun Use Manzil Main Rah Gaya!!

Mujhko mara hai har ek dard-o-dava se pahaledi saza ishq ne har jurm-o-khata se pahaleaatish-e-ishq bhadakati hai hawa se pahalehonth jalate hain muhabbat mein dua se pahaleab kami kya hai tere be-sar-o-samanon kokuch na tha teri qasam, tark-o-fana se pahaleishq-e-bebak ko dave the bahut khalavat meinkho diya sara bharam sharm-o-haya se pahalemaut ke naam se darate the ham, ae shauq-e-hayattune to mar hi dala tha qaza se pahalehum unhen pake “firaq” aur bhi kuch khoye gayeye takalluf to na the ahad-e-vafa se pahale

Cheharaa Meraa Thaa Nigaahen Us KiiKhaamushii Men Bhii Vo Baaten Us KiiMere Chehare Pe Gazal Likhatii GaiinSher Kahatii Huii Aankhen Us KiiShokh Lamhon Kaa Pataa Dene LagiinTez Hotii Huii Saansen Us KiiAise Mausam Bhii Guzaare Ham NeSubahen Jab Apanii Thiin Shaamen Us KiiDhyaan Men Us Ke Ye Aalam Thaa KabhiiAankh Mahataab Kii Yaaden Us KiiFaisalaa Mauj-E-Havaa Ne LikkhaaAandhiyaan Merii Bahaaren Us KiiNiind Is Soch Se Tuutii AksarKis Tarah Katatii Hain Raaten Us KiiDuur Rah Kar Bhii Sadaa Rahatii HaiMujh Ko Thaame Hue Baahen Us Kii

Gul tera rang chura laye hain gulzaron meinjal raha hun bhari barsat ke baucharon meinmujh se katara ke nikal ja magar ae jan-e-hayadil ke lau dekh raha hun tere rukhasaron meinhusn-e-begana-e-ehasas-e-jamal acha haigunche khilate hain to bik jate hain bazaron meinzikr karte hain tera mujh se baunavan-e-jafacharagar phul piro laye hain talvaron meinzakhm chup sakate hain lekin mujhe fan ke saugaundhgham ke daulat bhi hai shamil mere shahakaron meinmujh ko nafarat se nahi pyar se maslub karomain to shamil hun mohabbat ke gunahgaron mein

Tere gham ko jan ke talash thi tere jan-nisar chale gayeteri reh mein karte the sar talab sar-e-rah-guzar chale gayeteri kaj-adai se har ke shab-e-intazar chali gaimere zabt-e-hal se ruth kar mere gam-gusar chale gayena saval-e-vasl na arz-e-gam na hikayaten na shikayatentere ahad mein dil-e-zar ke sabhi ikhtiyar chale gayeye hamin the jin ke libas par sr-e-rah siyahi likhi gaiyahi daag the jo saja ke hum sar-e-bazm-eyar chale gayena raha junun-e-rukh-e-vafa ye rasan ye dar karoge kyajinhen jurm-e-ishq pe naz tha wo gunahagar chale gaye

Raat Ki Jawani Angrayi Le Rahi Thi,Chandni Chupke Se Hum Pe Muskura Rahi Thi,Dhadkane Hone Lagi Tej Ek Dum Se,Tanhayio Me Apki Yaad Jo Aa Rahi Thi.Tera Ikrar Tera Roothna Teri Pyar Ki BaateUf Hum Pe Ek Deewangi Si Chah Rahi ThiChupke Se Lipat Gayi Sharam Mere Badan Se,Jab Teri Nazron Se Apna Shingar Kar Rahi Thi,Hawa Ke Jonke Humare Pas Se Gujar Rahe Te JaiseMadhoshiyan Pas Ane Ka Rasta Bana Rahi Thi,Teri Bahen Jo Bani Mere Gale Ki Warmala,Ang Ang Me Mere Teri Kushboo Si Bikar Gayi,Maum Jaise Pigal Kar Tere Pyar Ki Aag Me,Mai Khud Se Bichad Kar Tum Me Sama Rahi Thi!

Shikave ke naam se bemehar khafa hota haiye bhi mat kah ke jo kahiye to gila hota haipur hun main shikave se yun rag se jaise bajaik zara chediye phir dekhiye kya hota haigo samajhata nahi par husn-talafi dekhoshikava-e-jaur se sar-garm-e-jafa hota haiishq ke reh mein hai charkh-e-makaukab ke wo chalsust-rau jaise koi aabalapa hota haiq na thaharen hadaf-e-navak-e-bedad ke humaap utha late hain gar tir khata hota haikhub tha, pahale se hote jo hum apne bad-khvahke bhala chahate han aur bura hota hainala jata tha pare arsh se mera aur ablab tak aata hai, jo aisa hi rasa hota hai

Woh Samnee Aayee To Nazroon Ko Jhukaa Lon GaDekhon Ga Nahee Phir Bhi Tasveer Bana Loon GaAana Hai To Aajao Ruswayee Nahee Ho GiiiDekhee Ga Nahee Koi Palkon Men Chupaa Lon GaJo Hum Per Guzarni Hai Aik Baar Guzer JayeeeHer Ghum Ki Tarha Tugh Ko Seene Se Laga Loon GaVeeran Ger Dil Ho Aankhon Men Andheera HoYaadon Ke Dyiee Apni Palkon Men Saja Lon GaManzoor Ger Ho Gi Ruswai Teri Mugh KoMen Beth Sahil Se Tofan Uthaa Lon GaNaraaz Ger Woh Hain Meree Nasheman SeMen Nasheman Ke Tinkoon Ko Hata Doon GaKyoun Mugh Se Khafaa Ho Ker Woh Door GayeeBahoon Men Woh Aajayeen Men Un Ko Mana Loon Ga