Sirf Nazdeekiyon Se Mohabbat Hua Nahi Karti; Fansle Jo Dilon Mein Ho To Fir Chahat Hua Nahi Karti; Agar Naraz Ho Khafa Ho To Shikayat Karo Humse; Khamosh Rehne Se Dilon Kee Dooriyan Mita Nahi Karti

Sirf Nazdeekiyon Se Mohabbat Hua Nahi Karti; Fansle Jo Dilon Mein Ho To Fir Chahat Hua Nahi Karti; Agar Naraz Ho Khafa Ho To Shikayat Karo Humse; Khamosh Rehne Se Dilon Kee Dooriyan Mita Nahi Karti

Mohabbat Aankhon Se Nikle Ashko Ko Moti Bana Deti Hai; Mohabbat Gehre Zakhmon Par Bhi Marham Laga Deti Hai; Jab Jeene Kee Koi Bhi Wajah Hi Na Bachi Ho; Tab Mohabbat Maut Ko Bhi Zindagi Bana Deti Hai

Sahar gah-e-id mein daur-e-subu thapar apne jam mein tujh bin lahu thajahan pur hai fasane se hamaredimag-e-ishq hum ko bhi kabhu thagul-o-aina kya khurshid-o-mah kyajidhar dekha udhar tera hi ru tha

Mohabbat Aankhon Se Nikle Ashkon Ko Moti Bana Deti Hai; Mohabbat Gehre Zakhmon Par Bhi Marham Laga Deti Hai; Jab Jeene Kee Koi Bhi Wajah Hi Na Bachi Ho; Tab Mohabbat Maut Ko Bhi Zindagi Bana Deti Hai

Apni Zaat Ke Mehwar Mein Tujhey Zum Kar LoonIbaadaton Mein Tera Ishq Bhi Raqam Kar LoonTerey Ashkon Se Ho Agar “Wazoo” Na-MumkinMein Terey Jissm Ki Matti Se “Tayamum” Kar Loon

Jaise Julfon Ki Lat Hai Chehre Ke Karib Tere
Kaash Hum Bhi Aaj Tere Itne Karib Hote
Tere Phulon Se Chehre Ko Hardam Niharte Hum
Kaash Aisi Hoti Kismat Aise Naseeb Hote

Zindagi Mein Bahut Kuchh Khoya Hai Humne
Magar Ab Toh Kuchh Paane Ki Tamanna Hai Hamein
Aap Humse Dil Lagayein Ya Na Lagayein
Magar HumKo Aapse Dil Lagane Ki Tamanna Hai

Deedar Kee Aag Jab Dil Mein Bhadakne Lagti Hai; Tujhe Dekhne Ko Meri Aankhein Tarsane Lagti Hain; Baadlon Ke Barsane Ka Humein Intezar Nahi Rehta; Teri Yaadon Mein Yeh Aankhein Khud Hi Barsane Lagti Hain

Har Dil Ko Kisi Na Kisi Dilbar Ka Intezaar Hota Hai; Kai Saari Raahon Se Gujarte Yeh Jeevan Paar Hota Hai; Har Pal Dil Sapne Bunta Hai Tanhaiyon Ke Saaye Mein; Mohabbat Se Hi To Yaaro Jeene Ka Ehsaas Hota Hai

Chaand Ko Sitaron Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai; Phoolon Ko Baharon Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai; Milo Jo Kabhi Kisi Mehfil Mein To Nazarein Jhuka Lena; Koi Samjh Hi Na Paaye Ki Mujhe Tum Se Mohabbat Hai

Baat Aisi Bhi Koi Nahi Ki Mohabbat Bahut Jyada Hai; Lekin Hum Dono Se Us Kee Taqat Bahut Jyada Hai; Aap Ke Peeche Peeche Phirne Se To Rahe Is Umar Mein Hum; Raah Pe Aa Baithe Hain Ye Bhi Ghanimat Bahut Jyada Hai

Koi Samjhe Na Humko Beshak Par Aap To Samjhte Hain; Apna Banate Hain Mere Har Gham Ko Tabhi To Hum Sambhalte Hain; Khuda Har Ek Khushi De Aapko Har Ek Gham Humko Naseeb Ho; Bas Yahi Dil Mein Sochkar Har Ek Dua Karte Hain

Apni Chhab Banaikay Jo Main Pi Kay Paas Gayi; Chhab Dekhi Jab Piyu Ki So Apni Bhool Gayi Translation: After adorning my face beautiful when I went to my beloved; I saw his captivating face and forgot all about my own beauty

Ishq Ka Dariya Kitna Gehra Hai,Kareeb Se Dekho Usse Woh Sirf Dil Ko Sulgata Hai,Kya Bebasi Mein Ab Woh Ishq Ko Samajhte,Haalat Kuch Ab Milte Nahin Waqt Se,‘Masroor’ Woh Saahil Dikhta Hai Apna Lekin Kinara Khisak Jaata Hai.